Rules for successful trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rules for successful trading
    Assalamualaikum members kaysy ap sb omeed krta hn Kay sab khyreat say hn
    Gy main bhee thk alhamdullilah ap sunain trading kasi ja rhe hy aj hm jis topic
    Par bahas karanay ja rahay hn wo hy rules for successful trading
    So here are some successful rules for trading
    Rules;

    aur effective trading karna chahte hain, to ismein aapko following mentioned rules and regulations ko apni trading main include karna hota hai. Jab aap following management rules and regulations ko apni trading may include karte hain, to ismein aapko hamesha maximum benefits available ho sakte hain.

    * Forex trading market mein kamyabi hasil karne ke liye aapko hamesha money management ke mutabik apni trading activities ko complete karna hota hai. Money management ke mutabik aapko hamesha minimum lot size ki selection karna hoti hai.

    * Dear member Forex trading market me risk management ki bahut jyada important hoti hai, agar aap apni trading mein stop loss ko properly utilised karte hain, to ismein aapko hamesha bahut jyada advantages available ho sakte hain.

    * Forex trading market mein Jab aap different important valuable indicators co trading me shamil khate Hain, to ismein aap ko perfect guidelines provide ki ja rahi hoti hai, jo aapke liye bahut jyada helping platform provide karti hai.

    * Forex trading market mein successful hone ke liye aapko hamesha market mein expected news ko find out karna hota hai. Jab aap news ki study complete karte Hain, to isko aap fundamental analysis ka naam dete Hain.
    Technical analysis ko ignore nahin kiya ja sakta. Jab aap Forex trading market mein individual candlesticks aur candlestick patterns ko apni trading decision-making mein shamil karte hain, to aapko maximum benefits available ho sakte hain.

    * Forex trading market mein kamyabi hasil karne ke liye aapko hamesha lalach nahin karna chahie, kyunki agar aap lalach karte Hain to aisi situation aapke liye dangerous ho sakti hai.

    * Dear member Forex trading market mein agar aap working karte hain, aur aap overconfident ho jaate Hain, to aisi situation main aapke liye bahut jyada problem ho sakti hain. Aapko hamesha be confident hone ke sath overconfident nahin hona chahie.

    * Forex trading market mein successful hone ke liye aapko hamesha properly market sessions se related apni learning to complete karke time management ko focus karna hota hai. Kunk time management ek aisa important factor hota hai, jo aapke liye bahut jyada advantages ko increase karne ke liye ek helping platform provide kar raha hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Rules for successful trading

    Rules are important ;-

    Agar Ham Forex trading ko patience ke sath kam karte hain or risk management ka khiyal rakhte Hain Forex trading ke andar koi bhi trade Lagate Hue money management ko follow karte hue kam karte hain stop loss or take profit ka istemal every trade karte hain aur kisi bhi trade Mein greedy Nahin karte aur na hi emotion ka istemal Karte Hain To Ham is business ke andar Kamyab ho sakte hain Jab ham Forex trading ka knowledge Hasil kar lete hain to Uske bad Hamen ais Ki Kuchh taiyari Karni hoti hai aur iski experiment karne hote hain iski practice demo account ke upar Karni hoti hai aur jab Ham practice kar lete hain to practice ke bad fir last ju Hota Hai vah Hamare liye happy hota hai ki Ham ismein ab easily success ho sakte hain .

    Click image for larger version

Name:	images (23).jpeg
Views:	1
Size:	33.5 کلوبائٹ
ID:	12365683

    Patience;-

    Forex trading may koi b trade jaldi may open nahi ki jati is k liye decide krna hota hay or patience k sath hi yeh sab mumkin ho pata hay or Is terha say hi achy decisions liye ja skty hain

    Risk management;-

    Achi management krni hai jis ky liye ap ko stoploss or take profit ko according to support and resistance set krna hai air entry exit point ko news release sy pehly manage krna hai
    preparation aor practice successful hony ka raaz hai
    Trading market ma technical analysis, fundamental analysis aor sentimental aspects ko understand krny ky bad aor demo account ma achi practice kr ky apny confidence kp bahal krny ky sath sath hamen psychological positive response dena deta hai tb he hamen kamyabi mil skti hau trading ma mehnat krna prti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (22).jpeg
Views:	1
Size:	33.7 کلوبائٹ
ID:	12365684

    Preparation & practice ;-

    Money management , preparation or practice kar ky kam karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy forex ko samjan aik din ak kam nahi hain hum is mai live posting kar sakty hain hum market mai trading be kar sakty hain hamy is mai sber sy or tahmal sy kam karn ho ga ten hum kam karky earn akr saky gy forex aik unique business hi hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge hum market mai agar new hain to hamy soch samj kar risk management karna h ga then hum kam kar ky earn kar saky gy hamy is mai ahteyt sy kam karna hi ga forex aik best busienss hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kair sakty hain hamy demo mai roz kam karn ho ga then hum expert bans aky gy hamy expeirnece hasial kr kay ak time table bana kar kam karna ho ga hum is mai 24 ganty ma sy kese b wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain yai ak best businss hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Rules for successful trading

      Introduction

      Dear members I hope k aap thk hongey or achey sey posting kr rhe hongey. Aj hum sb sey important topic hasil krein gey jo k bht eham he trading k lihaz sey.
      Topic he k successful trading kya he. Successful trading kuch asool or tareeke hotey hein jinko follow kr k hum kaamyab ho sktye hein.

      Click image for larger version

Name:	rules.png
Views:	1
Size:	27.1 کلوبائٹ
ID:	12365694

      Rules for Successful trading

      Knowledge:

      trading me bht zyada zaroori he k aap ko knowledge ho trading k hawaley sey, agar aap bgher knowledge k kaam krte rhe hein gey to apko koi faida nhi hoga trading me or forex trading ik esa platform he jis sey aap bht acha knowledge is hawaley sey hasil kr sktey hein

      Consistency:

      Trading mein apko nafa or nuksan to hota he, kamyab trader who hota he jo himmat nhi harta or apna kaam consistency k sath krta he. Agar aap kaam kuch din kr k chor dein gey nuksan ki wjha sey to aap kbhi bhi ik kamyab trader nhi ban skei gey.

      Confidence:

      Apko trading krte hue is cheez ka khyal hona chahye k aap ko apney kaam par confidence ho or aap kaam dar dra k na krein, Q k insan ghaaltiyon sey hi sikhta he.


      Click image for larger version

Name:	ruless.jpg
Views:	1
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12365695

      Do not be Overconfident:

      Confident hona zaroori he lekn apko kbhi bhi over confident nhi hona chahye. Q k agar aap kaam overconfidence me krte hein to kaam khrb honey k chances zyada hotey hein. Apko apni ghaltiyon sey seekh kr hi apney apko badlna chahye.

      Analysis Of market:

      Trading me kamyabi hasil krne k liye zaroori he k aap market ko achey sey analyse kr k hi trading krein, otherwise aap consistent fall ka shikar ho sktey hein.

      Money management:

      Kamyab trader who hota he jo money management achi krta he. Trader ko hmesha kuch money ko edge pey rakh kr hi trading krni chahye. Money management bht zaroori he trading krte hue.

      Risk management:

      Risk management bht zyada zaroori he ik trader k liye. Risk/reward ratio ka concept achey sey samjhna bht zyada zaroori he nhi to aap kbhi bhi ik achey trader nhi ban sktey.

      اب آن لائن

      Working...
      X