educated log he kya forex trading kar sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    ji nhi bhai aap ko ye kis ne keh diya k sirf educated hi kar saktey hain is main wo log bhi trading kar saktey hai jo computer k barey main kuch jantey hain, tu aap ko chahye k apney tamam friends ko bhi batayen or apna or unka mustakbil bhi acha banayen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Dear forex trade aisa kuch lazmi nahe hay k sirf educated log he is ko join krian balkah is business may trade ke information aur practice ka zyada roll hay agr aik educated person k pas experience nahe hay to successful nahe ho ga lakin aik uneducated person apny experience ke waja say zyada profit kama sakta hay
       
      • #63 Collapse

        forex ke lye aapk zaroori educated hona chahye q k agar aap educated ni hen to aap forex ko achi taraha ni samjh saktay. aap forex ke market ko achi tarha ni parh saktay or na hi aap apnay analysis ko strong kar skatay hen
        • #64 Collapse

          educated hona b zaruri hai at least itna k sab samjh aa sake apko or ap demo pe khoob practice karo jab pora samjh ajaye or demo se apko lage k kafi profit earn kr leta hon to apko real account pe kam krna chahye but practice boht zarori hai
          • #65 Collapse

            nahi bhai jin ko forex ma trading ati ha experience ho jin ko knowlege ho wo he log forex ma kamyab ha?hamay jo cheez samaj nahi ati wo hamy shere krni chahiye ap ko os ka jawb mil jay ga or hamy b pta ho ga k is k karny sy nuqsan ho sakta ha?
             
            • #66 Collapse

              Forex trading karne ke liye apko forex ki education laazmi hai,jis tarah ye forum hai,yahan se apko bohat knowledge mil jayegi forex ke baare mein,aur bhi bohat si sites hain jahan se ap forex ki information le sakte hain.
              • #67 Collapse

                forex trading k lia koi specific eduaction hona lazmi ni ha likan is k lia ya zarori ha k ap ka pas forex trading k basic laeraning hona lazmi ha agar vo ni ho ge tu ap loss karo gay baki jo aam edaction must ni ha ap ko trading k lia aur koi educated ya uneducated bnada ya kar sakta ha easily....
                • #68 Collapse

                  Zruri ni k ap educated hi ho to phr hi fx business kr skte , aik triqa ye b hai k agr ap trader ni aur forex business krna chahte ho to kuch trader hire kr lo jo ap k lye kam kren aur ap unko pay kren so lazmi ni k ap educated hi ho to phr hi fx business kr sktee ho.
                  • #69 Collapse

                    g haan forex trading ko normal educated aur no educated log bhi kar saktay hain lekin yeh zaroori hay k jo bhi aadmi trading kar raha hay woh forex k liye educated hona chahiye.
                     
                    • #70 Collapse

                      yes friend you are right forex trading sub kar sakty hain,forex trading k liay sub say phly is ki complete knowledge lainy ki zarurat h is k sath sath is par practice bhe karni zaruri h
                       
                      • #71 Collapse

                        forex ma har koi work kar sakhta ha. is ma joining k lye koi bhe problem nhe ha. haamin is ma work karnay k lye kisi bhe kisam ki degree wagera ki bhe zarorat neh ha. hamain forex k baray ma just knowledge hona chaye. or trading k rules , or fundamentals , news , trends etc ka pata hona cahye.
                        :cool::cool::cool:
                        • #72 Collapse

                          ji bhai ji forex treading mery experience ky mutabiq is ko high educated loog hi nahi balkih aik aam parha likha insan bhi is ko join kar ky apni earning ko barha sakta hy is liy forex treading har parha likha aadmi join kar sakta hy
                          • #73 Collapse

                            education is a very important thing of a human. without education no one can be a good gainer. for trade in forex also need educational background at least the trader should have idea about reading and writing english.
                            • #74 Collapse

                              mere khyaal se educated log hi forex trade ko ache se ker sakte hen qiun educated or non educated people mein bohut difference hota he.forex mein trade kerne k lie humein quality knowledge and experience ki zarooret hoti he jis se hum forex mein easily trade ker sakte hen or earn ker sakt ehen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: aries18 پيغام ديکھيے
                                educated and non educated dono he ye business kar sakte hain bus forex trading ki achi knowledge aur practice hona zarori hain..ye business sirf high educated k liye nahi hain is business ko har koi easily kar sakta hain...
                                dear main app ki baat sy agree karte hun mager aik baat yei b hy k ager uneducated people forex trading join karain gye tu un ki samjh main kese aye ga kyn forex aik learning base business hy tu ager educated people join karain gae tu jald un ki samjh main forex ki problem a jain ge
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X