INTRODUCTION OF TREND
dosto aaj ke mozu main hum is bat ko samjhainge ke forex market main trend kya hota hay or or trend ko hum kis tarah pachan sakte or yah kitne tiyps ka hota hay toh dosto trend market ke us situation ko kaha jata hay jis main marke move kar rahe hote hay jis ko identifiy karte hoe treders trading karte hain or market se munafa hasil karne ke koshish karte hain toh aye dosto trend ke bare main detail ke sath bat karte hain
TIYPS OF TRENDS
dosto market main trend hamasha 3 tiyps ke hote hain jaisa ke
1 UP TREND
2 DOWN TREND
3 SIDE WAY TREND
IDENTIFICATION OF UP TREND
dosto kise bhe waqat yani har waqat marke kise na kise trend main hote hay aab woh koi bhe trend hosakta hay up trend bhe hosakta hay down trend bhe or side way bhe hosahta hay aab sawal yah aata hay ke hum trend ko kistarah se identify kar sakte hain toh dosto jab bhe market main movemint kuch is tarah se ho ke high or highs lagate hoe market uper ke janib chal rahe ho to hum us ko up trend kah sakte hain or is ko janne ke liye hamain aik trend line draw karna hoge jo ke low se higher low ko conet kar rahe hoge is tarah hum trend line ke zarye jan sakte hain ke jo market main trend hay woh up trend hay
IDENTIFACTION OF DOWN TREND
dosto market ke don trend ko pachanne ke liye market ka is andaz main move karna ke higer lows lagate hoe neche ko move kare jis ko hum trend line ke zarye bhe conform kar sakte hain hamain aik trend line ko draw karna hoga jis ko high or lower high ke sath conect karna hoga is tarah se hum down trend ka andaza laga sakte hain
IDENTIFICATION OF SIDEWAY TREND
dosto tesra or akhre trend hota hay sideway jis main market na to aik point se uper jate hay or na he aik point se neche jate hay to aye dosto samajhte hain ke woh points kya hain jo hamain sideway trend ke conformation date hain dosto sideway trend ko identifiy karne ke liye hamain jin trend line ka use karna hota hay un ko hum kuch is tarah se conect karte hain ke high ko high point ke sath or low ko low ke sath conect karne par aik aria banta hay jo ke support or resistence ko zahir karta hau jin par poanchne par price bar bar react karta hay magar breakout nahe kar pata is ko sideway trend kahte hain
dosto is umeed ke sath topic ko close karte hain ke aap ko trend ke bare main jo tasawor yani concept tha woh clear hogaya hoga or aap ne ba khoobi trend ke bare main jan liya hog

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим