Bullish Belt-Hold Pattern
Bullish Belt-Hold pattern two days candle par mushtamil hai aik bullish trend reversal pattern hai, jism ko aam tawar par single pattern bhi tasawar kia jata hai, q k pattern ki pehli candle aik bearish trend ki strong real body wali long black ya bearish candle hoti hai. Pattern ki dosri candle aik strong bullish candle hoti hai, jo k open pehlee candle k below gap main hoti hai, lekin open bearish candle k real body main hotti hai. Bullish candle aik Marubozu ya Bozu candle hoti hai, q k is k down side par koi bhi shadow ya wock nahi hoti, jab k upward side par shadow acceptable hai.
Candles Formation
Bullish Belt-Hold pattern ko kuch trader single pattern jab k zyada tar trader double candles pattern tasawar karte hen. Pattern ki pehli candle aik strong bearish jab k fosree candle aik strong bullish candle hoti hai. Jis ki formation darjazzel tarah se hoti hai
Trading strategy
Bullish Belt-Hold pattern market main bearish trend k baad bullish ki wapasi aur buyers ka market par control ki information deti hai. Ye pattern zyada tar markets main long break ya news events ki waja se banta hai. Pattern ki dosri bullish candle gap main open hone k bawajood pehlee candle k midpoint se above bhi close hotti hai aur dusra is ka lower side par koi wick bhi nahi hota hai, jis se market main buyers k taqat ka andaza hota hai.
Market main entry karne se pehle pattern ki position lazmi note karen, q k aggar prices lower area main na ho to ye pattern single pattern bhi tasawar hota hai. Trend confirmation k liye kisi reliable indicator ya teesri bullish candle k baad hi buy k trades lagayen. Stop Loss pattern k sab se lower position yanni bullish candle k opening price se two pips below set karen.
How to trade on Bullish belt hold pattern
agar forex trading main ek traders ko easy ho kar kaam karna hai tu hard work karna hota hain qk Bullish belt hold pattern main kaam karne k liye achi tara learning karna parta hai qk jab tak learning strong nhe hoti hain tu earning b nahi ho sakti hai achi earning karne k liye learning ka hona must hain Bullish belt hold pattern main practice karna must hota hain bina practice k koi b kamyab nahi hota hai forex trading ka business full trusted business hain agar learning good hai tu best earing hain jab tak learning good nhe hai tu earning kabhi b nahi hain learning karne k liye hard work karna must hota hain learning karne k liye learning ko increase karna must hota hain forex trading ka business kafi risk wala business hain forex trading ka busniess achi kamyabi de skta hain kamyab hone k liye hard work karna mut hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим