Asslam.o.Aliakum.!
Han ji dosto umeed krta hn ap sab kheriyat se hon gy dosto aj ham jis topic py bat krne wale hain us topic ka naam hai
Symmetrical Triangle Pattern In Forex Trading
dosto umeed hai is topic pr discuss krne se apko kafi help mile gi qk dosto forex trading main apni trading ko profitable banane k liye hamain chart patterns pr study krna zarori hai tabhi hamara experience increase ho ga aur ham achi trading kr k faida hasil kr sakte hain
Symmetrical Triangle Chart Pattern
Han ji dosto financial market main symmetrical triangle us waqt banta hai jab qeemtain faisala kun mode main hon kisi b chart main symmetrical triangle ko us waqt asani se pehchana ja sakta hai jab qeemtain musalsal upar neche slope ki shape main mutbadil high lows aur low high banate hain symmetrical triangle us waqt banta hai jab market main supply zone & demand zone barabar hon jis k nateeje main market gher faisala kun surat bana leta hai ziyada tar triangles k nateeje main pehle trends ki simat main breakout ya breakdown ho jata hai
Trading With Symmetrical Triangle Chart Pattern
Han ji dosto symmetrical triangle chart pattern pr trading krne k liye hamain breakout ka w8 krna hota hai triangle k breakout k bad he trading shuru ki ja sakti hai dosto jab symmetrical triangle ki breakout/breakdown k upar/neche aik do candle high low ban jayen to uske bad ham market main entry ly sakte hain
Take profit
han ji dosto symmetrical triangle k bad hone wala breakout boht ziyada strong hota hai aur ziyada tar ye triangle ki simat main he hota hai aur dosto breakout k bad entry ly kr hamain apna take profit kafi upr rakhna chahiye qk ye boht strong breakout hota hai aur market kafi upar tak jane k chances hote hain.isliye hamain 50% traget rakhna chahiye
Stoploss
han ji dosto false breakout hone ki surat main symmetrical triangle ka nateeja nakam ho jata hai isliye dosto hamain apne account ko safe rakhne k liye stoploss ko Trend line k thora neche place krna chahiye agr ap short term main rkhna chahte hain to trendline pr b rakh sakte hain is se agr symmetrical triangle ka breakout false ho ga to hamara account safe rahe ga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим