What Re-session Economic Data and News Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Re-session Economic Data and News Trading
    Aslam u Alaikum! Dear member i hope ap sab kehriyat sy hon gay, or market main achi earning kar rhy hon gy. Dear agr ap market main kamyabi Hasil karna chahty hain to aapko Hamesha experience k satg kam karna hota hai aur apni learning ko perfect banana hota hai. Tab hi ap kamyabi hasil kar sakte hain.Forex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain. To ap ko different factor par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain. Ye market ki volatility ki study kay ly use ky jata hy Jb certian point sy above or below move karta hy or es ka ye matlab hota kay market ka trend change hony wala hy . Bhot sary technical tool ki tarha ye daily chart kay laye banaya giya hai. Lkn trader esko kisi bhe time frame mein use kar sakty hain Aaj aaj ki post ke Ek technical post hai aur aapko bahut pasand I Hogi aur bhi improve mint kar rahi ho gai isliye aap koshish karen* knowledge experience information saath saath Hasil Karte. forex ma bhot sari techniques or methods k zaryae trade open ki jati hai jis ka main maqsad ye hota hai k trader ko benefit hasil ho jae. Jis trader k pass acha capital or acha knowledge ho ga wo acha profit hasil karny mian kamyab ho jae ga. Jis trader k pass kio technique or acha capital ni hota wo profit hasil karny ma hamesa nakam ho jata hai. So es topic ma ham yaha par discuss karyn gy.

    RE-SESSION ECONOMIC DATA IN FOREX :

    Dear member Economic Year ka jab bhi end hots Hy to us Kay baad salana re-session economic data confirm Kia jata Hy aur tamam values ko econimic calender Kay mutabik re-adjust Kia jata Hy Jo har trader ko Pata hona chahiye aur uske affected by Hame Pata hona chahiye kitne effect Karta Hai market par kiske saath saath Agar Hum technical analysis kovac karte hain Jiske Liye regular marketvwatch karna parta hai graph chart creates karne padte hai ye Chahat Se Main Market Mein direction provide Karte Hain Pyaar hum nahi aata Kaise kam karna Hamare regular income yahan se kaise increase ho sakti hai Mari working after long time ke liye movement honi chahiye econimics calender dekh sakty hai waha se ap ko ye pata chal jata hai k kon si news aa rahe hai aor kis time aa rahe hai

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-02-04T094513.212.png
Views:	12
Size:	23.5 کلوبائٹ
ID:	12502883

    NEWS TRADING IN FOREX :

    Dear members Agr ap ne news par hi sirf kaam karna hai to kuch sites hai jo ap ko notification send kar deti hai jab koi bari news aany wali ho ais liay agar ap wo aleart active kar dety hai to ais se ap ki koi news miss ni ho gi aor jaha tak baat hai achy calender ki to dear sab aik hi jaisy hai sab par ap ko aik hi jaisi info milti hai aor sab sites par aik hi calender aa raha hota hai ye ap ne khud andaza lagana hota hai k ab news kaisi aati hai aor ap ne aus par kaisy trade lagani hai aor news k time par apne kitna risk lena hai forex related websites par nazar aata hai aur kise bhe site say aap follow lar sakty hain. Ess kay elaawa aaj kal bht see applications aa gai hain jo aapko important news aur economic activities kay baary main notify karti hain. To agar aap bhooly bhe huy hon to ess ke wajha say aap daily notifications hasil karty hain aur apko reminder ho jata hai. Lehaza main apko latest door ki new application use karny ka mashwra dun ga.

    UNDER DEVELOPMENT COUNTRIES IN FOREX :

    Dear members Jab koi mulk tarraqi ker raha hota hai to wo mulk apnay reserves hamesha gold say barhata hai kiyu kay gold kabhi zaya na honay wala metal hai. Agar currencey notes jama kiye jaey to wo zaya ho saktay hain magar gold kabhi zaya nahi ho sakta hai jjab big developing countries gold buy kern shuru kertay hain to gold ki demand ziada honay ki wajah say buy ki market bohat up chali jaati hai.

    CONCLUSION:

    Dear Member market main kamyabi Hasil karna chahte hain to ismein aapko bahut zayda experience ki zarorat hoti hai agr ap different factors par study karty hain to ap bhot zyada advantages available hoty hain es liye ap ko hmesa market Mein candlestick ko achi tarah understand karna chahie ta k ap market main achi earning karain agr apny analysis kar k apni trading ko successful bana sakhty hain . Fundamental aap Kay sath bullish Belt Hold Candlestick Pattern ki further clarification krny Kay liye following Trading outline aap Kay sath share krny ja Raha hun. Ya graph aap Kay liye zyda assisting stage with giving kar sakhta hai. Iski help sa aap is candle design ko previously mentioned subtleties ki ba aik sat tradin ho jay gi.aor jab bhe selling pressure ko bhi dekha rahi hoti hai. Jitni ziada sellers market me active hongey, us hisab se candle ki length nechay ki taraf ziada hogi. Chonkeh candle ki up aur down side pe koi shadow ya wick nahi hoti hai, is waja se market me qeematon ka incrase ho gi.Dear agar aap market geometry to properly study karna chahte hain to is mein aapko market ki different waves ko bhi study karna hota hai isi mein aapke liye bahut hi important theory Jisko aap Elliott Wave kay Naam Se Jante hain is mein aapko bahut jyada perfect analysis karne ke liye ek acchi opportunity aur chance mil sakta hai is mein aapko market ki prediction karne ke liye bahut hi best analysis is complete karna Hote Hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-02-04T094551.148.png
Views:	6
Size:	23.4 کلوبائٹ
ID:	12502884
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What Re-session Economic Data and News Trading

    Economic calendar.
    Economic calendar basically economic events say bharpoor aik place hoti hay jis per more than 296 countries kay events a rahy hoty hain. Iskay key features yeh hain keh economically jitni bhi main nees hoti hain chahy woh country kay interest kay bary main hon, political activities kay bary main hon ya iski economic pilicy ya monetary policy kay bary main hon woh yahan per show ho rahi hoti hain jinko traders apny interest kay hisab say filter and use kar sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220204-103913_1.jpg
Views:	1
Size:	186.9 کلوبائٹ
ID:	12366540

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220204-104132_1.jpg
Views:	1
Size:	155.1 کلوبائٹ
ID:	12366539

    Re-session in economic calendar.
    Jis tarah baqi areas ya fields main setting and resetting hoti hay isi tarah annual basis per economic activities kay criteria reset kia jata hay. Kyun keh jab aik sal khatam hota hay to phir maximum countries apni economic and monetary policies woh reset karty hain jo keh economic calendar per update ho jati hain. Is tarah tamam traders bhi apna interest show karty hain aur customizable choice say isko use karty hain.

    How to use economic calendar.
    Economic calendar ka yeh faidah hay keh ager ham forex main trade karain gay to uskay baghair entry tak mumkin nai. Economic calendar main ham apni marzi ki customization kar sakty hain jis say ham apni favourite commodities aur currency kay hisab say update laity rehty hain. Jinki bina per ham forex main trading ko possible bana sakty hain.

    News Trading in Forex.
    Jahan tak forex trading ki bat ki jaye to almost sabhi major trading ups and downs main news ka role hota hay. Ab news hamain kaisy milain to yeh bhi economic calendar per he available hoti hain jin say ham trading start laity hain. Ham ager ghor karain to aik major news ka kai pairs per effect hota hay jo keh direct, indirect, ya inverse hota hay. Is liye news ki base per trading say kafi safety hoti hay. Aur ager news ko nazarandaz karain gay to phir hamari trade reverse he hogi aur ham loss main he jayain gay.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220204-103955_1.jpg
Views:	1
Size:	109.6 کلوبائٹ
ID:	12366538

    اب آن لائن

    Working...
    X