educated log he kya forex trading kar sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1786 Collapse

    g han magr uneducated bhi kar skty hain magr unhain es main mehnat zeyda karni parhti hai un ko har chez sikhni parti hai or pher wo trading kar skty hain nahi tu unka koi kam nahi yahan
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1787 Collapse

      dear jaha tak mera khyal hai forex ek business hai or is business ko krna means educated hona zaroori hai or jise market ke bare main kuch samjh aa jaye uneducated forex ko nahe kr sakte hain ager wo kren gyen tu un hian sirf loss he hoga kyn ke forex ek risky business hai jitna profit hai utna loss bhe hai
      • #1788 Collapse

        education ki demand nai hai aur hamain plane kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur rules ko follow kar k hi hum market main sucess hon gay aur greed ko avoid kar k hi hum earn karein gay
        • #1789 Collapse

          Forex trading bohot he acha business hai aur iss ke aik quality yeh hai ke iss mai almost saray he log bahgir restriction kay kam kar sakty hain . Forex trading mai educated aur uneducated type kay log iss mai kam kar sakty hain .
           
          • #1790 Collapse

            nahi is tara ki koi b baat nahi hai aag kal kafi zada internet say is main kaam ko krna asan ho jata hai her ik tara ki information humy internet say mil jati hai jis say is main kaam ko hum asani say kr kay paisa kama saqty hain
            • #1791 Collapse

              nhe is ma jis kay pass forex ki knowlged ha ow be is ko kar sakta ha our is ma hum kam educationed log be kaam karty ha our jin ki colfcation high ha ow be is ma kaam karty ha our mahnat kar kay is sa fiad hasil karty ha
              • #1792 Collapse

                yes bro is ma educated log be kaam kar sakty ha ouyr non educated log be kar sakty ha is ma aap ko bas forex ki knowlged hone cahay our aap is ma kaam kar kay ache profit hasil karsakty ha is ma hum ko mind sa kaam karna hota ha
                • #1793 Collapse

                  Bilkul g forex trading ko hr wo benda kr sakta hy jisko forex trading seekhny ki justajoo ho chahy ziada parha likha ho ya km bas forex trading ka business ap sy mehnat mangta hy jo ap ko kamyabi dy ga
                  • #1794 Collapse

                    ni aisa bilkul bhe ni hai forex ko sab log kar sakte hain bus ap k pas is k bare main knowledge hona chhae aur ap k pas traidng skills hone chahie to ap is main kam kar k achy earning kar sakte ho zarori ni k ap educated ho bus apko computer chalana ta ho
                    • #1795 Collapse

                      yaha ye lazmi nhe hain k aaap best educate hain tu aaap forex kar skte hian bina taleem yafta log b yaha frex say earn kar rahy hian hum ko b chahiye k hum b asa he kare yaha aapko agar net chalna aata hain ot thori bhot aaap english aati hain tu aaap sab yaha frex kar skte hain agar aap taleem yafta b nhe hain tu aaap signal follow kar k aaap acha prfoit le skte hian
                      • #1796 Collapse

                        Walaikum friends Map main menu userform Apne senior member se puchna Chahta Hoon Ke instaforex Par kya syrup educated log hai kaam kar sakte hai please member Mujhe Uske baare mein Bataye Park mein kisi ko Haal Nikal Ke day sakay
                        • #1797 Collapse

                          Forex trading business ki aik khas bat ye bhi hy k esy har koi kar sakta hy. Lekin jo log educated hotey wo es ko achi trah learn kartey hen. aur bohat jald forex ko sekh jatey hen. Mery khial main khali education forex main profit earn karney k ley zaruri nhi hy. Luck ka acha hona bhi zaruri hy. Jo log lucky hotey hen wo ziada profit earn karetey hen.
                          • #1798 Collapse

                            zahir hai bhai. Educasted log hi yaeh business kar saktay hain. agar aap primary fail ho tu aap kaisayenglish parh sakain gay aur market ko kis tarah say research kar sakain gay? lihaza iss business ko join karnay kay liey aap ko kuch had tak educated hona chahiey taa keh, aap basics ko easily samajh sakain.
                            • #1799 Collapse

                              pyary bhie forex trading ky lye education must nhi he or agar aap ky paas education he to well and good he. forex trading ky lye jo chez sb sy zruri he wo he mehnat rules strategyes ko follow karna tb he aap achy trader ban sakyngy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1800 Collapse

                                Education ka insan ko bohat faida hota hai or forex main b education ki b zroorat hoti hai q k is ko smjh kr krna prta hai is liye forex main kam krny k liye traders ko educated hona chaye
                                FRD 07 TRADING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X