educated log he kya forex trading kar sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    Educated log to eaisly forex kar sakty hain un ka already mind set bana hota hay tore se market ki how know kaybary main information laine hoti hay aur wo phr eaisly adjust ho sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      nai ya lazmi nai hai kun k jis insan ko computer ki knowledge ho wo b ya work kar sakta hai kun k ya kam simple hai is ley sab ya work krain is sy he faida ho ga sab ya kam krain or faida uthain education koi zarori nai hai is work k ley
      • #438 Collapse

        g nae yeh to bilqul bhi zruri nae hai har koi es business ko use kr skta hai educated ho ya uneducated bus es kaam ka experince hona chahye phr es mai koi fark nae , hmain hmari trading ki practice achi krni ho g bus
         
        • #439 Collapse

          forex par akr hi mehnat kar k log educated bn jaty hy.. par phly he educated hona aur phr forex m trading aur investing start krna bht karamad hy..blkul uneducated log ko mushkil aur pareshani ho skti hy shuru m..par wo mehnat kar k hr chz bhter tor p kar skty hy.
          • #440 Collapse

            forex trading sirf educated logon k liye nahi hai yeh tamam forex traders k liye hai jin k pass education hai ya nahi tamam forex traders k liye hai forex trading sab k liye hai aur esko koi bhi shakhs join kar sakta hai aur jab chahe trading kar sakta hai.
            • #441 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: KGN پيغام ديکھيے
              forex trading sirf educated logon k liye nahi hai yeh tamam forex traders k liye hai jin k pass education hai ya nahi tamam forex traders k liye hai forex trading sab k liye hai aur esko koi bhi shakhs join kar sakta hai aur jab chahe trading kar sakta hai.
              G han bilkul.forex trading sab kay leiy hai lekin agar forex ko learn kia jaye to he hum earning kar sakty hain.forex ko learn karny kay leiy demo main bhi kaam karna hooti or mostly forex ki study bhi english main hai.
              • #442 Collapse

                Bhai ap ne bil kul sahi kaha he Forex trading hr koi kar sakta he aur ye hr kisi ke liye aasan he bas is ke liye well training, long time practice, technical and fundamental analysis ki observation aur cool minded hona zaroori he.
                • #443 Collapse

                  nahi janab bilkul bhi nahi forex trading main sirf educated log hi kaam nahi kar sakte balke woh log bhi kaam kar sakte hain jo thora boht knowledge rakhte hon aur market k bare main achi si learing kar ke good trading akr sakte hain aur achi investment kar ke good trading akr sakte hain aur acha profit le sakte hain
                  • #444 Collapse

                    G nai ic mai koi highly educated na b hu tu aap ker saktey hyn aap ko just thora bhut internet chlana ata hu or aap ko engish atai hu thori bhut
                     
                    • #445 Collapse

                      easi baat nahi hai forex mein har koi trading kar skta hai lakin main samjta ho k forex mein education log ziada success full hain kyun k wo forex mein jab bhi trading karta hain tu wo forex mein education se achy trading planing kar skta hain kyun k forex mein achy trading planing karna k liya hum ko study karna hoti hai.
                       
                      • #446 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aries18 پيغام ديکھيے
                        educated and non educated dono he ye business kar sakte hain bus forex trading ki achi knowledge aur practice hona zarori hain..ye business sirf high educated k liye nahi hain is business ko har koi easily kar sakta hain...
                        educated logon k liye to ye bahut hi achi amdni ka zariya hai aur unhain isko sekhney main koe pareshani bhi nahi hogi.
                         
                        • #447 Collapse

                          Nahi dear aisa nahi hai ke just educated log hi trading kar sakte hain,balke har koi forex mein trading kar sakta hai bas apko forex seekhni laazmi hai aur agar apko forex ki knowledge hai to phir ap is mein zaroor kamiyab honge.
                          • #448 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: aries18 پيغام ديکھيے
                            educated and non educated dono he ye business kar sakte hain bus forex trading ki achi knowledge aur practice hona zarori hain..ye business sirf high educated k liye nahi hain is business ko har koi easily kar sakta hain...
                            nahi janab bilkul bhi nahi forex trading main sirf educated log hi kaam nahi kar sakte balke woh log bhi kaam kar sakte hain jo thora boht knowledge rakhte hon aur market k bare main achi si learing kar ke good trading akr sakte hain aur achi investment kar ke good trading akr sakte hain aur acha profit le sakte hai...
                            • #449 Collapse

                              brother is main education ka hona zarori hai but jis ki education zayda hai un ke liay to boht acha hai bas jis ki kam hai wo b is main kar saktay hain itni education honi chaye ke wo english ko samj sakay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                i think Forex trading to her koi ker sakta hy chahe educated ho ya phir uneducated bass forex ki need and demand sirf forex ki yahi hy ke trading ki knowledge and practice hona zroori hy kisi bhi tarder ke liye .. iske ilawa baqi jo normal education hoti hy vo ager ho to bohat best hy because ager trader educated hoga to use forex seekhne mein bhi asani hogi.. wrna mushkil hogi ..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X