forex mein trading kafi ways se ki jati hai aur trading long term short term and day trading hoti hai ziada tar trading day trading hoti hai ziada traders daily ki daily trades lete hain aur profit banate hain baki har trader ki wish hoti hai woh kaise trades manage karta hai may be koi trader trades ko long bhi hold kar sakta hai trader k paas trades karne k liye achi tips ka hona ziada eham hai take follow karte huway woh acha profit bana sake.isliye hamen apne se seniors ko respect deni chahie aur hamen un logon k experience se zaroor sekhne ki koshish Karni chahie tab hi hamen kamyabi mil sakti hai aur ham market mein bahut hi accha profit bana sakte hain.
Pay attention to your risk-reward ratio:
Dear members, forex market main kaam karnay k liye sab say pehlay hamaray pass risk aur reward ka ratio hona bahut ziada zaruri hota hai qk jab tak ham market main apnay mined ko clearly set kartay huway kaam nai kartay hain ham kabhi bhi strong tar knowledge say bhi success ko hasil nai kar skatay hain. For example agar ham trading kartay hwuay aik trade say 100$ lose ka risk laitay hain jis main hamra 50$ profit hota hai to yeh koi suitable strategies ya risk reward k hisaab say correct management nai hai.
Always follow the market trend:
Dear members, mairay knowledge k mutabik forex market main trading kartay huway hamain is baat ko hamesha yaad rakhtay hwuay trading karni chaye k ham aik traders hain koi invester nai hai, jis main market main loss dainya k liye ziada say ziada try wrong janay ki karty rahai ge aur agar ham trends ko follow karna chorr daitay hain ya ham trend k against koi deceioun laitay hain to ham kabhi bhi aisi situations k sath loss say bach nai saktay hain jisk liye lazmi aur zaruri hai k hamain hamehsha market k trend ko follow kartay huway trading karni chaye.
Daily trading on support and resistance:
Daily trading mein aksar log candle sticks patterns pe trade karen ge aur aksar traders support and resistance ko lamzan dekhte hain daily trading agar aap ne scalping karni ho uske liye support and resistance sab se best hai jab market support level pe aati hai evidence mile candle ka market reverse hone lage aap buy ki trade le kar apni daily trade set kar sakte ho ussi tarah resistance pe bhi aap candle se trade lete ho aap ka target daily trades ka achieve ho jata hai baki trader pe depend karta hai woh kis type k analysis karta hai aur apni skills aur capital ko dekhte huwe trade karta hai aur apna target complete kar sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим