RSI Divergence
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI Divergence
    what is RSI Divergence;


    RSI divergence os wakt hona begin hota hi there jab charge opposite honay say pehlay RSI reverse hona begin ho jata howdy RSI divergence daikhnay ka dosra tareka yeh hi there keh RSI rate mein tabdele ko zahair karte hiya es say pehlay aa charge action mein tabdele ko analysis karen ap esay ebtadai carefull sign bhe samajh saktay hein dosray lafzon mein dealer ke mumkana tabdele ka pata laganay kay ley samajh saktay hein



    two RSI Divergence bearish or bullish;



    Bearish Divergence;


    bearish divergence RSI over sold mein shamell hote hey jes kay horrific RSI mein low high hote howdy essi mesal rate k 2d height or zyada high tak pohnchana hota good day jahan par RSI low good day es say ap ko yeh eshara mel sakta hello keh high ke raftar kam ho rehe hiya r nechay ke motion jald he zahair ho sakte howdy


    Bullish Divergence;



    jaisa keh opar batya geya hiya bearish divergence mein RSI over offered ko imply karta hello to bullish divergence inverse hote hello bearish divergence kay or bullish Divergence RSI oversold stage mein shamell hote hey or price dosre top say low say low hote jay ge



    RSI Divergence trading strategy;


    aap jab ap ko divergence trading strategy ka knowledge ho to Divergence buying and selling strtegy ko behtar karnay kay ley chand tareekon par ghor karna chihay yeh method profit mein ap ke trade lanay ke average mein ezafa karte hiya
    help or resistance ka estamall karnay say;
    aap ke RSI divergence ko apas mein jornay wallay aid or resistance marks ko talash karna trade ko win karnay kay apnay emkan ko boom kar saktay hein wazah rahay keh aik bohut he wazah help or resistance ko talash karna chihay
    trading exit;
    dosra technique RSI divergence say earnings boom karnay ka yeh hi there keh buying and selling ko go out karna chihay kese bhe buying and selling method ke tarah aap ko alternate exit karnay ke trading method or buying and selling say out honay kay ley alternate ko exit karna hota hello ta hum long time buying and selling mein prevent loss ko pechay chona ap ko over all buying and selling mein earnings ko growth kar sakta howdy or ap mumkana tr par apni trade ko go out khod kar saktay hein



    RSI Divergence ko verify karnay ka tareka;


    observe karnay ke bat yeh hiya keh app kese bhe trading signal ko confirm nahe kar saktay es tarekay say jo earnings bakhash tareka mokamal affirmation day ga or profit ke zamanat day ga
    or es bat ke omeed ke ja sakte hiya keh kuch new dealer yeh sochen gay keh win karnay wallay exchange kay baray mein yakeen rakhnay aik tareeka yeh hi there trade loss or income par moshtamell hote good day ta hum aap k yeh step othanay kay ley aik kesam ka jaiza divergence buying and selling signal howdy
    RSI divergence par alternate karnay ke sab say pehle cheez yeh hiya aise cheez ke talash karen keh change overbought ya oversold ke condition mein ho es say yeh zahair hota hiya keh aik nesbatan entahai step majod hi there r fee mumkana tor par es neshan say wapes anay wale hi there
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RSI Divergence

    RSI Divergence


    RSI indicator ko 1978 me J. Welles Wilder ne banaya tha. Ye aik momentum oscillator hai jo upper aur lower harkaton ka muazena karke qeematon k raftar aur semat (velocity aur magnitude) ki pemayesh karta hai. Forex k successful traders k mutabiq RSI divergence technical strategies me sab se kamyab strategy hai. Is ki waja ye hai k ye strategy na sirf chart par maojood malomat ka istemal karti hai, bulke un candlesticks ka bare me bhi wazeh malomat farahm karte hen, k buyers aur sellers market me kia karte hen.
    Aisi soratehal jahan candlestick k top ya bottom indicators ki signal line k mutaleqa tops ya bottom se mukhtalif semat ki taraf signal dete hen, is ko divergence kaha jata hai. RSI Divergence se murad qeematon ki semat k mutabiq RSI ki semat ko badal dena hai. RSI Divergence bar ka colour divergence k lehaz se badal deta hai. Financial market RSI indicator k do atarh k divergence ho sakte hen aik bullish divergence aur dosra bearish divergence . Agar RSI indicator ki value barh (increase) rahi ho aur qeematen kam (decrease) ho rahi ho to to aik bullish divergence ho jata hai. Lekin agar RSI ki value kam (decrease) ho rahi ho aur qeematen barh (increase) ho to ye bearish divergence k zemre me ayega.

    Click image for larger version

Name:	images (304).png
Views:	4
Size:	38.0 کلوبائٹ
ID:	12365909

    Bullish Divergence


    Bullish divergence me oscillator higher lows banati hai, jab k us k bar-aks qeematen price chart me lower lows banati howi chalti hai. Bullish divergence me RSI indicators do (two) low dekhata hai, jo higher lows k level banata hai, jab k qeematen lower lows dekhati hai. RSI leading indicator k tawar par apni values ko naye semat ki taraf ishara karti hai, jab k qeematen indicator k semat k faraq ko sahi karne k leye baad me usi semat me ati hai.

    Bearish Divergence


    Price chart pattern me jab bhi qeematon k candlestick higher high banti hai, aur indicator ki vlaue us ki bar-aks lower banati hai, jo baad me qeematen ki semat ki tabdeeli ka zarya banti hai, aik bearish divergence hota hai. RSI indicators ki value agar downward semat me ja rahi ho aur qeematen higher high k candles bana rahe ho, to bearish divergence k mutabiq qeematen is faraq ko khatam karne k leye indicator ki semat ko baad me follow karti hai.

    Hidden Bullish Divergence


    Hidden Bullish divergence us waqat banta hai, jab indicator lower lows bana raha ho aur sui waqat qeematen higher lows banati hai. Ye aksar us waqat ho raha hota hai, jab qeematen sideways trend pe a arahi ho ya uptrend se qeematen wapis ho rahi ho, is waja se ye set up is baat ki nishan-dahi karta hai k qeematon me abhi bhi uptrend k asaar hen. Aisi soratehal me qeematen bohut kam hi sellers k control me ati hai, aur ye position market me buyers ki mazboti ki waja se hota hai.

    Trading on RSI Divergence


    RSI Divergence trading k leye aik behtar strategy sabit ho sakti hai, lekin ye baat hamesha se zehen me rehni chaheye k RSI indicator aik trend reversal indicator k tawar par ziada kaam karta hai, agar kahi se qeematen indicator k bar-aks chalna shoro karti hai, to us k leye stop loss ka zaror istemal karen. RSI Divergence market k lower ya higher point pe ziada behtar result deta hai. Trend market me trend ko hamesha follow karen.

    Click image for larger version

Name:	images (141).jpeg
Views:	1
Size:	32.8 کلوبائٹ
ID:	12365910

    اب آن لائن

    Working...
    X