Explaination of relative strength index (RSI) in Forex trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explaination of relative strength index (RSI) in Forex trading.
    Introduction:
    Assalamualaikum everyone ummid karti hun aap sab khairiyat se honge aur forex mein kamyabi hasil karne ke liye apni learning koassalamu alaikum everyone ummid karti hun aap sab khairiyat se honge aur forex mein kamyabi hasil karne ke liye apni learning ko completekar rahe honge aaj main aapke liye Jo topic lekar I hun vah bahut hi interesting topic hai aaj ka hamara topic Ras ke bare meinkar rahe honge aaj main aapke liye Jo topic lekar I hun vah bahut hi interesting topic hai aaj ka hamara topic Ras ke bare mein chaliye Ham apne topic ke bare mein baat karte hain

    Relative Strength Index:
    Dear members forex market me bht zaida indicator hoty hn or inko use krty huy hum forex me trading kar skty hain RSI b esa hi ek indicator hai js ka alag sy ek chart open ho jata hai forex k chart me hi hum RSI use kr k apni trading achi kr skty hn or isko zaida use krna chahaiye ta k apko faida ho or trading achi ho sky.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	27
Size:	26.5 کلوبائٹ
ID:	12500029

    Use of relative Strength Index:
    Isis indicator ko use karne se hamen market mein bahut jyada profit hasil hota hai yah hamen market ki movement ke bare meinis indicator ko use karne se hamen market mein bahut jyada profit hasil hota hai yah hamen market ki movement ke bare meininform karta hai ki hamen kahan se trade leni hai aur hamen kitna profit hasil hona hai isliye hamen aise indicator ko jarur useinform karta hai ki hamen kahan se trade leni hai aur hamen kitna profit hasil hona hai isliye hamen aise indicator ko jarur use karna chahie kyunki hamen ine se achcha prapt hasil hota hai
    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	7
Size:	46.3 کلوبائٹ
ID:	12500030

    Over sold:
    Dear members Rsi k chart me jab bhi market 30 sy nechy girti hai to market over sold ho ri hoti hai humy is time wait krna chahiye k market move krti hui or b nechy ja skti hai or wahan py phr ek time ata hai jab market buy ki tarf move krtii hai esy me humy analysis kr k buy ki trade active krni chahiye or apko bht zaida faida mil skta hai.

    Over Brought:
    Dear members Rsi chart jab bhi upr jata hai buy me 70 chart ko cross kr lay to esa ek time ata hai yahan sy market downward move krti hai to apko anality kar leni chahie or us k bad ap sell ki trade active kr skty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Explaination of relative strength index (RSI) in Forex trading.

    Assalamu Alaikum Dosto!


    RSI Indicator


    Relative Strength Index ya jiss ko aam tawar par RSI indicator kaha jatta hai, ek mashahoor indicator hai, jiss ko J. Welles Wilder ne design kia hai. RSI indicator market ki changing ki assal buy ya sell ka signal detta hai. Stock markets main RSI indicator ka istemal prices k tops aur bottoms levels (ziadda tar ye 30 aur 70) ko maloom karnne k leyye kia jatta hai, jiss ka pemanna 0-100 hai.
    RSI indicator up days k closing price k average ba-muqabela down days k closing price k average par mabbni hai, jiss main aam tawar par 14-days ka time period ka istemal kia jatta hai. Lekin dosre time period bhi istemal keye ja saktte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (4) (102).jpeg
Views:	1
Size:	39.9 کلوبائٹ
ID:	12365423

    RSI Indicator Formula


    RSI = 100 – (100 / 1+ U/D)

    U = Average of upward price closes (EMA of gains)

    D = Average of downward price closes (EMA of losses)

    Explaination

    Technical analysis k dawraan charts pattern ko analyze karnne k leye, sab se ziadda mashahoor technical indicator RSI oscillator hai, jo k prices k mazzbotti main tabdeeli battati hai. RSI indicator aik sab se ziadda maqqbol aur assan tool samjha jatta hai, jiss ko aik basic graph par 0 se 100 tak dekhayya jatta hai. RSI "Stochastics Oscillator" ki tarah market main bohut ziadda buy aur sell ki nishan-dahi kartti hai.
    RSI indicator main bunyyadi tawar par 30 ya us se kam ki reading ko oversold sorratehall samjha jatta hai, jis ka matlab hai k market khareedari (buy) k leye tayyar hai. Jab us k bar akas reading par 70 ya us se ziadda overbought sorrattehal battati hai, jiss se market main ferokht kunenddagan (sellers) k leye sell ki opportunity hotti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (185).png
Views:	2
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12365424

    RSI Centre Line Crossover

    1. Rising centerline crossover: Rising centre crossover uss waqqat hotta hai, jab RSI indicator ki value 70 ki tarraf barhte howe scale parr 50 line se upper challi jatti hai. Is se zahirr hotta hai, k market main bullish trend main chal raha hai aur 70 tak ye trend barqarrar rahegga.
    2. Falling centerline crossover: Falling centerline crossover uss waqqat hotta hai, jabb bhi RSI indicator ki value 30 ki tarafc barhtte howe 50 k line ko cross kartti hai. Is se zahher ho rahha hotta hai, k market ki trend taqqat main kamzzor ho rahha hai, aur RSI k 30 k line tak pohuchne main ye bearish trend baqqarar rahegga.



    Benifits of RSI Indicator


    Aissi movement jis ko aam candlestick ya bar charts par assani se maloom nahi kia ja saktta, wo RSI indicator ki madddad se maloom ki ja saktti hai. RSI indicator par support aur resistance levels ziadda wazzeh dekhaye de saktte hen. RSI indicator par 30 nechay aur 70 se upper ki nakkami reversal janne ka ishara detti hai. RSI indicator aur Prices k darmeyan divergence kamyyab reversal indicator ho sakkte hen.

    Trading

    RSI indicator trading k leye sab se assan tool bhi hai aur dosrra ye bohut ziadda reliable bhi hai, jiss ki wajja se ziadda tar trader ya analyst analysis main RSI indicator ka istemal zarrori samjhtte hen. RSI indicator k over-bought (70 and above) aur over-sold (30 and bellow) area bohut zarrori hai. Is area main trend k reversal honne k bohut ziadda chances hotte hen.
    RSI indicator ko buy signal k tawar istemal karnne se pehle indicator par reading lazzmi 50 scale se upper side par honni chaheye, jab k down trend k leye indicator par reading 50 se below honni chaheye, jo k sell signal k leye perfect hongay.
    RSI indicator reliable indicator to zarror hai lekin zarrori nahi k har daffa indicator lazzmi 100% positive signal hi detta rahega. Is waja se RSI indicator ka dosrre indicators k sath ya charts pattern aur price action k sath istemal kartte rehna chaheye. Isi tarah se indicator ki accuracy main izzafa hogga.

    Click image for larger version

Name:	images (4) (104).jpeg
Views:	1
Size:	58.0 کلوبائٹ
ID:	12365425
    • #3 Collapse

      Re: Explaination of relative strength index (RSI) in Forex trading.

      Relative Strength Index indicator

      Trading member relative strength index indicator Forex trading market mein important is indicator ki madad se humne market mein strong overbought and oversold area ke bare mein volume ho sakta hai.and its ko use karke ham apni bullish and bearish short term trading ko management kar sakte hain aur trading kar sakte hain jaise ki aap jante ho paras trading market mein golden opportunities hoti hai jinko use Karke ham trading market mein trading co important and focus kar sakte hain.

      Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-20T102828.029.png
Views:	52
Size:	14.8 کلوبائٹ
ID:	12365428

      RSI Indicator OverSold Area

      Relative strength index indicator trading market mein information according to to graph provide karta hai line graph hota hai jo ek bande ki surat mein munh karta hai jismein hamen main zero se hundred tak information milati hai market ki movement ki is information ko use karte hue ham apni trading co manage karte hain. Members agar tu reading 0 sy 20 ke bich mein ho to isko kahate hain ki yah oversold area hai aur ham buying opportunity ki Vijay upar jaunty lete hain.

      Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-17T154926.460.png
Views:	13
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12365429

      RSI Overbought Area

      Members Forex trading market mein relative strength index indicator ki reading agar above 80 point chali jaaye to ham isko oversold nahin balki overbought area count karte hain. Area se ham selling opportunity lete hain aur market mein trading ke liye apna taeget set karte hain. Forex trading market mein humne trade ko manage karne ke liye candlestick chart pattern use kitna hota hai iske liye aapko maloom hai ki candlestick chart pattern 1 important perfect trading instrument hai jiske sath ham trading ko 6 bhi sakte hain aur profit bhi earning kar sakte hain demo account mein bhi practice kar sakte hain.

      Conclusion

      Trading market mein technical indicators ko use karke hi ham kamyab ho sakte hain humne relative strength index indicator ko use karne ke liye demo account mein practice karni hai uske bad humne isko real Forex trading market ke andar use karna hai aur confidence ke sath humne reading ko study karna hai identify karna hai aur market mein monitoring karte hue trading ko continue karna hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Explaination of relative strength index (RSI) in Forex trading.

        INDICATOR KA KAM:
        all dear members forex main indicators se hum market ki sort e hal ko smjhny k liye use karti hai jo k humain aik trha se mashwra he deta hai k market agy kiya kar skti hai or humain market ko kahan se follow kr skty hain k hmain profit mil saky jub k indicator ki kbhi kbhi pridiction galat bhi ho jati hai q k market kisi bhi time hmain dhoka de skti hai k humain loss ho skta hai tu hmain apni trade main indicator par he depend nahi krna hai hmain apny analysis bhi achi trha se use karny hongy jis se hum trade sahi lga skty hain or forex main faida otha skty hain

        Click image for larger version

Name:	images (10).png
Views:	2
Size:	18.1 کلوبائٹ
ID:	12365434

        Helpfull uses;-
        RSI indicator ka bohot hi ziada istamal hota hey aur yeh taqriban jitne bhi professional traders hein woh sab isko use kartey hein aur yeh taqriban professional traders hi ziada use kartey hein yeh bohot hi ziada old indicator hey aur mein samjhta hun keh agar hum is indicator ki demo account par achi trha se practice kartey hein aur isko learn kartey hein to yeh hamari trading mein bohot hi ziada helpfull sabit hota hey aur hum is se bohot hi ziada achi earning kar saktey hein jab keh CCI indicator bhi aik acha indicator hey lekin RSI indicator sab se ziada most famous aur power full hey aur iske jo benefits hein woh CCI se ziada hein is se hum market ko ziada achey tarike ke sath predict kar saktey hein aur is mein achi earning kar saktey hein.

        Click image for larger version

Name:	images (10).jpeg
Views:	7
Size:	41.9 کلوبائٹ
ID:	12365435

        Deep Brief;-

        Overbought:
        Yah Ek Aisi indication hoti hai jo aapko yah indicator Deta Hai jismein market Mein buyers bahut jyada ho Jaate Hain aur Market Apne top per kam kar rahi hoti hai jismein aap dekhte hain ki prices bahut jyada ho Jaati Hai hai Kyunki Jab Kisi chij Ko purchase Karne Wale a jyada ho Jaate Hain To Uske rates may automatically increase a Jata Hai is position ko Ham over bought situation Kahate Hain Jo Humko yah indicator batata hai ki market Mein Ab over Baat condition chal rahi hai iska Ek level hota hai jismein ya 70 ko cross Karta Hai tab yah position market Mein banti hai.

        Oversold:
        Ek Aisi situation Jisme prices bahut Lo a Jaati Hain aur usmein sellers ki tadad bahut jyada ho jaati hai aur Market Mein bhaiya bilkul bhi nahin Hote is position ko Ham oversold position Kahate Hain. Yah indicator is position ko indicate karne ke liye level 30 show kar raha Hota Hai Jab yah is level ko touch Karta Hai To iska matlab Yahi hota hai ki market Mein prices bilkul bottom level ko touch kar rahi hai aur ismein is condition per buyers ki strength bilkul na hone ke barabar hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X