Bid price or ask price kia hy??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bid price or ask price kia hy??
    Assalamualaikum members kaysy ap sb omeed krta hn Kay sab khyreat
    Say hn gy main bhee thk alhamdullilah ap sunain trading
    Kasi ja rhe hy aj hm jis topic par bahas karanay ja rahay hn wo hy
    Bid price or ask price
    Taroof
    Friends Forex trading ki market Mein Ask price aur bid price ko bahut jyada importance Di jaati hai fracturing ki market Mein ask price aur bid price bahut important role play karte hain isliye Hamen ask price or bid price ko acchi Tarah se study karna chahie Forex trading ki market Mein Kam Karne Wale Har EK trader ko ask price aur bid price ke Fark Ka Pata Hona chahie Forex trading ki market Mein kam karne se pahle trader ko fracturing ki market ke related complete information Hasil kar leni chahie Jab Uske pass Forex trading Ki market ke related complete information Hogi to vah market Mein maujud Tamam chijon ko acchi Tarah se understand kar payega
    Ask keemat
    Friends Free trading ki market Mein ask price ko bahut jyada value Di Jaati Hai Hamen ask price ko acchi Tarah Se learn karna chahie Hamen ask price ke related complete knowledge Hasil karna chahie Forex trading ki market Mein ask price Hamesha lowest price ko refers Karte Hain ask price Hamesha bid price se higher Hota Hai ask price ka kam currency ko Hamesha kharidne Ke Liye Hi hi hota hai

    Bid keemat
    Friends Bid price copy Forex trading ki market mein bahut jyada value Di Jaati Hai Pita price Hamesha ask price ke opposite Hota Hai bid price Hamesha highest price ko refers karne ke liye istemal Kiya jata hai bid price aur ask price ke Darmiyaan ke Fark ko spread ka naam bhi diya jata hai bid price ka kam currency ko Sale karna Hota Hai Agar Ham market Mein successful trader Banna Chahte Hain To Hamen ine price ko acchi Tarah Se study karna chahie because ine price ki madad se Ham market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain


    Dono main fark
    Friends Forex trading ma bid price or ask price ka difference zayada ho ga to eska matlab ye ho ga k spread kam hai or jb bid price or ask price ka difference zayada ho ga to eska matlab ye ho ga k spread high hai. Trader ko wo hamesa us pair or commodity ma trade karni chahe jis ka spread kam hai or eska trader ko ye advantage ho ga k us ka profit margin zayada hota hai or trader ko chahe k wo hamesa small spread ko prefer kary.

    Baray joron main fark
    Friends Forex trading ma major pair par spread aksar kam hota hai or trader ko en par he trade karny ko prefer karna chahe. On the other hand minor pair or exotic pair par trade karny sy big spread pay karna parta hai or es ka trader ko ye nuksan hota hai k unka profit margin kam sy kam ho jata hai. Ye b dakhny ma aya hai k jis pair ka spread kam hota uski liqudity b high hoti hai or jis pair or commodity ka spread high hota hai eski liquidity b kam hoti hai. Yani trader kam kam liquidity waly pair ma trade karyn gy to unko zayada sy zayada time lagy ga profit hasil karny ma or profit k lae unko bhot wait karna pary ga. So trader ko pehle fursat ma he small spread par trade karni chahe.
    Click image for larger version

Name:	bid-ask1.jpg
Views:	4
Size:	35.3 کلوبائٹ
ID:	12499824Click image for larger version

Name:	bid-and-ask2.png
Views:	11
Size:	9.9 کلوبائٹ
ID:	12499825
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bid price or ask price kia hy??

    Trading kisi bhi shape main ho, yani hard trading ho ya forex trading, hamain price ko jan'na bahut zaroori hota hay. Past movement koi bhi ho laikin hamain mojuda price ki madad say ye analyse karny main asani ho jati hay keh kon say aisy external ya internal acpects hain jinki involvement ya impacts say price main itna gape aya hay. Q keh priceaction hamain latest and mojuda state ka batata hay aur ham is priceaction ki help say he kisi bhi security ko fori judge kar laity hain.

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	1
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12365291

    Explanation and role of Bid and Ask price.
    Mojuda and past period ki priceaction ki madad say he ham pivot point, support and resistance ko jan sakty hain. Jab keh chart per ban'ny wali har period ki candlestick hamain ye bata daiti hay keh is particular period main priceaction kia tha, price kahan say kahan tak up ya down hui aur overall trend kay sath is candle nay kitna sath dia, jab keh trend kay mutabiq market movement ho rahi hay ya nai ye bhi hamain priceaction ko daikhty huye he pata chalta hay.

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	1
Size:	21.9 کلوبائٹ
ID:	12365292
    Importance of Bid and Ask price.
    Aksar traders apny analysis main priceaction theory ko bahut importance daity hain. Kyun keh priceaction waqi latest analysis per hamain majboor karta hay. Jab keh ager ham daikhain to kisi bhi pair ki price he actually trend ki confirmation ya false aignal ka bata rahi hoti hay. Ager trader priceaction ko follow kary aur iskay mutabiq analysis karty huye apni trading strategy plan kary to isko yaqeenan forex market main bahut achi earning ho sakti hay.
    forex market mein buisness karna hai tu ap ko market k bary knowledge hasil karna hoga aur apko practice karni hogi k market ki movement kaisy hoti hai aur priceaction ko understand kaisy karna hai tu ap ko market mein priceaction k bary janny k liye analysis karna paryn gy aur analysis karny k liye diffrent indicators ko chart mein use kar k apko market ki next movenent ka idea ho jaye ga aur ap apni trade laga sakyn gy aur trade hamesha market k trend mein open karyn agar new member trading satrt karny se pehly demo account par parctice kar lyn tu trading experience hasil kar sakty hain aur jab tak market k bary malomat complete na hon tu us time tak trading mat karyn aur jis pair par trade lagani ho us par ap pehly work karyn aur achi tarha analysis karyn aur is k bad apny account balance k according lot select karyn aur stop loss k sath trade open karyn aur forex market ko zayada time dyn ta k apko profit ho.
    • #3 Collapse

      Re: Bid price or ask price kia hy??

      Bid and Ask Prices

      Jab bhi financial markets open hotti hen to day trading markets (jaise; stocks, futures, forex, aur options) teen mukhtalif prices real-time main update hotte hen, jiss ko bid, ask aur last prices kaha jatta hai. Ye markets ki bohut aham aur maojooda prices k bare main information detti hen. Bid price wo qeemat hotti hai, jiss par trader markets main stock ko khadeed letta hai, jab k ask price main trader market main stock ko ferokht kartta hai.Bid aur ask price k elawa bhi aik qeemat hotti hai, jiss ko last price price kaha jatta hai. Last prices main stock ki akahari qeemat hotti hai, jiss k baad market close ho jatti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (4) (94).jpeg
Views:	1
Size:	15.8 کلوبائٹ
ID:	12365309

      Bid Price


      Bid price sab se highest price hotti hai, jiss par trader uss waqqat market ki maojodda qeemat main buy ki entry kartta hai (yahan par trader stock khareedta haiaur tawaqa kartta hai k ye mazzeed upper jayega). Poree dunyya se sarmayakari honne ki waja se qeematen bohut teezen se tabdeel hotti hai. Jab bid ka order deyya jatta hai, to iss baat ki koi guarantee nahi hai, k bid laggane wale trader ko utne hi shares, contracts ya lots lazzmi melengy. Financial market main lain dain k leye khareedar (buyer) aur ferokht kunanda (seller) ki zarrorat hotti hai. Iss waja se bid ka order denne wale ya shares khareedne wale k leye sellers ki zarrorat hotti hai.

      Bid Price Example


      Aggar kisi stock ki mojooda qeemat $50 dollar hai, to trader $50 dollar par trade k limit order put kar saktta hai, lekin aggar prices $45 dollar par a jatti hai to $45 se upper jitnni bhi bid order hongay wo sare op3n ho jayengay, uss k baad hi $45 wala order open hogga.
      Trader ko bid ask spread kam se kam karnna chaheye, mesal k tawar par aggar market ki maojooda bid price $10.1 hai aur ask price $10.3 hai to trader aggar trade open kartta $10.1 par bid ka order degga to ye $10.3 par put hogga, iss waja se trader ko limit orders $10.2 ki position par set karnni chaheye, to iss tareeqay se wo bid ask spread price ko mehdood kar saktta hai.

      Bid Exit and Options


      Aggar aik seller khareeda howa stock ko exit karke aur yahan par ferokht ka oder detta hai (yanni sell ki entry karrne se pehle buy trades ko close karen) to ye market k maojooda bid price par sell hongay. Yanni market ki bid price par sell ka order open ho jayegga.
      Traders k pass bohut sare mawaqe hotte hen, market main orders enter karrnw k leye. Wo market k maojooda bid price se nechay ya upper par bid lagga saktte hen. Maojooda bid position se above par bid price set karne se bid-ask-spread kam ho jatta hai.

      Ask Price


      Ask price market ki maojooda wo kam se kam qeemat hotti hai, jiss par trader stock ko ferokht kartta hai. Dosre exchange prices ki tarah ye bhi trader k market main reaction aur prices ki movement se tabdeel hotti hai. Aik baar pher, iss baat ki koi guarantee nahi hai k trader aggar shares, contracts ya lot ka order detta hai aur wo lazzmi filled hongay. Ferokht kunannda orders k keye buyers ki bhi zarrorat hotti hai.

      Ask Price Example


      Aggar kisi tock ki mojooda qeemat k mutabiq koi trader ask limit order set karrta hai aur wo qeemat $50 ho, to qeemat ki bid price iss level par sare order ko fill kar degga lekin aggar koi order $55 par limit k leye set howa ho to uss se pehle jitnne bhi lower satah k orders hongay wo fill hongay uss k baad $55 ka order fill hogga.

      Ask Exit and Options


      Jiss tarah se bid price k trade ko last main kisi high price par close kia jatta hai, issi tarrah se ask price k trades ko bhi lower position par profit k leye close karke market main buy ki entry ki ja saktti hai. Jab bhi ask ki trades ko close kia jatta hai to ye market ki maojooda bid price k mutabiq band hotti hai, jiss main prices k mazzeed nechay na janne ya reversal honne k ishare hotte hen. Ask price bid price se ziadda hotti hai, aur market order main ye bid price par sell k trade k hisab se open hotti hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Bid price or ask price kia hy??

        dears Forex exchanging ki market Mein Ask cost aur bid value ko bahut jyada significance Di jaati hai cracking ki market Mein ask cost aur bid cost bahut significant pretend karte hain isliye Hamen ask cost or bid value ko acchi Tarah se study karna chahie Forex exchanging ki market Mein Kam Karne Wale Har EK dealer ko ask cost aur bid cost ke Fark Ka Pata Hona chahie Forex exchanging ki market Mein kam karne se pahle broker ko breaking ki market ke related total data Hasil kar leni chahie Jab Uske pass Forex exchanging Ki market ke related total data Hogi to vah market Mein maujud Tamam chijon ko acchi Tarah se comprehend kar payega Friends Free exchanging ki market Mein ask value ko bahut jyada esteem Di Jaati Hai Hamen ask value ko acchi Tarah Se learn karna chahie Hamen ask cost ke related total information Hasil karna chahie Forex exchanging ki market Mein ask value Hamesha least value ko alludes Karte Hain ask value Hamesha bid value se higher Hota Hai ask value ka kam money ko Hamesha kharidne Ke Liye Hi greetings hota hai Friends Bid value duplicate Forex exchanging ki market mein bahut jyada esteem Di Jaati Hai Pita value Hamesha ask cost ke inverse Hota Hai bid value Hamesha most exorbitant cost ko alludes karne ke liye istemal Kiya jata hai bid cost aur ask cost ke Darmiyaan ke Fark ko spread ka naam bhi diya jata hai bid value ka kam cash ko Sale karna Hota Hai Agar Ham market Mein fruitful merchant Banna Chahte Hain To Hamen ine value ko acchi Tarah Se study karna chahie in light of the fact that ine value ki madad se Ham market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Friends Forex exchanging mama bid cost or ask value ka contrast zayada ho ga to eska matlab ye ho ga k spread kam hai or jb bid cost or ask value ka distinction zayada ho ga to eska matlab ye ho ga k spread high hai. Merchant ko wo hamesa us pair or product mama exchange karni chahe jis ka spread kam hai or eska dealer ko ye advantage ho ga k us ka overall revenue zayada hota hai or broker ko chahe k wo hamesa little spread ko incline toward kary.
        Click image for larger version

Name:	m.png
Views:	17
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12365310

        اب آن لائن

        Working...
        X