educated log he kya forex trading kar sakte hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    no dear i do not think like that ,that the only educated people can do the trade in the forex it is not the right ,if you will work hard and try to understand the market then you can also do the trade in the forex
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      Ji nahi aesa bilkul nahi hai ke sirf well educated loag hi yeh kaam kar sakte hain aur aesa bhi nahi hai ke bilkul hi uneducated banda bhi iss kaam ko samajh sakke iss kaam ke liye thora bohot parhna likhna aana chahye warna aap ko kuch samajh nahi aega aur phanste chale jaoge
      • #633 Collapse

        merey khayaal sey ye bilkul bhi zaroori nahin hey keh sirf educated log hi forex trading kar saktey hein balkey forex par agar mehnat ki jaaye to kam parha likha ya fir bilkul an parh log bhi forex trading men expert ho saktey hein
        • #634 Collapse

          This is not possible that educated persons only run this forex trading job or business this is not correct. According to me every one can do this work because this is so unhurried.prototypical of all work a present forex trading relationship and study more and statesman from this ground and get effectuate from this play employed and with in a days you earn lot of money from forex trading work.
          • #635 Collapse

            bahi aap ko traiding karny ke liye bus computer ke knowledge honi chahye is ka koi problem aap khud solve kr sky phir traiding kr skty hain or or aap agar kisi achy traider se kaam seekhy gee to aap forex me kamyaab ho skty hain
            • #636 Collapse

              Educated aur non educated dono forex trading kar sakte hain lekin ye Educated ko ziyada faida deti hai kun keh jab educated log trading karte hain fully knowledge kay sath to ziyada profit bhi kar sakte hain is complex market main aur kafi successful ho sakte hain.
                 
              • #637 Collapse

                Asal mein baat ye hay k educated aur non educated dono he kisam k log forex marketplace mein working kr saktay hain laikin educated logon mein ek plus point ye hota hay k working conditions ko jaldi adopt kr k success hasil kr letay hain.
                • #638 Collapse

                  I think everyone can do the forex trading business so easily they just need to do the learn more and more and also need to gain the best knowledge and experience of trading then trader can get the success and also anyone can do this work to get the best earning.
                   
                  • #639 Collapse

                    forex aik esa business hy jis ko har koi join kar sakta hy es may yeh zarori nahi hota hy kay app educated hi ho bus app ko forex kay rules ko follow karna ata hy and app forex ko achy tariky say learn kar sakty hu phir app kay liye forex may work karna koi difficult nahi ho ga.
                    • #640 Collapse

                      g nahi bhai jo log ziada educated nahi hain wo b yahan trading kar sakty hain or acha proitr kama sakty hain just fark itna hai kay educated log zara jaldi samj lety hain or non educated ko zara time lagta hai
                      • #641 Collapse

                        yes dear education insan ko muhazab or thek ghalat ka farq samjhati ha un ko zarur trading karni chahiya or is may wo bohat success hasil kar sakaty ha
                        • #642 Collapse

                          nhi dear forex me trading har insan kar sakta he mery khyal se jis ko thory se samj ko education ke lehaz se wo is business ko join kar sakta he or is profit bhi hasil kar sakta he.
                          • #643 Collapse

                            g han ye kam educated aur non educated bhi kr sukta ha is kam ko bus achi trha samjh lena chahiye aur kam krny waly ko bhi dekho ke wo kesy kam kr raha ha aur bus ap trading ka ek acho knowloadg hona chahiye phr ap ek achi trading kr sako ge
                             
                            • #644 Collapse

                              bohat bohat he achi bat ki hay knowledge is sa great power my dear . knowledge say bari takat is dunia main koe bhi nahe hay maray dost so please koe bhi kam karna hay to pahly us kay baray main mukamal knowledge lo pahly phir koe aur kam karo maray yar
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                no janab mujhay nahe lagta k forex per work k liye ap k pass achi taleem ki zarorat hay kiu k is mein apko paractical work karna parhta hay sirf ap k pass dimagh hona chaye agar ap trading ko soch samjh kar kartay hein to ap is per work kar saktay hein.taleem zarori nahe hay.or agar ho to or bhee achii bat hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X