Mere Pyare Dosto,
Assalam Alaikum,
Umeed hai sab khair o aafiayt say hai, main jis topic kay baray mein aap sab ko aahgah karna chahta hn wo trading ki cure ki haisiyat rakhta hai lehajaz aap ko chahiye keh aap isay samjhnay ki zaror koshish krein.
Introduction:
Dear members, Fibbonacci Retracement Indicator, aik asa indicator hai jo ap ko market k support aur resistance level identify krny main madad krta hai. Yah indicator gold ratio k hisab say, ap ko support aur resistance level btata hai. Is indicator k mutabik, market jab bi kisi gold ratio ko touch krti hai to rebounce krti hai. Is tarah retracement k rules k Busan say ap market ki movement ko predict kar k trade kr sakty hain
Golden Ratios Points:
Dear members, Fibbonacci indicator main jo ratios use hoti hain wo 38.2%, 50% aur 61.8% hain. Yah basic ratios hain. Trader k views k mutabik market in level say rebounce krti hai.
Fibbonacci Retracement Indicators:
Dear forum members, ager ap Fibbonacci indicator ko properly draw kr laity hain to ap ko buht benefit hota hai. Fibbonacci Retracement Indicator ko draw krny kay liye aapko market k swing point ka pata hona chaiy. Ager ap swing point say Fibbonacci Retracement Indicator, apply krty hain, to yah aap ko golden ratio ki basis par market k reverse hony k levels k bary main btata hai.
Fibbonacci Retracement Indicator Trading:
Dear members, jab ap fibonacci indicator ko draw krty hain to ager ap ko kisi level per, aik reversal candle mil jati hai, to yah aik buht powerful signal hota hai. Is point say ap trading entry lay kr achi trade kr sakty hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим