Gravestone Doji Candle

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gravestone Doji Candle
    Assalamu Alaikum Dosto!


    Gravestone Doji candle


    Gravestone doji candle ek single doji family ki candle hai, jis main candle ka open, close aur low ek hi price par ya aik dosre k sath bohut qareeb par close hote hen. Gravestone doji candle aik bearish trend reversal candle tasawar ki jatti hai, jis ki upper side par aik long wick ya shadow ho saktta hai. Ye aam tawar par aik bullish trend k ihtetam par dekha jatta hai, jis main upper long wick ya shadow naye top areas ki nishandahi kartti hai. Gravestone doji candle main closing price session k ikhtetam par open price k qarreeb band hona market main bull ki kamzzrorri dejha rahi hotti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (178).png
Views:	7
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12499927

    Candle Formation


    Gravestone doji candle aik single candle honne k sath sath aik neutral candle bhi hai, lekin top prices par banne ki waja se ye aik bearish trend reversal pattern ka kaam kartti hai. Ye candle wese to bagher real body ki hotti hai, lekin aggar aik small real body ban bhi jaye to bhi ye aik Gravestone doji candle tasawar hoggi. Market main Gravestone doji candle ki tarteeb kuch yon banne gi;

    Click image for larger version

Name:	images (179).png
Views:	24
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12499928

    Gravestone Doji Candle: Gravestone Doji candle aik colour-less candle hotti hai, jo k bagher real body ki bantti hai, lekin aggar small bullish ya bearish body ban bhi jaye to bhi ye aik gravestone doji candle hi shumaar ki jayyeggi. Candle ki upper side par aik long wick ya shadow zarror honna chaheye, jab k candle k lower par koi wick nahi honni chaheye, lekin aik small nose wick acceptable hai, jo k ziadda lamba na ho.

    Explaination

    Gravestone doji candle prices k top par us waqat bannti hai, jab bull ka dabbao qesmaton ko bullish push kartti hai, lekin ziadda selling dosrre side se dabbao farhham kartta hai, jis se qeematon ko session k ibtedayye sattah par wapiss dekhel detta hai, jis se zaher hotta hai k bullish trend ko market ne mustarrad karr deyya hai.
    Gravestone doji candle ki shape aik qabbar k pathar (stone) jaisa dekhaye detta hai, is waja se is ka ye naam bhi hai. Baaz trader is ko bulls ka muqbarra bhi k3hte hen, q k yahan par se control bear sanmbaltte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (4) (95).jpeg
Views:	12
Size:	25.5 کلوبائٹ
ID:	12499929

    Trading

    Gravestone doji traders k leye resistance levels ko malomm karnne ka aik maddadgar pattern hai, lekin dosre technical indicators ya pattern bhi is k sath istemal karna chaheye, takeh pattern ki confirmation main assani ho.
    Gravestone doji candle k low trader k leye sell ki signal creat kartta hai, jis k leye trader Stop Loss candle k shadow k top par set kar saktta hai. Yahan par stop loss qeematon ko false breakout ki sorrat main ziadda loss se mehfozz rakhta hai.
    Gravestone doji candle ki lambaye ka pattern k reversal main aham role hotta hai, is waja se candle par take prifit k leye munasib place muntakhib karen, pattern ko dosre indicators k sath k baad ya confirmation k baad market main entry kia karen, Jab k confirmation candle aik black real body main lazzmi honni chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (180).png
Views:	1
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12499930
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gravestone Doji Candle

    Gravestone Doji candle



    Gravestone doji candle us waqat banti hai jab market ki qeematon ka open, close aur low positions aik hi ho. Is candle ka oper (uper) ki taraf aik bara saya hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (106).jpeg
Views:	3
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12365338

    Dosre doji candles ki tarah gravestone doji ko bhi market k reversal ya tasalsul k leye tabeer (refer) kia jata hai. Is k leye doji candle stick ki position ko malom karna bohut zarori hai k ye kis position pe ban rahi hai. Agar gravestone doji kisi bullish ya ziada price wale area me paye jaye to ye qeematon k reversal ki taraf ishara karti hai, aur agar ye candle kisi mandi ye kam qeemat wale area me paye jaye to is ko market me teezi (bullish trend) ktawar par dekha jata hai. Lekin agar ye sideways trend me paye jaye to is ko gher-janebdar tasawar kia jata hai.

    Gravestone Doji at the Top



    Gravestone doji candle bearish signal degi agar is ko mazbot up-trend ya high qeemat wale area me ban jaye. Ye aik bearish candle hai, q k is ka oper ki janib aik lamba saya hai aur is ka close position kam (low) hai. Low price me band hone ka matlab hai k mandi (bear) qeematon par hawi hai, halankeh baqi candle pehle bullish hi rahi hai. Agar candle k opening aur closing points aik dosre k qareeb hongay to is ko shooting star candle kaha jayega, is candle ko bearish candle me shumar kia jayega.


    Gravestone Doji at the Top pe Trading



    Gravestone doji at the top qeematon k reverse hone ka signal de rahi hoti hai lekin sell se pehle market ka confirmation zarori hai, aur is k leye zarori hai k doji candle k bad wali candle ko dekha jaye k wo kon si aur kis tarah ki banti hai. Agar doji candle k bad banne wali candle doji candle (candle 2) aur doji candle se pehle wali candle (candle 1) k nechay close ho jaye to is ka matlab hai k ye sell ki confirmation de rahi hoti hai. Stop loss doji candle k saye ka top position hoga.
    Candles formation: jab bhi candle 3 candles 1&2 k nechay close ho jaye to sell ki trade lagayen. Agar qeematen 4rth candle me wapis uper jane lagay to candle 1,2& 3 k top pe stop loss set karen.


    Gravestone Doji at the Bottom



    Agar gravestone doji kam qeemat wale area ya bearish trend k bad bane to ye market ki reversal (bullish trend) ka signal hoga. Agar candle ka open close aik dosre k qareeb hai lekin aik position pe nahi hai to ye inverted hammer candle hogi

    Gravestone Doji at the Bottom pe Trading


    Gravestone doji at bottom ka reaction doji at se bulkul mukhtalif hota hai, is me market ki reverse up side pe mumkin hai. Trend confirmation k leyw zarori hai k market me banne wali agli candle ki value aur position ko dekha jaye. Agar gravestone doji k bad banne wali candle bullish rahi aur is ka closing price doji candle aur doji candle se pehle (candle1) k price se uper rahi to ye market me aik mazbot sell ka signal de rahi hai.
    Candles formation: Candle 3 ka closing point candle 1&2 se lazmi oper hona zarori hai, tab hi humen buy ka signal melega. Stop loss ko teeno candles (1,2&3) k lower position pe set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (105).jpeg
Views:	19
Size:	31.4 کلوبائٹ
ID:	12365339
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Gravestone Doji Candle

      INTRODUCTION :




      Hello friends umeed ha ap sab thek ho ga or ap sab ke trading bhi achi ja rahe ho ge agar ap sab ak kamyab trader banna chata ha to ap ko trading ka bara ma kar patter, indecator sab ka bara ma janna zaroori ha agar ap sai sa forex ko ni samj saka to ap is market ma kamyab ni ho sako ga. Is liya ag ap profit gain kar na chata ha to ap ko har topic ka bara ma pata hona zaroori ha aj ma ap ka sath ak forex sa related topick share karo ga jis ko samaj ka ap ak acha profit hasil kar saka ga. Aj ka jo topic ma ap ko batao ga os ka name ha graveston doji candlestick pattern or ya kasa opposite ha dragonfly ka.







      WHAT IS GRAVESTONE DOJI CANDLESTICKS PATTERN :






      Dosto ya graveston candlestick pattern market ma do trha sa show hota ha ak market ma high ke traf or dosra market ka low ke traf ya pattern market ka reversal ka bara ma batat ha ha jab ya pattern market ma high trend ma bana ga to market is ma reverse ho kar low ke traf ay ge or jab ya pattern market ka down trend par bana ga to market revers ho kar high ke traf gay ge ya pattern support or resistance level ka kareb banta ha. Ya pattern ak candel sa mil kar banta ha is pattern ke opening or closing poin kareb kareb hota ha yani is pattetn ke candel ke small real body hote ha is pattern ke candel ka ak shadow hota ha jo ka is candel ka high ke traf hota ha or ya ak long shadow hota ha. Is pattern ke is candel ka bana ka bad traders market ma trade ko lagaya karta ha agar ya pattern market ka high par bana ha to traders is par sell ke trade ko enter kara ga or agar ya pattern low ma bana ha to is ma buy ke trade enter kary ga is pattern ma long term trade lagai jay ge q ka market long trend ma ak side par move karay ge.







      FORMATION OF GRAVESTONE CANDLESTICK PATTERN :





      1:



      Ya graveston doji pattern market ko rever karna ka kam karta ha breash sa bullish or bullish sa breash ke traf.


      2:


      Is pattern ma ak he candel bante ha jes ke small real body hote ha is candel ka banna ka bad market trend change karte ha.


      3:


      Is pattern ke jo candel hote ha is ka ak side par shadow hota ya shadow up ke traf hota ha jo ka long shadow hota ha.


      4:


      Ya graveston doji candlestick pattern opposite hota ha dragonfly candlestick pattern ka.













      DIFFERENT BETWEEN GRAVESTONE AND DRAGONFLY CANDLESTICK PATTERN :







      Gravestone doji pattern jab banta ha to is ke small high hote ha or wo os ka kareb he close ho jate ha or is candel ke long upper side par shote ha jab ka dragonfly doji ke down side par long shadow hote ha. Dragonfly doji ke candel T shape ma hote ha or Gravestone doji jo ka T ka opposite trha ka banta ha. Ya dono pattern market ka reverce ka huma batat ha.




      اب آن لائن

      Working...
      X