What Is ATR (Average True Range) Indicator ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is ATR (Average True Range) Indicator ?
    Average true range indicator kia hai ?

    Forex Trading International level pay kia janay wala aik kamyab business hay, lehaza ais business ko (Technically and Fundamentally) learn karna bahot he important hy. kyoun kay Forex jis qadar dekhny men asan business lagata hay usi qadar reality men mushkil bhi hay ais ki waja ye hay kay jo log ais business men nakam ho rahay hen ya huway he wo bagher study and learning kay Forex men enter huway hen to jab tak Forex ko proper study and learn na kia jaye tab tak ye business loss karnay kay sewaye kuch bhi nai hay. To dear friends study and learning kay purpose kay hasool kelye aj ham market ko Technically taour pay Analyse karnay kelye jo indicator istimal karty hen (Average true range indicator) ko discuss karen gay jisay study kar Traders Forex say profit earn karnay men kamyab ho sakty hen.

    What is Average true range indicator?

    Average true range (ATR) technical analysis men istimal honay wali market men autar charhao ka ishara hay ye aam taur par haqeqi range kay indicators ki aik series kay 14 din ki simple moving average say aakhaz kia jata hay ATR ko asal men ashya ki mandyoun men istimal kelye tayar kia gaya tha lekin ais kay bad say har kisam ki securities par laho kia gaya hay.
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	2
Size:	19.7 کلوبائٹ
ID:	12499980

    What does average true range tell you?

    Average true range (ATR) aik autar charhao ka indicator hay jo zahir karta hay kay aik muqarara waqt kay doran ostan aik asasa kitna harkat karta hay indicator din kay tajron ko ais bat ki dasdeek karnay men madad kar sakta hay kay wo kab trade start karna chahty hen. aor ais stop loss order ki jaga ka tayoun karnay kelye istimal kia ja sakta hay.
    Click image for larger version

Name:	Screenshot_4-13.jpg
Views:	3
Size:	68.8 کلوبائٹ
ID:	12499981

    How good is ATR indicator?

    Ye long term investors kelye nigrani karnay kelye bhi aik mufeed indicator hay kyoun kay jab bhi ATR ki value taweel mudat kelye nisbatan mustehkam rehti hay to unhen barhaty huway utar charhao ki tawaqo rakhni chaye.

    Conclusion:

    Dear traders Technical analysis men aor bhi kafi sary indicator istimal kaye jaty hen jinhe study / analyse karnay ka alag alag procedure hay na kay sirf esi pattern pay depend kar kay trade ki jati hay, to hamen chaye kay jis qadar ye wast Market hay esi lehaz say hamary pass knowledge bhi wast hona chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What Is ATR (Average True Range) Indicator ?

    Introducton ATR (Average True Range) Indicator:

    Dear!
    ATR (Average True Range) indicator ko sir, J. Welles Wilder, Jr nay creat kia tha yeh market main traders k liye trading k douran Automatic Target Recognition ka kaam karta hai. Is indicator ko chart pay apply karnay k baad ham chart pay honay wali movement ko target k hisaab say future k liye judgemnt kar saktay hain. Is indicator ko chart pay apply karnay say ham market k baray main yeh bhi jaan saktay hain k market kitna movement kar chuki hai aur estimated is nay aur kitna movemnt karna hai mazeed is indicator ki help say ham market ki volitilitty ko bhi recognize kar saktay hain.


    ATR can be used for two purposes:

    1. Measuring volatility:


    Dear!
    mairay experience k hisaab say ATR indicator ko ham trend ko follow karnay k liye use nai kar saktay hain balk ham isay measure fluctuations k liye use kartay hwuay is say acha faida hasil kar saktay hain k market chart pay indext kis price ko indicate kar raha hai price kis range say chart pay movement main sell strong ho rahi hai ya buy strong ho rahi hai, in sab measurement k liye is indicator ka use kartay hwuay ham chart pay trading say faida hasil kar saktay hain.


    2. Determine a stop-loss order:


    Dear!
    mairay knowledge k hisaab say ATR indicator ko primary tour pay is liye creat kia gaya tha k jab traders market main trade kartay hwuay prices ki suddenly reversal say judgemnt karna mushkil samjhtay thay tab is indicator ko aplly kartay hwuay wo market ki real volitilitty ko recognize kartay hwuay is main stop order aur stop losses ka use kartay hwuay trading kar saktay hon. Traders ko is indicator ka use kartay hwuay is baat ka khaas khyal rakh kar market main trade karni chaye k yeh indicator hamain prices ka idea daitay hwuay running ko clear karta hai jis main trading kartay hwuay traders ko kabhi bhi money managemnt k rules ko follow karna nai forget karna chaye.


    Advantages of ATR:


    ATR (Average True Range) Indicator ko use kartay huway ham chand aik faiday hasil ho saktay hain:

    1. Training kiye baghair ham is kay use say quick faida hasil kar saktay hain.
    2. Is indicator ka use start kartay hwuay agar ham isk middle say isay use kartay hain to wo sab say best hai.
    3. ATR indicator main ham changing bhi kar saktay hain.


    Click image for larger version

Name:	atr1.png
Views:	1
Size:	88.2 کلوبائٹ
ID:	12365461
    2.
    • #3 Collapse

      Re: What Is ATR (Average True Range) Indicator ?

      Average true range indicator kia hai ?Forex Trading International level pay kia janay wala aik kamyab business hay, lehaza ais business ko (Technically and Fundamentally) learn karna bahot he important hy. kyoun kay Forex jis qadar dekhny men asan business lagata hay usi qadar reality men mushkil bhi hay ais ki waja ye hay kay jo log ais business men nakam ho rahay hen ya huway he wo bagher study and learning kay Forex men enter huway hen to jab tak Forex ko proper study and learn na kia jaye tab tak ye business loss karnay kay sewaye kuch bhi nai hay. To dear friends study and learning kay purpose kay hasool kelye aj ham market ko Technically taour pay Analyse karnay kelye jo indicator istimal karty hen (Average true range indicator) ko discuss karen gay jisay study kar Traders Forex say profit earn karnay men kamyab ho sakty hen.What is Average true range indicator?Average true range (ATR) technical analysis men istimal honay wali market men autar charhao ka ishara hay ye aam taur par haqeqi range kay indicators ki aik series kay 14 din ki simple moving average say aakhaz kia jata hay ATR ko asal men ashya ki mandyoun men istimal kelye tayar kia gaya tha lekin ais kay bad say har kisam ki securities par laho kia gaya hay.What does average true range tell you?Average true range (ATR) aik autar charhao ka indicator hay jo zahir karta hay kay aik muqarara waqt kay doran ostan aik asasa kitna harkat karta hay indicator din kay tajron ko ais bat ki dasdeek karnay men madad kar sakta hay kay wo kab trade start karna chahty hen. aor ais stop loss order ki jaga ka tayoun karnay kelye istimal kia ja sakta hay.How good is ATR indicator?Ye long term investors kelye nigrani karnay kelye bhi aik mufeed indicator hay kyoun kay jab bhi ATR ki value taweel mudat kelye nisbatan mustehkam rehti hay to unhen barhaty huway utar charhao ki tawaqo rakhni chaye.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: What Is ATR (Average True Range) Indicator ?

        .ATR (Average True Range) pointer
        yeh market fundamental brokers k liye exchanging k douran Automatic Target Recognition ka kaam karta hai. Is marker ko graph pay apply karnay k baad ham diagram pay honay wali development ko target k hisaab say future k liye judgemnt kar saktay hain. Is marker ko graph pay apply karnay say ham market k baray fundamental yeh bhi jaan saktay hainjab market primary kafi ziada exchanging volume ho or costs tezi sy tabdeel ho rhi h ye time bhi exchanging k liye best hota hai or unsafe bhi ager ap achi passage lety hain to unpredictable market mein acha benefit mil sakta hai or normal genuine reach pointer isi chez principle apki help karta hai or kis time market mai unpredictability hai ta k ap achi section ly saky ziada tar brokers in pointers ko exchange exit karny k liye use karty hain

        اب آن لائن

        Working...
        X