Piercing Line Candlestick Pattern
Dosto precing line candle stick pattern market main hone wali tazi ko indicate karta hay jis ke banne ke bad market ke movemint fast hojate hay precing line
candle stick pattern ha ,ya khein ka ya tezi ka signal dana wala patteren ha ,iska matlab yaha ha ka ab mandi ka wakt khatam hogya ha or ab tezi ki shuruwat hona wali ha ,ya do candle sa mil kar banti ha ,isma pahli candle long bearish candle stick hoti ha ya kehin ka lambi mandi ki candle hoti ha yha red color ki hoti ha ,dusri candle logn bullish candle stick hoti ha ,ya khei ka lambi tezi ki candle stick hoti ha iska color green hota ha .Piercing line candle stick patteren hamesha chart ma downtredn ka bad banta ha , ya kahein ka chart ka bottom par banta ha is candle stick patteren ka banan ka bad bazar ma mandi ka trend khatam hojata ha or uptrend ka start hona shuru hojata ha ,confirmation milna ka buying karna sa faida zarur hoga .
Formation Of Piercing Line Candle Stick Patteren:
Piercing line candle stick pattern ma jo pahli candle hoti ha waha long bearish candle stick hona chaye ya khaein ka lambi mandi ki candle hona chaye iska bad jo dusri candle bana gai wo pahli candle ka low ka necha ya gap don hona chaye ,matlab dusra din ki candle achi mandi ka sath khulna chaye ,uska bad jab dusri candle pahli k liw ka necha close hona chaye .Yaha dusri candle long bullish candle stick hona chaye ya kahei ka lambi tezi ki candle hoa chaye ,or pahli candle dusri candle ka high nahi torna cahye ,isma colume ka bi aham part hota ha ,isma jo pahli candle ka volume ha us sa zyada volume dusri candle ma hona chaye ,ya kahein kah volume uptrend ki tara hona chaye . Jis din ya pattern chart ma banta ha uska agla din market acha sa gap up open hoti ha ,jab asa hota ha to apka lie buying karna ka signal hota ha .Dosto ma apko yaha bata du piercing line ki dono candles marubozu bhi hosakti han ,iski pahli candle bullish marubozu candle stick or dusri candle bearish marubozu candle stick hosakti ha .Piercing line candle stick pattern indtraday chart ,daily, chart weekly chart, monthly chart or yearly chart ma banta ha ,or apna kam karta ha ,laikn yha candle stick patteren daiy chart ma bohat aha sa kam krta ha ,jab bhi ya patteren daily chart ma bantaha tab buyer ki pakar mazbut hojati ha
Working Of Piercing Pattern:
Dosto ham dekhte han chart ma ek din pahla piercing patteren tyar hogya tha or aj ki jo new candle ha waha gap up open ho matlab ka achi tezi ka sath khula to apko bazar ma buying karni ha ya fir peircing line ki jo pahli candle ha uska high ka upar nahi chala jata tab tak apko market ma buy nahi karn aha jab pice piercing line ki pahli candle ka high ka upar chala jaye tab apko market ma buy karna ha ya apki buying karna ki confirmation ha or piercing ling ki jo dusri candle ha uska low ka necha ka stoploss lagana ha or kaharidi karna ka sath saht risk reward ratio ka bhi dihan rakhana ha jo ja 2% ka rule ka mutabik ho .
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим