Currency's Pairs Kia Hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency's Pairs Kia Hy?
    Introduction
    Darshan jaisa ki aap jante Hain Ham Apne devar Ki ko acche tarike se karte hain aur ham mujhse Kafi kuch aasan bhi karte Hain agar Ham ApneDarshan jaisa ki aap jante Hain Ham Apne devar Ki ko acche tarike se karte hain aur ham mujhse Kafi kuch aasan bhi karte Hain agar Ham Apne kam behtarin chhatri kaise karte hain To hamen Kafi kuch hota hai agar aap ki main taranagar geet aap kamyab ho sakte hain ISI behtarin chhatri kaise karte hain To hamen Kafi kuch hota hai agar aap ki main taranagar geet aap kamyab ho sakte hain ISI Tarah agaram achcha kam karenge To Ham kamyab bhi Hoga Rama tujhko bitha banayenge jitna hum na karenge To Ham khiladi ki taraf se aaenge
    Identification
    Hamen Apne kam ko acche tarike se karna hoga jitna mein Apne kam kyon focus karte Hain To hamen se Kafi benefits mein milta hai aur ham Apne kam kapda per kar padhte Hain jitna Milana padta hai ToHamen Apne kam ko acche tarike se karna hoga jitna mein Apne kam kyon focus karte Hain To hamen se Kafi benefits mein milta hai aur ham Apne kam kapda per kar padhte Hain jitna Milana padta hai To Kam yad bhi hote jitna hum currency Pyar ke upar kam karte Hain Main usse bahut pata chalta hai hamare gaon ko pura karte hain ISI Tarah mehnat karte rahana chahie Jo kya aapko khana banata hai jitna jitna hum currency Pyar ke upar kam karte Hain Main usse bahut pata chalta hai hamare gaon ko pura karte hain ISI Tarah mehnat karte rahana chahie Jo kya aapko khana banata hai jitna aap ko to aap currency ke upar acchi tarah kar sakte hain Ham mujhse Kafi kuchh bhi kar sakte hain Jo Kiya mein kamyab banata hai

    Click image for larger version

Name:	001.png
Views:	5
Size:	140.1 کلوبائٹ
ID:	12500343
    Currency Pairs
    Jitna aap currency pyaj ke upar focus karte Hain To aap per strap Kafi kuchh bhi kar sakte hame Apne kam ko battery kaise karna chahie jitna benefit sabse Kama sakte hainJitna aap currency pyaj ke upar focus karte Hain To aap per strap Kafi kuchh bhi kar sakte hame Apne kam ko battery kaise karna chahie jitna benefit sabse Kama sakte hain aap main janu ka 600 karna hoga jo kya aapko kamyab banaya g mehnat kar raha hai to kamyab honge Ham yaar chij ke behtarin tarike se kam Hoga jitna aap main janu ka 600 karna hoga jo kya aapko kamyab banaya g mehnat kar raha hai to kamyab honge Ham yaar chij ke behtarin tarike se kam Hoga jitna aap ka apaches kobitara chaudhari ke shikar karte hain kya kamyab honge hamen Ashish kab maintain karna hoga tab jakar aap achcha profit gain kar sakte apaches kobitara chaudhari ke shikar karte hain kya kamyab honge hamen Ashish kab maintain karna hoga tab jakar aap achcha profit gain kar sakte hain
    Click image for larger version

Name:	Currency_Overview_Reflection_and_Outlook_for_Major_Currencies_body_Picture_5.png
Views:	1
Size:	43.9 کلوبائٹ
ID:	12500344

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currency's Pairs Kia Hy?

    Currency Pairs


    Forex Trading me currencies ka hawala hamesha joron (pairs) ki shakal me deya jata hai. Is ki waja ye hai k trading k dowran agar aik currency ko khareeda ja raha ho to usi waqat dosri currency ko ferokht kia jata hai.
    Misal k tawar par, jab bhi hum kisi currency jore, jaise;EUR/USD ko buy karengay to is ka matlab hoga k hum Euro ko khareed rahen hen aur is ki nisbat USD ko sell kar rahen hen. EUR/USD ko jab sell karengay to is ka matlab hoga k EUR ko sell kar rahen hen aur us k badle me USD ko buy kar rahe hen.

    Click image for larger version

Name:	images (4) (131).jpeg
Views:	1
Size:	34.4 کلوبائٹ
ID:	12365620

    Base Currency aur Quote Currency


    Currency jore me jo pehli currency hogi us ko "Base currency" kaha jayega, q k is currency jore k buy aur sell ka daro-madar pehli currency pe hota hai. Base currency pair me left side pe hoti hai. Jab k pair me mojood dosre currency ko "Quote currency" kaha jata hai. Quote currency jore me right side pe hoti bai.

    Currency Jore


    Forex trading market me sab se ziada trade hone wale currency jore darja-zel hai;

    1. EUR/USD


    EUR/USD currency jore me EUR base currency hai, aur is jore k buy/sell ka daro-madar bhi EUR pe hota hai. Jab bhi European Economy mazbot hogi to ye currency jora bhi bullish move karega, lekin kamzor economy ki sorat me bearish ayega. Lekin USD ki mazboti aur kamzori se jore pe alag asar hoga, yani jab bhi USA ki economy strong hogi to pair downward jayega aur kamzor economy se currency jora bullish movement karega.

    2. GBP/JPY


    GBP/JPY currency jore me base currency GBP hai, jo currency jore k buy aur sell ki zemadar hogi, aur JPY qoute currency hai. UK ki economy strong hone se jora bullish jaye ga jab k Japanese economy strong hone se currency jora bearish move karega.

    AUD/NZD


    AUD/NZD currency jore AUD base currency hai, jab k NZD qoute currency k tawar par kaam karti hai. Currency jore ki buy aur sell ka daro-madar AUD pe hoga. Jis k mazbot hone se currency jora bullish move karega jab k NZD k mazboti se currency jora bearish ayega.

    Major Currency Jore


    Forex trading me shamil 8 currencies, jin k sath trading me agar USD shamil ho ko major currencies pair kaha jayega. Major currencies forex trading me sab se ziada trade hone wale currency jore hen, jin ki rozana k bunyad pe billions of dollars me trade hote hen. Major currencies jore ye hen; EUR/USD, GBP/USD, USD/JPY, USD/CAD, AUD/USD, NZD/USD, USD/CHF.


    Cross / Minor Currency Jore


    Cross currency pairs me bhi forex k sab se ziada trade hone wale pair shamil hote hen, lekin in pairs me USD nahi hai. Cross pairs ko minor currency pair bhi kaha jata hai, jis me doare currencies USD k bagher hi trading karte hen. Forex trading me ziadatar istemal hone wale kuch cross pairs ye hen; EUR/GBP, GBP/JPY, AUD/NZD, UR/CHF, GBP/CAD, NZD/JPY, etc.


    Exotic Currency Jore


    Exotic currency jore wo hote hen, jis me USD aur dosre bare currency k sath dosre currency (kam trade karne wale currencies) hote hen. Exotic currency joron k spread bohut zyada hote hen, q k ye jore aik to trade kam hi hote hen, dosra is ki liquidity bohut kam hoti hai. Exotic currency pair ki misalen ye zel hen; USD/ZAR, USD/TRY,EUR/HRK, USD/SEK, USD/DKK, USD/SGD, EUR/NOK, etc.

    اب آن لائن

    Working...
    X