Hockey Stick Chart pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hockey Stick Chart pattern
    Hockey Stick Chart

    Financial market me ya forex trading me hockey stick pattern us waqt banta hai jab market me aam tawar par khamoshi hoti hai aur yakdam market me uchal a jati hai. Hokey stick pattern ko world level me us waqat show kia jata hai jab financial satah pe almi mamelat ko dekha jata hai aur ghurbat ki satah ko made nazar rakha jata hai. Financial market me jab bhi market aik smooth tareeqay se (sideways movement) chal rahi ho to jab bhi koi new news market me jati hai jis se achanak market me teezi ho jati hai to is se jo chart pattern banta hai wo hockey stick jesa hota hai, is waja se is chart pattern ko hockey stick pattern kaha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (72).png
Views:	4
Size:	19.3 کلوبائٹ
ID:	12500235

    How to under stand Hockey Stick Chart pattern

    Forex trading market me jab aik trend normal position pe move ho raha ho aur movement sideways ki chal rahi ho, aur market ki movement kuch phal (waqt) k leye downside ho jati hai aur us k baad yakdam market achanak up side pe chalna shuru karta hai aur market ki ye movement continues upward side pe ho rahi ho to jo candle stick ki patterns banti hai wo market ki hockey candle stick movement hoti hai. Is me jo market ki candle ka style hota hai wo same to same hockey stick jaise banti hai, traders is movement me uptrend pe zyada focus karte hen, q k market upward trend ziada waqat k leye hoti hai.

    Hockey stick chart pattern

    Market Mein hockey stick chart pattern Ek bahut hi important chart pattern hota hai yah bhi market ko analysis karne ke liye use Kiya jata hai yeah chart pattern market ki position ko confirm karne mein traitors ko acche tarike se sport karta hai tractor market Mein handle inflation distance parts identify karne ke liye market Mein maujud hockey stick chat Baton ka istemal kar sakte hain Kyon Ki yah chat Patron in ke bare mein complete information provide karta hai uske andar flat lines Hoti Hai Jiski wajah se traders market ki growth ko samajh sakte hain ke Maar Peet ki growth slow movement kar rahi hai ya FIR uski speed bahut jyada high hai

    Click image for larger version

Name:	images (71).jpeg
Views:	3
Size:	38.9 کلوبائٹ
ID:	12500236

    Growth confirmation

    Market Mein yah candlestick chart pattern sustained or expanded app world keylong growth Ko show karta hai market Mein traidor is chart pattern Kesariya se revenue growth aur volume growth ko bhi acche tarike se show Karte Hain aur yeh chart pattern heightened interest company products kieservices ko indicate Karte Hain many people apni trade ke liye is chart Baton Ka istemal Karke market Mein long position ko acche tarike se confirm kar sakte hain aur yah position Unki trading ke liye bahut jyada perfect Hoti Hai vah Iske jariya se acche fight Hasil kar sakte hain

    Click image for larger version

Name:	HOCKY1.png
Views:	2
Size:	64.6 کلوبائٹ
ID:	12500237

    Role of hockey stick pattern in forex market.

    Forex market main is pattern ka use bahut kam hota hay q keh maximum traders aisy pairs main trading karty hain jinka clear up ya down trend ho. Jab keh maximum traders daily currency pairs main he trading karty hain kyun keh inka trend bahut stable hota hay jis waja say is pattern main woh routine basis per achi earning kar laity hain. Aur in pairs main kabhi bhi hockey stick pattern nahi banta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hockey Stick Chart pattern

    Assalamualaikum dear Forex friend Financial market me ya forex trading me hockey stick pattern us waqt banta hai jab market me aam tawar par khamoshi hoti hai aur yakdam market me uchal a jati hai. Hokey stick pattern ko world level me us waqat show kia jata hai jab financial satah pe almi mamelat ko dekha jata hai aur ghurbat ki satah ko made nazar rakha jata hai. Financial market me jab bhi market aik smooth tareeqay se (sideways movement) chal rahi ho to jab bhi koi new news market me jati hai jis se achanak market me teezi ho jati hai to is se jo chart pattern banta hai wo hockey stick jesa hota hai, is waja se is chart pattern ko hockey stick pattern kaha jata hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X