educated log he kya forex trading kar sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1186 Collapse

    nahi is me kaam kerny k liye highiely educated hona nai he bal k is me kaam ker kerny k liye ap ko kuch na kuch english or computer ka basic knowledge hona chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1187 Collapse

      Dear Forex ko har ko easily join kr skta ha chayia wo educated ho ya phir un educated ho to dear sir Anshan ko computer chalna ataa ho aro thora both Forex Pakistan ka bhara ma pata ho bas phir wo easily Forec ma work kr skta ha so dear education un education do he join kr skta ha.
      • #1188 Collapse

        Forex trading to her koi ker sakta hy chahe educated ho ya phir uneducated bass forex ki educated log hi join kar sakty he kiu k ye forex trading business koi itna zyada b mushkil nahi he
        • #1189 Collapse

          bilkul isain her koi ker sktain hain chahain wo educated ho yah wo apna business aie ku na kerta ho yeh akh real way work hain jisain koi bhi ker skta hain or aram sy earn ker skta hain or buht sy logh to is my daily acha profit bhi earn ker rehain or main khud akh student hon or mian is my akh acha profit bna rha hon yeh akh real way work hain or ap jitna chahain kama sktain hain.
           
          • #1190 Collapse

            Brother educated people is lie forex trading ker sakte hay qk trading sab English may hay or uneducated logo ko English nahi aty is lie wo nahi ker sakte.
            • #1191 Collapse

              yes forex trading is for everyone who has the capability to understand and learn this platform. all those who can analyze market trends and have some know how of trading can become successful.
              • #1192 Collapse

                Bahi iss main tamam log shamil hogyee sakty chaiye wo educated ho ya nahi jsy kuch be nahi ata na wo be is forum say bhout achey learning karta hoon bus yaha mehnati log kaam karty yeeh baat hai bus
                • #1193 Collapse

                  gi han yeh busines sirf educated log hi kr skte han aur aao ko is business main bht se knowledge aur education ki zuroorat ha ta ke aap k is main bht si earning ho aur aap ki trading bi betr ho
                   
                  • #1194 Collapse

                    forex mein mera 2 saal ka tajarba hai aor main ne dekha hai yahan un educated people bhi paisa bna rahe hain bus thori si starting mein unko guideline deni arti hai phr wo kaafi paisa bna lete hain...........
                    • #1195 Collapse

                      Yeh bilkul darust baat hai ky forex trading hr koe chahy educated hai chahy uneducated sb kr sakty hain bs trading ki skill aur pracise zaroori hai jis main education, age ya status ki koe restriction nhi hai.
                      • #1196 Collapse

                        bhi forex main education to zaroori hy lekin higher education zaroori nhi han agr ap ki jitni education zida ho gi to ap utni zida achhi trha sy forex ko handle kr skain gy.
                        • #1197 Collapse

                          forex trading karne kai leya hamara pass forex say related good education hone chaiya matlab forex education ka hona zaroore hai.forex trading karne kai leya.forex trading educated person or non educated person dono karte hain
                          • #1198 Collapse

                            Forex trading business karneke lie educated hona jaruri nehni he jaruri he trading ki achhi skill.
                             
                            • #1199 Collapse

                              ya zarori nahe ha k serf education sa he log forex sa kamyabi hazil karay.q k education sa earning hoti forex ma to har kohe phlay forex ma mastar karta pher forex ka kam start karta.insan jiss felid ma b koses karta ha khoda os ko kamyabia ata karna soro kar dida hay.cahay forex ho.ya donya ka kohe b kam ho
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1200 Collapse

                                G nahi is main itna zarori nahi hota kay sirif educated log he is main kam kar sakain bulkay is main her kio is main kam kar skta he jo iski khuaish rakhta ho is main sirt or sirf mehnat or experience ki zarorat hoti hay experience kam karny say ata hey or kam karny kay liye sirf ye hota he kay aik teacher ki zarort hoti hey jo start main smjha sakay kay is per kam kiasy karty hian or phir wo is per kam karskta he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X