risk kitna lena chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    janab dollars se kuch nahin hortaa hae.. apko risk utna he lena chahyie jitna ap khud loss bardasht kar saktay hon.//. kynk agar loss hojaye tou buhat mushkil se recovery hotii hae .. iissi liye hamen soch samjh k steps lene chahyie iss business main..
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Hmen is business me hmeshah kam risk laina chahe hmen is business me zyada risk nahi laina chahe kun k agr hm is business me zyada risk laity hain tu hmen loss ho skata ha isi liye hmen chahe k hm is business me kam kam risk liaa kareen hmeshah
       
      • #18 Collapse

        Agar aap key pas 100 dollar hain to aap 0.02 ki lot lagayen to safe rahain gey warna market buhat tezi sey up aur down ho jati hy aur hum is ko control nahi kar saktey. Aap ka jitna experience aur aap ki jitni ability hoti hy, usi hisab sey aap ko risk lena chaheye. Jab tak aap ka experience nahi ho jata, aap high risk key sath trading na karain.
        • #19 Collapse

          risk utan hi lena chaye jitan k aap ka capital bardasht kar sakta ho yaani itni bari lot use kare k ziada se ziada loss bhi aap ka capital bardasht kar le aor phir se profit main aa jaae is tarah loss se bach jaate hain aor der se hi sahi ham ko profit zaroor hota hai
          • #20 Collapse

            g bhai agr ap kay pas 100 dollar hain to ap ko chahye kay choti se choti lot use kry kyu kay jitna chota volume ho ga ap utna he es market ma safe rhy gay aur lamby time tk es market ma safe rhy gay es trah ap risk se b bach sky gay aur apny capital ko b safe rkh sky gay aur aik pori money management kr kay he trade krni chahye kyu kay money management kay bgair ap kbi b es market ma kamyab nhe ho sky gay.
            • #21 Collapse

              forex trading main 2 parcent say ziada risk nai lena chahiye ho aap k pass to only $100 hain aap sirf 0.01 lot size par he trade kia karen is say bari lot bilkul nai uthaen warna boht bara lose ho sakta hay thora target rakhen or market say nikal jaya karen.
              • #22 Collapse

                Agr ap forex trading mein new trader han tu ap ko forex trading mein kam se kam risk se trading karni cahaiye kiok new trader k pas knowledge aur experience kam hota hy aur js ki waja se agr ziada risk le kar trade open ki ho gi tu ziada loss ho sakta hy aur ap ka account bhi wash ho sakta hy
                • #23 Collapse

                  I think sub say best aur safe to yah hai k ap apna ten percent say zayada margin aik trade main use na Karen aur agar phr karna hai to ten percent aur Es say bataun trading nhe Ho sakti
                   
                  • #24 Collapse

                    hiii to all kaise hain ap sab dosto. guys agar chota acount ha 100 ya is se thora kam ya zada to hamen kabi b 0.01 ki lot se bari lot nahi lagani chahyea or risk zada se zada apne acount ka 2% lena chahyea her trad per magar ak time main ak hi trad karne chahyea
                    • #25 Collapse

                      Han g agar ap ka pass 100 dollar hain to maximum 30 dollar use Karen aur phr stop loss laga k trading Karni chaheay
                         
                      • #26 Collapse

                        agar aap forex trading mai new hai aur aap ki investment 100 dollars hai to phir aap ko chahiye k aap 0.01 ki lot size sy he trading karo. phir jab aap ko profit milna shuru ho jaey aur aap ki equity barh jaey to phir aap apni lot size ko b barha sakty ho.
                        • #27 Collapse

                          forex main investment k hisab se trading karay aur kosis Kara es main tension na lay aap k liye best ho aur es main small volume ziyada se ziyada use Kara aur daily market ku watch kartay rahay aap k lye best ho ga aur es main greedy na karay aap k liye easy ho ga thankful for question
                          • #28 Collapse

                            dear mere khiyal mai ap ko risk otna he lena chahiye jitna ap easily bardasht kar sako agar forex mai ap zyda risk lo gy tu ap k liye dangerous ho skta hy aur ap ko os se koi fadia nhn hone wala es liye kam se kam risk se ap trading akro aru apna faida haisl karne ki koshish karo aur acha earn karo...
                             
                            • #29 Collapse

                              Risk ap ko lena ke liye or is ko smjhne keliye ap ko risk management ko seekhna hota hai ke ap ko market ko analysis ker ke kitna risk le sakte hai kiyun ke yeh cheezey ap ki trading skills hi apko batati hai ke kis pair main ya commodity mainkitna risk hai ager risk kam ho to ap us per trades ker sakte hai lekin chohti lots se always trades karey long term tradingkarey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                I think ap ko twenty percent say zayada risk nhe lana chaheay aur backup b rakh k trade Karni Ho ge risk ko kam
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X