Different time frame in forex market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Different time frame in forex market
    Introduction:

    Aslamulikum Umeed karta hu Sub thek ho gaye Or hariyaat sy ho gaye jaisa k hum janta han k forex aik bhot he bara bussiness hn hum iss main mehnaat kar k aik kamiyaab trader ban sagta han or iss main Success pah sagta han Humain chaiye k hum iss main learning karye tabhi hum iss main earning kar sagta hain or iss main agye bar sagta hain or success pah sagta hain humain zada sy zada Focus apni learning per karna chaiye tabhi hum agye bar sagta hain or kamiyaab trader ban sagta hain.Bhot sy log iss bussiness ko join karta hain iss main agye barna k khoish karna hain par har aik insaan iss main kamiyaab nahi ho sagta hn iss main kamiyaab hona k liya insaan ko mehnaat karni parti han Knowledge or experince ko gain karna parta hain tabhi iss main agye bar sagta hain lakin har aik insaan iss main yeh cheza nahi kar sagta.


    Different time Frame !!


    Agr hum Trading karta han toh humain iss main pata ho ga k time Frame kiya hn.Agr MT4 Charts ko dakye toh Different time Frame Nazar aye gaye.Aik Mint 5mint 15mint 30 mint 1 hour 4 hour daily weekly or monthly.Agr 3 yeh 3 chart traders aik currency johra ko different frame main dakye toh hsub ko apny apny charts main alag alag suraat dikhye da gye.Kisy ko up trend nazar aye ga toh kisy ko down trend or kisy ko side market nazar aye gaye toh kisy ko Retracement nazar aa rahye ho gye.ap sawak yeh pahda hota han k agr inn main galat kn han or sahi kn?

    Iss kah jawab yeh hn k sabhi thek han.Prices jab aik simaat yani upp yeh down safar start karti han toh yeh safar monthly iss simaat main chalta rahta hn magar rasta main mor be atye han.kahye stop be sty hain iss ki safa misaal yoh hn aik sarak shumaal sy janoob banye gaye han.daily time formula kahhye ga sarawak shumaal sy janaoob jaa rhye han.Agr saraak shumal sy zahra magrib ko murti hn toh 4hour k time frame wala traders kahye ga sarawak maghrib ko jaa rhye han.agr pahaar ata hn toh saraak janoob ki teraf muri han ab aik ganta k time frame wala kahye ga k sarak janob ko jaa rahye han.


    Click image for larger version

Name:	C48FDD96-7B1C-46C5-86BD-0C0EB37CE3F6.png
Views:	1
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12502256

اب آن لائن

Working...
X