educated log he kya forex trading kar sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    well my dear forex trding sab k lie open he ye kaam koi bhi karsakta he bus learning honi chaye aur hardworking,ye kaam educated aur uneducated sab loag kersktay hain lekin educated hone se ye faida hota he k ap market values ko easily aur jaldi samjh jatay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      As i think that in forex trading business every kind of people earn good profit but it we are educated than we are able to better understand the forex trading business as compare to uneducated persona and also able to make good trading in forex and earn good profit from it to enjoy our life.
       
      • #693 Collapse

        jo log asa sochte hain k forex mai bas educated log hi trading kar sakte hain un ko ghalat fahmi hoti hai qk forex mai educated or non educated dono hi trading kaar sakte hain yahan per forex ki knwldge or experence ki need hoti hai...
           
        • #694 Collapse

          Salam bhai jan mary khayal main koi be business kile es k motloq bunadi knowlege hon zarori ha . han aghar ap acha business or kamyab treder bannan caty hain tu us kalia educated hon zarori ha.
          • #695 Collapse

            meray khyaal say is kam main ziada tar log isi wajah say enter ho rahay hain k is ko karnay k liye ap ko kisi khaas degree ya certification ki zrurat nahi hoti bas ap ko trading skills honay chaiye and ur ready to do this work
             
            • #696 Collapse

              jee ham forex treding educated log hi karsakte hain kyun ke is main learning bahut zarori hai kyun ke ek educated hi market ke up down ko sahi jued karsakta hai
               
              • #697 Collapse

                ap ki bat ko mana b ja sakta hai aur nhai b mana ja sakta hai because wo hi log is pe kamiyab hote hai jo k perhe liky ho or asani se learning kar sakty hai aur dosary teraf wo log b kar sakty hai jin ko perna nhai ata hai
                • #698 Collapse

                  dear brother forex trading educated or uneducated persons dono ke hi liye perfect hai iss main educated hona lazmi nahi hai sirf aap ke pass trading skills or knowledge hona chahye jiss se aap achi trading ker skte ho.
                  Islamic Books Blogging Tips
                  • #699 Collapse

                    forex trading karne ke lia educated hona zarori nahi hai kyun ke forex trading karna itna mushkil kam nahi hai jitna or dosre business hain agar ham dil laga kar forex trading karen to forex trading se bohat sa profit hasil kya ja sakta hai
                    • #700 Collapse

                      g nai bhai jaan forex jese business ko krne ke liye zrori nai ke sirf highly educated ho g forex ko educated log be goin kar sakt hein ya buness sb ka liye hein sb is mein experince or knowldge hony cheny pher wo is ko goin kar ka achi income kamn sakt hein forex ko koye be or her age ka log goin kar sakt hein
                      • #701 Collapse

                        Asalam O Alikum merey pyary doston eysi koi baat nahi hai forex treading ek eysi business hai jise har koi kar sak ta hai jis main barey chotey aur koi karsaktey hain forex treading main kaam har kam parhy likhey ya ziada parey likhey log bhi karsaktey hain
                        • #702 Collapse

                          nai aisi to baat nai hai k sirf educated log hi is forex ko join kar saktay hain bal k jo log kam ducated hain urdy likh parh sakte hain wo b is forex ko easily join kar saktay hain.
                          • #703 Collapse

                            dear mai trading karny k lia hamy educated hona lazmi ni hai is mai hamy forex sy mutalik knowledege hona lazmi hai forex trading karny k lia ham jitni lear////////////
                            • #704 Collapse

                              Nahi kher aesi to koi bat nahi hy.. Forex trading to her koi ker sakta hy chahe educated ho ya phir uneducated bass forex ki need and demand sirf forex ki yahi hy ke trading ki knowledge and practice hona zroori hy kisi bhi tarder ke liye .. iske ilawa baqi jo normal education hoti hy vo ager ho to bohat best hy because ager trader educated hoga to use forex seekhne mein bhi asani hogi.. wrna mushkil hogi ..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                forex trading har koi kr sakta hai yahan koi limit to ni hai yahan knowledge aur experiance important hai lekn agr us me samajhnay ki ability ho tb lekn agr educated person hoga to wo achay se trading kr sakaiga q k education kam ati hai educated person ka mind level alag hota hai isilye agr educated ho to achi earning kr sakaingay lekn yahan koi limit ni hai.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X