Bearish stalled pattern in forex:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish stalled pattern in forex:
    ASSALAM A ALAIKUM!

    Friends, Umeed hai ap sab kheriat sy hon gy. Forex Market mn kamyab trading karny ky liye forex ki basics, technical analysis, fundamental analysis, candlestick patterns or different indicators ky bary mn knowledge hasil karna bht zaroori hai. Knowledge ky sath trade kar ky ap 1 axha profit earn kar sakty hain. Yad rahy ky forex ki market bht risky market hai. Iss mn loss karny ky chances bht zyada hoty hain. Agar ap without knowledge iss market mn enter hon gy to ap ko loss ho sakta hai. Issi bat ko mady nazar rakhty huay hum aj Bearish Stalled Pattern ky bary mn discuss Karen gy. Umeed hai meri information ap ky liye profitable hon gi.




    INTRODUCTION OF BEARISH STALLED PATTERN:

    Stalled candlestick pattern aik teen bar candle stick pattern hey jo keh market mein anay wallay trend kay reversal janay k indicate karta hey yeh aam tor par bearish reversal pattern hota hey phir bhe es bat kay kave imkanaat hein or market mein kame kay doran stalled pattern ke taize ke mokhtalef shakal bhe zahair ho sakte hey.





    HOW TO RECOGNIZE BEARISH STALLED PATTERN?

    Pattern Bearish revesal pattern jo keh up trend kay bad indicate hota hey or market mein anay wallay taize kay pattern kay reversal janay ke neshan dahe karta hey deliberation pattern bearish stalled candle stick ka dosra naam hey pehle bullish candle stick kay zahair honay kay bad market kay majodah taize kay trend mein majodge or takat ka andaza ho sakta hey agle 2 candle stick bohut chote hein or last wale sab say chote hey bullish candle ka ghatta hova size es bat ko indicate karta hey keh bulls apni raftar khoo rahay hein or bears market ka control hasell kar rahay hein.





    HOW TO IDENTIFY BEARISH STALLED PATTERN?

    Bearish candlestick pehle candle stick aik bullish candle stick hey jes ke body aik long hey dosre candle stick taize wale hey jo keh increase hotye rehte hey dosree candle stick bhe taize wale hey woh bhe increase hote rehte hey laken last candle stick say small hey tesaree candle stick sab say chote hey laken yeh bhe jare rehte hey laken pehlecandle stick ke onchai zyada nahe ho sakte hey har candle stick ko pechle candle stick kay mokabellay mein open or close nahe hona chihay har candle stick pechle candle stick say oncha open or close karna chihay teesare candle stick teesare candle stick ko dosre candle stick kay kareeb close hona chihay or open hona chihay or aik long wick hone chihay.





    HOW TO TRADE USING BEARISH STALLED PATTERN?

    Pattern main appear honay wali first long candle bullish sentiments ko show karti hay aur bulls ki strength ka pata chalta hay us kay baad next two candles small bullish hoti hain jo ye indicate karti hain kay bulls momentum loose kar rahay hain aur bears control gain kar rahay hain ye loosing positive momentum resistance create karta hay jis ko break karnay main prices struggle karti hain jo pull back ya reversals ki information daitay hain.


اب آن لائن

Working...
X