Asslam O Alaikum!
Dear Forex user, Aaj hum jis topic ko discuss karain gy uska naam hai "PZO" PRICE ZONE OSCILLATOR
INTRODUCTION:
Price Zone Oscillator aik technical indicator hay jo pairs ki current prices ko average historical prices sa measure karta hay, ye indicator two exponential moving average aus is kay darmian ratio ko calculate karta hay, dusray oscillators ki tarah ye bhi market main overbought aur oversold levels ko identify karta hay, jis ki base par ye selling aur buying oppertunities ko indicate karta hay.
Price zone oscillator kay 15, 40, 60, -5, -40 aur -60 par key levels hotay hain, ye levels buy aur sell signals ko represent kartay hain, jo price ki over all direction kay ilawa is cheez par depend kartay hain kay indicator in levels ko kis direction main cross karta hay, price zone indicator Average Directional Index kay sath combinely use ho kay price trend ki strength ko identify karta hay.
PZO ki calculation
Price zone oscillator ki calculation kay liay traders pehlay positive aur negative value find kartay hain, us kay baad closing value find kartay hain jo positive ya negative value ka EMA hota hay, us kay baad total close value ka EMA maloom kartay hain, us kay baad last step main PZO find kia jata hay jis kay liay ye formula use kia jata
INDICATION OF PZO
Ye oscillator overbought aur oversold conditions kay baray main btata hay, iski highest possible value 100 hoti hay aur lowest value -100 hoti hay, is kay ilawa traders ko key levels ko bhi mind main rakhna chaiay, ye indicator two exponential moving average kay darmian difference calculate karta hay jin main say aik prices kay up ya down move honay kay factor ko indicate karta hay aur dusra EMA closing price ki base par calculate hota hay.