Swing trading.
Forex market main jab aap market ki movement ko dekhte hain aur iski pahchan karne ke liye iska observation karte hain to ismein aapko do different type ke swing mil sakte hain ismein koi shak Nahin swing per jab aap ek trade parthai hai to aapko maximum advantages mil sakte hain
.Division of swing.
Jab aap swing trading ki study karte Hain to aap iski do different types main classified kar sakte hain is ko aap swimming high and showing low mein convert kar sakte hain
Swing high.
Jab market downward se upward movement karti hai aur ek accha swing banakar upar chali jaati hai hi to ismein aapko ek swiing high position mil rahi hoti hai. Agar aap isko acchi Tarah samajhte Hain to aap ko bahut hi hi profitable train mil sakti hai aur aap acchi entry ki vajah se Accha profit hasil kar sakte hain
.Swing low.
Jab market upward sy downward move kr rhi hoti hain r ek accha swing bnaakar nichy chli jati hain to is mai apko ek swing low position mein mil rahi hoti hai. Agar aap isko acchi Tarah samajhte Hain to aapko bahut hi achcha profitable trade mil sakti hai aur aap acchi Andre ki vajah se Accha profit bhi hasil kar sakte hain.
High and low swing pr entry.
Agar aap swing per trade karna chahte hain to aapko high swing r low swing ko acche se samajhna chahie jab aap acche se samajh jaenge tab aap acchi entry le sakenge aur accha profit hasil kar sakenge lekin is per trading karne ke liye aapko bahut jyada practis karne ki jarurat hogi.
Indicators
.Agar aap swing trading mein interested hai aur is isliye aap aap indicators ko use karna chahte hain to aapko sabse pahle Fibonacci retracement ko swing high r swing low pr apply krna chahye kyunki yah indicators bhi aapko swing trade mein main entry lene ke liye bahut jyada faydemand sabit ho sakta hai.