Spinning Tops Trrading Situation and Reason

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spinning Tops Trrading Situation and Reason
    Introduction:
    Deardear friends forex market mein kamyabi hasil karne ke liye hamen bahut jyada hardworking karne ki jarurat hoti hai jab tak Ham yahandear friends forex market mein kamyabi hasil karne ke liye hamen bahut jyada hardworking karne ki jarurat hoti hai jab tak Ham yahan per hardworking nahin karenge hamen kamyabi nahin Mil sakti aaj ka hamara topic ek aise chij ke bare mein hai ki jise samajhna bahut jyada jaruri haichij ke bare mein hai ki jise samajhna bahut jyada jaruri hai aajhumne spinning top ke bare mein baat karni hai to chaliye Ham apne topic per baat karte hain

    Spinning top candlestick pattern:

    Dear friends spinning top candlestick ka wo pattern ha, jis ma candle ki body vertically upper aur lower shadow kay darmiyan mein hoti ha. Spinning top buyers aur sellers dono kay liye confusion paida kar deta ha, kyun kay spinning top kay baad market kisi bhi direction mein move kar sakti ha. Spinning top tab aata hay.
    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	14
Size:	2.3 کلوبائٹ
ID:	12500742

    Reason Spinning top:
    jab kisi specific time period mein buyer aur sellers dono kisi asset par trading kartay hain, aur closing price, opening price kay nazdeek close ho jati ha. Spinning top kay baad wali candle market ki next move ka signal deti ha..

    Indication of spinning top:
    Dosto ye candlestick market ki support or resistance k bary ma information b deti hai. So age ye Market k uptrend ma agr bullish spinning top candlestick support level par show ho jae to ham es point ko as a entery point hasil kar sakty hain es sorat ma stop loss ham support level k nechy place kar sakty hain k market agr support ko break kar jae to ham maximum loss sy bach jayn. Or agr bearish spining top wali candlestick resistance level par show ho jae to ham esko exit point k tor par use kar sakty hain. Ik bar ye candlestick pattern market ki reading ma help kar dey to ham esk sath trailing stop ko b use kar sakty hain.
    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	18
Size:	30.8 کلوبائٹ
ID:	12500744

    Trading strategy:
    Trading Strategy ma spining top candke ko shamil karnay ka faida ye b hota ha k km sa km waqt ki investment sa iski nishandahi karna asan hota ha, is pattern ma buyers aur sellers dono upperhold nhi rakh saktay, long price advance ya decline k baad spining top potential price reversal ka signal daiti ha,

    Formation of spinning top:
    Ye candle spining top uptrend k top par bnti ha to ye is cheez ka signal jota ha k bulls control loose kar rahay hain aur trend down honay wala ha, isi tarah jb ye down trend k bottom ma bnti ha to ye uptrend ka signal hota ha, lakin trend ki confirmation hmain spining top sa next wali candle s ahi hasil hoti ha, spining top common candlestick pattern ha jis ka mtlb ye ha k ye technical anaylisis ki dusri forms k sath mil kar acha kam karti hain, traders spining top k related trade sa pehlay MACD aur RSI jaisay technical indicators ko reversal signs k liay use kartay hai.

اب آن لائن

Working...
X