Information about Candles ,,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Information about Candles ,,
    assalam o alikum




    How to apply Candles ;-

    Candle major point hai trading karnye kaliye aur anylsis kay karna kaliye tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap es mai candle kay barye mai zayda knowldge kay sath kam kartye hain tu ap es mai aik na aik time pay ap es mai acha kam kartye hain tu kamyab ho jatye hain tu kosesh karain kay ap candle kay barye mai janye aur acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu acha kam kartye rhain in keeping with ap ka kam hai kay ap candle kay barye mai knowdge hasil kar lain tu higher hai kay ap candle kay hisab say acha kam kartye hain kiyu kay sarye kamo mai ap ko pta hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu better hai tu ap candle kay barye mai kam kartye hain tu ap candle kay hisab say kam kartye hain tu ap kamyab he kamyab hain tu acha kam hamesha kartye rhain aur ap ka k hai kay ap trading kartye hain tu es mai ap anylsis kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu better paintings karain aur mahnet kay sath apna kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain.



    Explanation;-

    Forex market mi hamy candles ko research kar ky use kar ky kam karan ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy hamy market mai candles ko kabe be forget about nahi karna chae hamy si mai ahteyt sy kam karna ho ga hum is mai raat mai ay din mi kesse be wakt ka time tbale bana akr kam kari sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hai hum is mai apne marze sy time desk bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hum is mai aagr analysis ko research kar ky use kar ky kam karty hain to hamy kamaybe hasial ho jaey ga.



    Deep Brief ;-

    the Forex market all wrld mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamra account band ho jy ga hamy is mai apny feelings ko qabo mai rahk ky km karn ho ag then hum kam kar ky earn kar saky gy ya al world mai bohat taze s famous hony wala acha enterprise hain hum is mai agar bager mastering ky kam karty hai nto hamara accoun band ho jy ga is jasa koi or commercial enterprise nahi hain dunay bar mai yai aik amm buiness ke nisat acha enterprise hain hum is mai rat ya din mai kese be wkt kam kar sakty hain.


    Click image for larger version

Name:	D693F083-11E0-49D8-B611-717ABAC9298F.png
Views:	11
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12500810
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Information about Candles ,,

    Assalamu Alaikum Dosto!

    Candlestick


    Aik forex trader analyst k leye k market main trading shoro karne se pehle candles k bare main janna ya zarori malomat rakhna bohut aham hai. Forex trading me Candlestick chart aik aham technique hai, q k ye qeematen parhne k leye estemal hote hen. Forex trading main analyst apni marzee k mutabiq candlestick k peroid ya duration ko on, off, high, low kar sakta hai. Candlestick charts ko inferadi tawar par estemal nahi karrna chaheye, bullkeh is ko dosre indicators jaise; RSI, MACD, Eliot Wave, Stochastic waghera k sath ekhata karke estemal karna chaheye, jo analysis ko mazzeed darrust aur kaar ammad banna detee hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (50).png
Views:	1
Size:	10.5 کلوبائٹ
ID:	12404135

    Candlestick ki Information

    Forex trading k analysis main estemal honi wali aik single candle main prices k hawalle se bohut ziadda aham malloomat hoti hen, jo k aam tawar par humen dosre charts jaise line ya bar charts main dasteyab nahi hote. Aik sigle candlestick jo information humen deti hen wo darrjazzel hai;

    Click image for larger version

Name:	images (2) (53).png
Views:	3
Size:	14.8 کلوبائٹ
ID:	12404136

    High Price:

    Candle k upside par selected time period durran sab se highest point ko high price kaha jata hai. Ye candle ki body bhi ho saktee hai aur candle ki wick ya shadow bhi.

    Low Price:

    Candle k downside par selected time period durran sab se lower point ko low price kaha jata hai. Ye bhi candle ki body bhi ho saktee hai aur candle ki wick ya shadow bhi.

    Open Price:

    Open price se murrad selected timeframe main candle ka wo hisa hota hai, jahan se candle ka aghaaz hota hai.

    Close Price:

    Close price kisi bhi timeframe ka end point hota hai, jis k baad nayya timeframe shorro hota hai.

    Candle Body :

    Open aur close price k darrmmeyan area candlestick ki body ya real body kehlati hai. Ye real body up aur down dono sematoo main ho sakti hai.

    Green Body: Agar candle ki selected timeframe main closing price opening price se high ya ziadda hai to ye candle green ya white (candle ki by default color) color ki body banati hai. Green candles banne ka mattlab hai k stocks ki price uptrend main ja rahi hai, aur ye aik qessam ki musbat tabdeelee hoti hai.

    Red Body: Aggar candle ki selected timeframe main closing price opening price se low ya kam hai to ye candle red ya black (candle ki by default color) color ki body banati hai. Red candles green k barr akas price k downtrend ki nishandahi aur prices k manffee rawayye ko zahir karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (51).png
Views:	7
Size:	19.8 کلوبائٹ
ID:	12404137

    Wick or Shadow :

    Wick ya shodow aik bareek line hoti hai, jo k candles me opening aur closing price k up ya down side pe bannti hai. Candles k body ki tarah wick bohut impotant malomat rakhti hai, aur baazz daffa to ye as a indicator bhi kaam karrti hai. Candle k up side pe upper shadow ya wick jab k down side pe lower shadow ya wick banta hai. Kuch candles main to body bulkul hoti hi nahi hai, yanee un candles main open aur close aik hi price pe hote hen, un candles ko doji candles kaha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (54).png
Views:	12
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12404139

    Candlestick aur Timeframes

    Candlesticks ka timeframe k sath barra khas link hota hai. Timeframes darrasal candles ki aik makhsos waqat hota hai, jis k dowran price us aik hi candles me up down harkat karti hai. Aik candlestick ka time one minute, five minutes, fifteen minutes, thirty minutes, one hour, four hour, one day, one week aur one month tak ho saktee hai. Jittna aik candle ka time frame ziada hoga utna hi wo ziadda informative hogi. Yanee one minute aur five minutes k candles k muqabbelle main four hourly ya one day k timeframes wali candles ziadda fayedar hotti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (52).png
Views:	7
Size:	15.7 کلوبائٹ
ID:	12404138

    اب آن لائن

    Working...
    X