Introduction :
Aj dosto bat karei ga xabcd ka bara ma agar ham iska naam ki bat karein isko kehte hain bearish butterfly pattern ka bara ma, ya kasa signal detabha yo nam sa hi dosto hamein pata lag raha ha ya bearish yana trzi ka trend ko bata rha ha to waha sa market ka trend ha wo upar ja sakti ha, to ya pattern lasa kam kra ga aj ma apko detail. Sa batau ga, to jab bi ya pattern ayega market ma jo bhi rujhuan ha wo change hojei ga, market barhta hua hona chahiye tab ham kah saktabhain market ma ya kam karei ga, or tab hama ya pattern dikhaye da ga uska bad jahan elliott wave ki 5th impulse wave banti ha waha par ziada ya dekhaye da ga, or ziada accuray da ga, ap isko jitna accurately lagaye ga or ziada munafa kama paye ga.
How it works
Jo yaha par starting hoti ha X sa hoti ha yani market ka jo low point, apna waha X lagana ha jaha market na low create kiya ho or x ko extend koya A tak yani jo market ha x sa la kar a tak jaye, lekin kaise jayega ek low point sa ek high point tak, iska koi rule nahi ha apna bas low dekhna ha or high dekhna ha or apna lagana dana ha, ab bari ati ha b ko lagnaa ki B upar jana chaye b 78% tak necha jana chahiye jo rule kehta ha lekin ham round figure ma usko man leta hai 70% tak chala jaye yani A sa la kar jo B ki jouner ha wo itni down ho jani chahiye, ab iska bad apna dekhna ha C. C ma do condition dali gaye C ya to 38.2 % barh sakta ha ya 88.6 ka ass pas retrace kar sakta ha, tobya bara important ha C kaha pa ha, D ko decide kara ga C, agar C extend kara ga 38.2% to fir D ka extended jaye ga 161.8% pr agar C 88.6 pa retrave hoga to wo extended kra ga 261.8% pa. Tobya sari condition match hoti ha tobya aap ka bana ga bearish butterfly pattern, or jab apko chart ma dikhaye da market yaha sa swing bana kar downtrend ma ja raha ha aap yahan sa entry la lain ga.
Use pattern for better experience.
Forex trading ma trader ko kio b pattern blindly follow ni karna chahe. Es ka main reason ye hai k pattern ik form sy dosri form ma convert ho jaty hain or trader agr unko use kar k trade ko open kary ga to wo kabhi kamyab nahi ho payega. So trader ko pattern sy just experience hasil karna chahe. Ex experience ki base par unko apni trades ko open karna chahe. Jo trader experience ko trade open karny ma use karte hain unko acha entry point mel jata hai no trader experience ko use nahi karte wo aksar loss ka shikar ho jaty hain or asy loss ki waja sy unka account he wash ho jata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим