Dear Members,
Kaise hain umeed karta hun aap sab khairiyat say hun gay,
Initiation to Forex Trading: -
Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko analyz karna parta hay aur iss purpose Kay liye haumay hamesha candal Sticks ko istamaal karna parta hay haumy Pata hona lazmi hay Kay Trading Kay doraan haum keasy candal Sticks patterns ko analyz kartay hoye trading kartay hay haumay knowledge hona chahiye Kay kitni types hoti hay Candal Sticks patterns ki jissko haum MT4 tarminal pay during trade istamaal Kar saktay hay aur apni skills and experience ko barty huy kamyaabi Kay sath trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay.
Marubuzu Candlestick Patterns: -
Dosto, Yeh aik important candlestick hoti hai or iski bhi further kuch types hoti hain iski long body hoti hai or iski long body ni ho ge tu wo marubuzu candlestick ni ho sakti.
Hammer Candlestick Patterns: -
Dosto, Yeh aik aisi candlestick hoti hai js ko body bilkul choti hoti hai or iski wick is sa babut zyda long hoti hai. Or iski hamesha body sa upper wali side per honi cheye. Ya market main bullish trend ko show krti hai.
Hanging Man Candlestick Patterns: -
Dosto, yeh candlestick Hammer candlestick sa kafi resembles krti hai or enki shakal bilkul same hoti hai just is ma ya difference hota hai kay ya bearish pattern show krti hai.
Shooting Star Patterns: -
Ya bhai aik bahut important candlestick hoti hai ya hammer candlestick ki tarah hi hoti hai js ki body bilkuk na hony ka baraber hoti hai or iski wick kafi lambi hoti hai likn iski wick downside per hoti hai or hammer ki wick upper wali side pa hoti hai.
Bullish candlestick Patterns: -
Dosto, Yeh aisi candlestick jis mein market ka trend prices ma increment show kr rha ho usko ap bullish candlestick keh sakhty hain.