educated log he kya forex trading kar sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    educated logo ko forex main thora benefit milta hai wo market condition sumjh payain gay aur online search kar payain gay kay kon sa pair up aur kon sa down jaye ga jab kay unparh kay liye thora mushkil ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      GG nahi bilkul nahi ess ma thori si training hooni chahiye baas jiss ki waja sy wo lose sy bach saky baqi experience py depende krta ha kk wo kitny profit ly skta ha apni trade sy
      • #333 Collapse

        forex is really very popular and easy to work for educated people . educated people can work with forex trading business very easily and gain a lot of profit from forex trading business .
        • #334 Collapse

          educated and non educated dono he ye business kar sakte hain bus forex trading ki achi knowledge aur practice hona zarori hain..ye business sirf high educated k liye nahi hain is business ko har koi easily kar sakta hain..nahin bhai apse yeh kis ne kaha hai kay sirf educated log hi forex ko karne ka kaam kar sakte hain balke yeh kaam koi bhi kar sakta hai bas is kaam ko karne kay liye practice aur mehnat aur lagan ki zarorat parti hai bande ko .
          • #335 Collapse

            i think almost all knowledgeable individuals is able to do forex currency trading along with create some good income otherwise uneducated individuals by no means is able to do forex currency trading rather than become generate income right here so we've got to find considerably understanding along with training concerning forex currency trading.
            • #336 Collapse

              bhei g forex ko educated log be goin kar sakt hein ya buness sb ka liye hein sb is mein experince or knowldge hony cheny pher wo is ko goin kar ka achi income kamn sakt hein forex ko koye be or her age ka log goin kar sakt hein .nahin bhai apse yeh kis ne kaha hai kay sirf educated log hi forex ko karne ka kaam kar sakte hain balke yeh kaam koi bhi kar sakta hai bas is kaam ko karne kay liye practice aur mehnat aur lagan ki zarorat parti hai bande ko .
              • #337 Collapse

                ya zaruari ni hai sb isko kr sakty hain han is me thori study zaruari hai qk phr ap study k bagar tu ap books ni perh sakty r sites bhi tu hoti hain wo bhi ap ko samaj ni aya gi so thori bht study zaruari hai . my dear mera nahi klhyal k is forex trading business ko sirf or sirf educated log hi join kar sakty he kiu k ye forex trading business koi itna zyada b mushkil nahi he is me success hasil karny k liy sirf is forex business k bary me knowledge hasil karna zaruri he .
                • #338 Collapse

                  g hna main aap ki baat se agree krta hon sirf or sirf forex trading ko educated log he kr sakty hain kiyun k ye business bagair knowlege or experience k nahi hota hai iss k liye aap ko more and more learning and practice krna ho gi aik acha profit kamany k liye forex trading se
                   
                  :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                  • #339 Collapse

                    ji na hi hai mere vai forex forum main sarf educated log na hi hai ko hi bhi forex busienss kar sakta hai forex busienss karna ki lyea app sarf forex ki knowledge ki hi jarurat hai app ko agar forex ki knowledge hai to hi app ko lyea kafi hai.
                    • #340 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aries18 پيغام ديکھيے
                      educated and non educated dono he ye business kar sakte hain bus forex trading ki achi knowledge aur practice hona zarori hain..ye business sirf high educated k liye nahi hain is business ko har koi easily kar sakta hain...
                      g han dear yai bat sach hai aik educated person hi forex pay trade karny k baray mai theek say jan sakta hai q k forex pay zyada tar work reading or writing ka hota hai to mai samjhta hun k forex ko use karnay k liye aik trader ka educated hona lazmi hai , otherwise wo trading nai karpaye ga q k wo trading chart pay mujud information ko ager read nai kar paye ga to wo trading b nai kar saky ga
                       
                      • #341 Collapse

                        g dear mre khayl se forex me asa nahi hai ke ap lamzi tor phr MA pass hai to he ap joing kr sakte hon agr ap ko english stady krne aatne hai to ap forex ko joing kr sakte ho as me koe problm wale baat nahi hia.
                        • #342 Collapse

                          bilkul educated log forex kar sakthey hain bil key jitney b professional traders hain woh educated hi hain education ki wajah se trader ko bohut hi upar hand rehta hai woh is tarah k woh sarey news ko phar they hain aur market ki condition ko jaldi jaan patey hain aur market ko observe karney mein unko kafi asani hoti hai har lehaz se.
                          • #343 Collapse

                            aysa hy k taleem to boht zrori hoti hy dunia k har shoby mian. kiun k is k bina hum prh ya likh hi nai paain gy or humain kam ki samajh hi nai aay gi. isi trha forex main b prhy likhy log hi kamyaab oh skty hain kiun k vo calculation janty hain
                            • #344 Collapse

                              Basic with us i'll declare it is quite healthy for being quite target for you to often discover in order that you will use to build the cash in on just one amount for the different to help you make good funds at all times.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                yes ap ky pas agr educationg ho gi to ap achi trading kro gy na ap ko agr english hi teak trha sy na ati ho gi to phr ap sy achi tradign nahi ho gi qun ky ap ko trading ky ley achi knowledge ki bi zarort hoti hy trading my jab news ati hy to us ko read krna lazmi hota hy ap ky pas agr kaam education bi hy to ap achi traning ly kr bi trade kr sakty ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X