Advantages and disadvantages of long term and short term trading....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Advantages and disadvantages of long term and short term trading....
    forex m trading kr k hm faida hasil krty hen to trading krny ke bhii kuch tareeqy hoty hen kuch log long term trading krty hen aur kuch log short term trading krna pasand krty hen ...trading krny ke liye hmy sb se pehly analysis krny ki zrurt hoti hai aur market ki movement ko samjhny ki zrurt hoti hai ...long term trading ka yh faida hai hmy loss kam se kam hota hai aur hm jald bazii ni krty ...short term trading me bhii hm.loss se bach bach skty hen lkn us me hmy profit ka bhii ziada faida khas ni hota is liye hmy soch samjh ke trading krnii chaiye ....is ke bary me mazeed me ap logn ke sath information share krun gii.

    Long term trading:

    Long term trading aisi trading hoti hai jo ham long period ke liye open karte Hain, kuchh trader apni trades ko Chand ek hafte oa mahinon tak open kar lete hain aur aur is trading co ham long term trading kahate Hain is trading se hamen kafi achcha profit mil jata hai isliye main samajhta hun kya agar hamara capital balance achha hai aur hamare pass achcha experience hai to hamen jarur long term trading Karni chahie kyunki long term trading mein hamen profit ke chances bahut hote hain aur ham long term trading se kafi achcha munafa Kama sakte hain.
    Jo log acche analyzers ke sath trend ke start mein long-term trade Lete Hain to UN logon ko bahut hi achcha market se response milta hai aur vah log market se bahut achcha Kama sakte hain isliye hamen koshish Karni chahie ki ham acche analysis ke sath long term trading Karen, long term trading ke bahut se advantage or disadvantage hai joki main tafsilan bayan karna chahta hun ki long-term care advantage kya hai aur iske disadvantage kya hai.

    Advantages of long term trading:

    1. long term trading ka sabse bada advantage yah hai ki ismein hamen stress bahut kam hota hai kyunki ham market ko ek hi bar analyse karte hain aur analysis karne ke bad ham market mein trade le lete hain joki long term trading ke liye ham stress-free ho jaate Hain aur is Tarah se long term trading mein hamen bahut hi kam stress feel karna padta hai.
    2. long term trading ka ek big advantage hai ki is mein hamari time ki bahut jyada saving Hoti hai kyunki jab ham ek Bar apni trade ko open kar lete hain to fir hamen Apne system ke samne nahin baithana padta hai aur ham kafi time tak free ho jaate Hain kyunki jab ham ek Bar trade open kar lete hain to hamari trade long period ke liye automatically run hoti rahti hai aur hamen system ke samne nahin baithana padta.
    3. long term trading mein jab ham ek Bar acche analysis kar lete hain to fir hamen Bar Bar analysis karne ki jarurat Nahin Hoti hai aur hamari ek hi trade se hamen kafi accha profit mil sakta hai isliye agar ham ek dafa 6 analyses Kar le to ham apni trade se kafi achcha profit banaa sakte hain.
    4. long term trading karne ka itni phir bhi hota hai ki hamen Bar Bar tax pay nahin karna padta aur na hi hamara Bar Bar spread charge hota hai isliye agar ham long term trading karte Hain to hamara kafi Sara spread bacha jata hai aur hamen kafi achcha profit ho sakta hai.

    Disadvantages of long term trading:

    1. Long term trading mein agar hamari koi trade wrong ho jaati hai to uska hamen kafi nuksan hota hai isliye long term trading ka disadvantage bada yahi hai ki hamen analysis ke sath trading Karni chahie agar hamari koi trade hamare against chali jaati hai to iska hamen kafi bada nuksan hota hai.
    2. agar ham long term trading karna chahte hain to hamare pass achcha knowledge or experience Ka Hona bahut jaruri hai ki a long term trading ke liye hamare analysis strong hone chahie tab hi hamen market se profit mil sakta hai kyunki humne apni trade ko long-period ke liye open rakhna hota hai.
    3. long term trading ke liye fundamental analysis bhi bahut jaruri hote hain agar ham acche tarike se fundamental analysis nahin kar sakte hain to fir bhi hamari kamyabi Nahin hai kyunki fundamental analysis bhi jaruri hai tab hi ham long term trading mein kamyab ho sakte hain.
    4. long term trading ke liye hamara sabar Ka Hona bhi bahut jaruri hai kyunki jab tak ham sabar ke sath apni trade ka vate Nahin karenge tab tak hamen success Nahin milegi isliye agar ham long term trading karna chahte hain to hamesha bar karna bahut jaruri hai.

    Short term trading:


    Short term trading asset reading hoti hai jo ki ham short period ke liye open karte hain jaisa ki ham apni trade ko kuchh minutes ya ghanton ke liye open karte hain isko ham Shah term trading kahate Hain.
    Yah trading hamare liye kafi profitable bhi hoti hai aur hamare liye kafi dangerous bhi ho sakti hai isliye hamen is trading ke liye active mind Ka Hona bahut jaruri hai aur is trading ke liye hamare pass ek acche fundamental aur technical analysis hone chahie ke ham market ki moment ko dekhte hue market mein acchi entry le sake aur acchi entry ke sath sath ham market ke a-levels ko acche tarike se analyse kar sake taki hamen market mein enter or exit hone ke liye ye mushkil pesh Na Aaye.
    Now-a-days bahut se traders short term trading ko hi prefer karte hain aur bahut si trader market mein short term trading hi kar rahi hote Hain hamen chahie ke agar ham short term trading karna chahte hain to hamen iske liye acchi practis Ka Hona jaruri hai.

    Advantages of Short term trading:

    1. short term trading ka ek bada benefit yah hai ki ham short term trading se bahut hi jald accha profit banaa sakte hain aur hamen bahut jyada wait nahin karna padta hai aur ham apni trade co kuchi time ke liye open aur close kar sakte hain aur kam time mein big profit ki earning kar sakte hain.
    2. agar hamari koi trade wrong ho jaati hai aur hamen usmein loss ho jata hai to ham dobara se newtrade ko open kar sakte hain aur apni loss ki jaldi se recovery kar sakte hain aur kisi bhi trade ko jaldi se open ya close kar sakte hain.
    3. short term trading ham small capital pe bhi kar sakte hain iske liye hamen big capital ki jarurat nahin hai agar hamare pass capital bahut kam hai to tab bhi ham acchi trading kar sakte hain agar hamare pass achcha experience hai to Kam investment se bhi ham achcha kam kar sakte hain.

    Disadvantages of Short term trading:

    1. agar hamen market mein acchi volatility Nahin milati hai to fir hamen nuksan ho jata hai kyunki sideway market mein agar ham short term trading kah rahe hote Hain to fir hamen kafi nuksan ke chances hote Hain kyunki market mein Jab market men achi movement Nahin Hoti to short term trading mein nuksan ho jata hai.
    2. short term trading mein hamen kafi badi stressed hoti hai ki unke ham Bar Bar apni trades ko open karte hain aur apni trades ko close karte Hain to hamen kafi stress ka samna karna padta hai.
    3. short term trading karte hue hamen Apne system ke samne baithana padta hai kyunki Jab ham short term trading kar rahe hote Hain to ham kuchh time ke liye hi apni trade ko open karte Hain aur FIR hamen apni trade close karni padati hai isliye hamara bahut jyada time dena parta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Short-Term aur Long-Term Forex Trading
    Forex trading short term aur long term dono trading k leye maozon plateform hai. Forex market main traders par depend karta hai, k wo short term trading karna pasand karte hen, ya long term ki trading, q k dono k apne apne fawayed aur nuqsananat hen. Forex trading maon apne profit ko ziada se ziada aur risk ko kam se kam karne ka behtareen tareeqa market ko samajhna aur aur apne trading plan k hisab trading ka amal karna hota hai. Short term ki trading ka inhisar currencies k prices ki bohut ziada volitilety aur kam waqat main munafa hasil karne par hoti hai, jab k long term ki trading main fundamental anasir ko made nazar rakh kar waqat k sath lambey arsey tak aram se munafay hasil karne ka amal hai. Bari companies ziada tar long term ki trading karne main dilchaspi rakhte hen, jab k kuch inferadi trader computerck zarye se technical analysis ki madad se trading kam waqat main munafa hasil karte hen.
    Short-term Trading
    Forex trading k short term ki trading strategy main trades ko lambay arsey ki bajaye kam waqat k leye trades ko open rakhte hen. Short term ki trading main position ko minton, ghanton ya aik din k leye trades main rakhe jate hen, lekin aam tawar par saat (7) din se ziada nahi, jiss k nateejay main kam waqat main ziada munafa hasil ho jata hai. Ziada tar forex broker is trading strategy ko faida mand qarar dete hen. Lekin risk ki waja se ye trading hikmate amli ziada khatarnak hai, jo iss ka aik tareek pehlo hai. Har aik trader price volitilety ko bardasht nahi kar sakta hai. Risk management rules aur regulations ko follow karne se risk ko kafi had tak kam kia ja sakta hai. Jinn traders ko riak management k osolon ka elam nahi hai, khas kar k new traders unn k leye short term ki trading unn main bohut maqbol hai. Short term ki trading ki risk ko kam karne k leye bohut cheezon ki zarorat parti hai. Ye trading techniques traders k market k bare main knowledge, experience aur trading skills khas kar technical analysis se bohut ziada asar andaz hoti hai.
    Advantages of Short-term Trading
    1. Fori Munafa Short term trading ka sab se bara faida ye hai k iss main munafa bohut jaldi hasil hota hai. Jab bhi market open hoti hai aap uss main se faida hasil kar sakte hen. Aik short timeframe main aap jaldi assets khareedne aur ferokht kar sakte hen. Jo aap ko apne peso par control de sakta hai.
    2. Munafa ki Dobara Sarmayakari Short term k trading main aap apne sarmaye ko ziada kar sakte hen, aur hasil honne wale muafa par dobara trading bhi kar sakte hen, jiss app apne sarmaye ko mazzeed barha sakte hen.
    3. Risk ko Kam Karna Short term ki trading main chonkeh trader din k ihtetam par apne trades ko close karte hen, iss waja se wo apne account k risk ko kam karte hen, jiss se raat k dowran market ki volitilety k nuqsan se mehfoz raha ja sakta hai.
    4. Behtar Munafa Short term k trading main trader market k mukhtasir mudat k up down se faida uthate hen, jiss se wo kam waqat main behtar faida hasil karte hen. Ye aik behtareen opportunity hoti hai, k market k prices k up down jane se traders ko profit melta hai.
    Disadvantages of Short-term Trading
    1. High Volitilety Short term ki trading main sab se bara masla, jiss se traders ko bohut ziada loss ho sakta hai, wo high Volitilety ka hai. Volitilety ki waja se ziada tar log iss trading se hichkechahat mehsos karte hen.
    2. Unpredictability Short term ki trading main sab se bara masla prices ki semat malom karna bhi hota hai, jo k aik qisam ka mushkil kam hai. Qeematon k sahi semat ka aghalat andaza lagane se bhi ziada loss ho sakta hai.
    3. Technical Analysis Forex trading ka sab se mushkil kam ahi, jiss k karne k leye ghanton ghanto computer k samen bethna parta hai. Technical Analysis se hi traders market main prices ki agli movement ko predict kar sakte hen, lekin nakami ki sorat main loss ka bhi khatra hota rehta hai.
    Long-term Trading
    Forex trading k hawale sab se kam trading techniques hai, jiss main trades hafton, maheeno aur yahan tak salon k leye market main open hote hen. Trades k overall trend ka pata lagane k leye long term k tools ka istemal ziada aham hota hai, jiss main volitilety kam honne ki waja se false signal nahi hote hen, jo short term k trading k leye istemal hote hen. Long term ki trading weekly aur monthly chart patterns k sath technical aur fundamental dono tarah ki analysis par inhisar karti hai. Iss trading strategy main traders long term k leye trades open keye hote hen. Short term ki trading ko bohut sare traders tarjeeh dete hwn, lekin long term ki trading aik to ziada kamyab rehti hai aur dosra ye ziada munafa bhi deti hai, jiss se traders sahi strategies ka istemal karte howe risk ko kam kar sakta hai.
    Advantages Of Long-Term Trading
    1. Low Commission Long term ki trading main chonkeh trades ziada arsa k leye open rehte hen, iss waja se iss par brokers ki taraf se lagat kam ati hai, jiss se traders ko ziada commission pay nahi karna part hai.
    2. Short Time Long term ki trading main main prices k volitilety weekly ya daily base par honne ki waja se kam hoti hai, jiss se chart pattern bohut achahy aur wazih nazar ate hen. Market analysis aur chart pattern par ziada waqat nahi lagaya jata.
    3. Low Stress Short term ki trading main loss hone se stress bhi ziada hoti hai, jiss se baar baar market ka tazeya karna parta hai, jab k long term ki trading main baar baar market ko nahi dekhna parta hai, jiss se loss hone k bawajood bhi stress kam hoti hai.
    4. Quality Signal Long term ki trading ka signal short term ki nisbat ziada reliable hote hen, jiss se uss se munafa bhi achah melta hai. Trend hamesha long term k timeframes ka ziada reliable hota hai, jab k chart pattern aur candlestick pattern bhi long term k achah result deta hai.
    5. Low Risk Ye long term ki trading ka sab se bara fayda hai k uss main risk bohut kam hota hai. Iss main overnight par trades jane par bhi koi masla nahi hota hai k baar baar trades ko open karke ch3ck kia jaye.
    Disadvantages Of Long-Term Trading
    1. Achahy Moqa ka Zaya Hona Long term ki trading main achahy moqa jo zuada tar volitilety main hota hai, wo zaya ho sakta hai. Yanni long term k traders volitilety k kam ya zuada honne se faida hasil nahi kar sakte jiss tarah se short term k traders karte hen. Sabar Se kaam lena Long term ka trading months aur years mar muheet ho sakta hai iss waja se months aur years tak iss tak profit k leye intezar karna parta hai, jo k aam trader ya new traders to bulkul nahi kar sakte hen.
    2. Fundamental Knowledge Long term ki trading k leye fundamental knowledge ka hona bohut ziada zaroei hai, jiss se har waqat almi dunya k social, political aur economical soratehal se bakhabar honna zarori hai. Fundamental analysis iss kam main bohut ziada aham hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Introduce of Short-Term aur Long-Term Forex Tradings Forex buying and selling quick time period aur long time dono trading okay leye maozon plateform hai. Forex marketplace fundamental traders par rely karta hai, okay wo quick time period trading karna pasand karte hen, ya long term ki buying and selling, q k dono ok apne apne fawayed aur nuqsananat bird. Forex trading maon apne income ko ziada se ziada aur hazard ko kam se kam karne ka behtareen tareeqa marketplace ko samajhna aur aur apne trading plan k hisab trading ka amal karna hota hai. Short term ki buying and selling ka inhisar currencies ok costs ki bohut ziada volitilety aur kam waqat fundamental munafa hasil karne par hoti hai, jab ok long time ki buying and selling main essential anasir ko made nazar rakh kar waqat okay sath lambey arsey tak aram se munafay hasil karne ka amal hai. Bari corporations ziada tar long term ki trading karne major dilchaspi rakhte chook, jab okay kuch inferadi trader computerck zarye se technical analysis ki madad se buying and selling kam waqat essential munafa hasil karte fowl. Short-term Tradings Forex trading k short time period ki buying and selling method fundamental trades ko lambay arsey ki bajaye kam waqat k leye trades ko open rakhte bird. Short term ki trading most important function ko minton, ghanton ya aik din okay leye trades essential rakhe jate hen, lekin aam tawar par saat (7) din se ziada nahi, jiss k nateejay most important kam waqat most important ziada munafa hasil ho jata hai. Ziada tar foreign exchange broking is buying and selling approach ko faida mand qarar dete hen. Lekin hazard ki waja se ye trading hikmate amli ziada khatarnak hai, jo iss ka aik tareek pehlo hai. Har aik dealer fee volitilety ko bardasht nahi kar sakta hai. Risk management regulations aur policies ko comply with karne se chance ko kafi had tak kam kia ja sakta hai. Jinn traders ko riak control ok osolon ka elam nahi hai, khas kar k new traders unn okay leye quick term ki trading unn essential bohut maqbol hai. Short term ki buying and selling ki danger ko kam karne ok leye bohut cheezon ki zarorat parti hai. Ye trading techniques traders k market okay bare fundamental expertise, revel in aur buying and selling talents khas kar technical analysis se bohut ziada asar andaz hoti hai. Advantages of Short-time period Tradinga Fori Munafaa Short time period trading ka sab se bara faida ye hai okay iss main munafa bohut jaldi hasil hota hai. Jab bhi market open hoti hai aap americaimportant se faida hasil kar sakte hen. Aik quick timeframe important aap jaldi belongings khareedne aur ferokht kar sakte chicken. Jo aap ko apne peso par manage de sakta hai. Munafa ki Dobara Sarmayakaria Short time period ok trading important aap apne sarmaye ko ziada kar sakte bird, aur hasil honne wale muafa par dobara buying and selling bhi kar sakte chicken, jiss app apne sarmaye ko mazzeed barha sakte chicken. Risk ko Kam Karnaa Short term ki trading foremost chonkeh trader din okay ihtetam par apne trades ko near karte chicken, iss waja se wo apne account okay threat ko kam karte hen, jiss se raat ok dowran marketplace ki volitilety ok nuqsan se mehfoz raha ja sakta hai. Behtar Munafaa Short time period k trading foremost dealer marketplace okay mukhtasir mudat okay up down se faida uthate chook, jiss se wo kam waqat predominant behtar faida hasil karte bird. Ye aik behtareen opportunity hoti hai, k marketplace k costs k up down jane se investors ko profit melta hai. Disadvantages of Short-time period Tradings High Volitiletys Short term ki buying and selling principal sab se bara masla, jiss se investors ko bohut ziada loss ho sakta hai, wo excessive Volitilety ka hai. Volitilety ki waja se ziada tar log iss trading se hichkechahat mehsos karte chicken. Unpredictabilitys Short time period ki trading principal sab se bara masla expenses ki semat malom karna bhi hota hai, jo okay aik qisam ka mushkil kam hai. Qeematon k sahi semat ka aghalat andaza lagane se bhi ziada loss ho sakta hai. Technical Analysiss Forex buying and selling ka sab se mushkil kam ahi, jiss k karne okay leye ghanton ghanto computer okay samen bethna parta hai. Technical Analysis se hi investors marketplace major expenses ki agli motion ko are expecting kar sakte chicken, lekin nakami ki sorat essential loss ka bhi khatra hota rehta hai. Long-time period Tradings Forex trading k hawale sab se kam trading strategies hai, jiss foremost trades hafton, maheeno aur yahan tak salon k leye market predominant open hote chicken. Trades ok general trend ka pata lagane ok leye long time okay gear ka istemal ziada aham hota hai, jiss important volitilety kam honne ki waja se fake signal nahi hote hen, jo short time period ok trading ok leye istemal hote bird. Long time period ki trading weekly aur month-to-month chart patterns okay sath technical aur fundamental dono tarah ki analysis par inhisar karti hai. Iss trading approach major investors long time k leye trades open keye hote fowl. Short time period ki buying and selling ko bohut sare traders tarjeeh dete hwn, lekin long term ki trading aik to ziada kamyab rehti hai aur dosra ye ziada munafa bhi deti hai, jiss se investors sahi strategies ka istemal karte howe risk ko kam kar sakta hai. Advantages Of Long-Term Tradings Low Commissions Long time period ki trading foremost chonkeh trades ziada arsa k leye open rehte chicken, iss waja se iss par agents ki taraf se lagat kam ati hai, jiss se investors ko ziada fee pay nahi karna part hai. Short Times Long time period ki trading foremost fundamental charges okay volitilety weekly ya daily base par honne ki waja se kam hoti hai, jiss se chart sample bohut achahy aur wazih nazar ate chicken. Market evaluation aur chart sample par ziada waqat nahi lagaya jata. Low Stresss Short time period ki buying and selling important loss hone se stress bhi ziada hoti hai, jiss se baar baar market ka tazeya karna parta hai, jab okay long term ki buying and selling primary baar baar market ko nahi dekhna parta hai, jiss se loss hone k bawajood bhi strain kam hoti hai. Quality Signals Long time period ki trading ka sign short term ki nisbat ziada dependable hote chook, jiss se united statesse munafa bhi achah melta hai. Trend hamesha long time ok timeframes ka ziada dependable hota hai, jab k chart pattern aur candlestick sample bhi long term ok achah result deta hai. Low Risks Ye long term ki trading ka sab se bara fayda hai okay u.S.Essential risk bohut kam hota hai. Iss major overnight par trades jane par bhi koi masla nahi hota hai okay baar baar trades ko open karke ch3ck kia jaye. Disadvantages Of Long-Term Tradings Achahy Moqaa ka Zaya Hona Long term ki trading essential achahy moqa jo zuada tar volitilety essential hota hai, wo zaya ho sakta hai. Yanni long term ok investors volitilety k kam ya zuada honne se faida hasil nahi kar sakte jiss tarah se quick time period k investors karte bird. Sabar Se kaame lena Long term ka buying and selling months aur years mar muheet ho sakta hai iss waja se months aur years tak iss tak income okay leye intezar karna parta hai, jo okay aam trader ya new buyers to bulkul nahi kar sakte hen. Fundamental Knowledges Long time period ki trading k leye essential knowledge ka hona bohut ziada zaroei hai, jiss se har waqat almi dunya ok social, political aur budget friendly soratehal se bakhabar honna zarori hai. Fundamental analysis iss kam ma

      اب آن لائن

      Working...
      X