educated log he kya forex trading kar sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    education tu har cheez kai lia must hai forex kailia bhi zarori hai kai app educated hai atleast computer skills tu hn app kai pass kai app computer use karsakain aur trading karsakain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      jee thek kaha apnay pakistan forex mai education or non education bhi join kar sakty hain bus usko knowlegde honi chahiye trad ki taky usko koi loss ka samna na karna paray or wo araam se work kar k profit gain kar saky.
       
      • #513 Collapse

        aesa ilkul bhe hai q ke forex itna asan or acha hai ke isko koi bhe sekh skta hai or smjh skta hai ye bht acha bussiness hai.
           
        • #514 Collapse

          han ji dono hi is business main hissa le sakte hain aur mehnat kar ke is main success ho sakte hain but un educated ka ye matlab nahi hona chiya ke ose bilkul bhi kuch na ata ho yani wo computer bhi use karna nahi janta ho tu ase bande ke liye problem ho sakti hai but ye koi asi problem nahi hain jo solves na ho saken
          • #515 Collapse

            ji han bilkul koi bhi kr sakta hai trading yahan koi limitation ni hai phr chahay wo education person ho ya uneducated koi bi kr sakta hai aur trading k lye imp hai ap k pas knowledge aur experiance ho ap practice kr k bhi experiance ban saktay hain yahan mehnat ki zarorat hai....
            • #516 Collapse

              asi to koi bat nai hai bahi yehan koi pabandi nai hai ke sirf educated ya uneducated hi kam kar sakty hain forex ki demand hai ke yehan jo sirf trading ki samjh hona zarori hai apko kitna knowledge hai
              • #517 Collapse

                Bhai jaan forex me sab hi trading kar sakte hain is me koi pabbandi nahi hai ke educated hi is se earning kar saken ge bus hume forex par kaam karne ke liye forex ka knowledge hona chayye tab hi hum is kaam ko theek se kar saken ge....
                   
                • #518 Collapse

                  meray khyaal say forex trading ka kam is liye hi itna hit hai kion k ye degree independent hai ap is main aram say kam kar saktay hain us k liye apko masters ya bachelor degree ki zrurat nahi parti so ap ko bas trading ani chaiye to ap kamyab ho saktay hain
                     
                  • #519 Collapse

                    kun nahu kar sakte hain kar sakte hain har type k log is ko join kar skate hain but jo asani se is ko smjh gia to wo bht achi trading karta hai is ko smjna thora difficult hai join is ko har koi kar skata ahi .
                    • #520 Collapse

                      nhi educated hona zaroori nhi hai main ny bht se log aise dekhy hain jinhn ny just middle pas ki hoti hai or wo bhi forex trading karte hain ye hi to es kaam ki khoobi hai k aap ko es kaam main agr investment hai aap k pas to aap ko koi banda bhi ye kaam karne se rook nhi sakta
                      • #521 Collapse

                        Forex trading sub ke liey ha aur sub kar sakte hain koi special education ni required albata educated log behter tareeqe se trading ko samaj sakti hain aur un logon ke nisbat jo zaida educated ni behter earn kar sakte hain
                        • #522 Collapse

                          ASSALAM O ALEIKUm hmmm nh mere bahi esa kuch bhi nh hai k srf educated loog hi forex ker sakte hain hr koi forex trading ker sakta hai or bs usko forex trading ko seekhna parega or bs use pc acha chalana ana chaye or net bhi use krna ana chaye baqi forex ko seekhna koi bhi mushkil kaam nh hai hr koi seekh sakta hai
                           
                          • #523 Collapse

                            Assalam o aleikum ji nhi forex pay kaam krnay Kay liay education zarori nhi yahan uneducated bhi kaam krsaktay han bs is kaam ko krnay ka shoq hona chahi h
                            • #524 Collapse

                              Educated hona lazmi nae ha Forex trading main mre khyal se qun ke is main experience ka hona lazmi ha thora bohat knowledge hona chaye trading ka.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                Educated aur non educated dono hi yai business kar saktay hain laikin es may difference only yai hay kay educated ko samjnay may time kam lagta hay aur non educated ko zayada
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X