stop loss or take profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss or take profit
    forex me hamein stop loss or take profit ki option ko zaror use krna chahiye nahi to hum apna account wash kar skte hain ager hum use kary gay to km loss hoga ager huwa to nahi to profit hoga
    adnan ahmad riaz
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading mein stop loss aur take profit ehm option han aur take profit se hum profit earn kar sakty han aur stop loss se hum apne loss ko kam kar sakty han is liye har trade mein stop loss aur take profit ka use lazmi karna cahaiye aur new trader ko lazmi karna cahaiye kiok wo ziada loss se bach sakty han
    • #3 Collapse

      han agr ham chaty hain k ham boat bary nuqsan sy bach saky tu hamy lazmi limts laga k trade karna chahye ku k market ka kuch pata nahi hota wo kab kis time kis taraf chali jay agr hamari limits lagai hui hon gi take profit aur stop loss ki tu hamy loss eik had tak ho ga jo qable bardasht ho ga ku k agr limits nahi lagye gy ho sakta ha hamara account wash ho jay...
      • #4 Collapse

        gee haan bhai forex trading mein stop loss aur take profit ka istemal krna lazme hota he aur jb in stop ko laga kr trading krte hien to hamre trading bhtr hote he aur es mei loss ke chance kam hote hein aur safe trade kr ke apna profit acha bna lete hien
        • #5 Collapse

          Dear ye dono option forex mai auto trading mai aatii hain aur sab se zyda use hone walii option hain ap agar forex mai stoploss lagain gain tu ap agar tu market ap k against chalii jaye tu ap thore se loss mai trader ko automatically aik point pe close kar skte hian aur take profit b ayse he thore se point pe market se ap proift earn kar skt ehain....
          • #6 Collapse

            Stop loss aur take profit ka use zaror krna chaheye takeh market main tezi ki waja sey aap ko big loss na ho jaye. Take profit key use sey aap over trading ya greed sey bach jatey hain aur aik khas profit key bad aap ki lots automatically close ho jati hain. New traders ko yeh donon option zaroor use krney chaheyen.
            • #7 Collapse

              je haan humay har surat mei stop loss aur take profit ka use krna chaiye ess sey humari trade safe rehti hay account humara danger mei nahe hota hum apni strategies kay mutabik take profit aur stoploss ka use kartay hain
              • #8 Collapse

                ju trader stop loss and take profit ka tool use nae kerty un ku forex man secure trading nae kaha ja sakta kun k ye 2 wu tool han jis say trader ka account secure hu jatta ha or risk kum hu jatta ha
                • #9 Collapse

                  Stop loss aur take profit key use sey aap big loss sey bach jatey hain aur greed sey khud ko safe rakhtey hain. Trading sy pehlay planning buhat zarori hy aur is main aap ko stop loss aur take profit ka use krna chaheye. Aap ney equity key mutabiq stop loss ka order lagana hy aur is key bad aap ko PC key samney bethney ki zaroorat nahi hoti aur aap big loss sey bachay rehtay hain.
                  • #10 Collapse

                    stop loss or take profit forex market mai safly trade krny k liye achay tools hain jin ko use krty howay humain bohat faida ho skta hai.or ap freely apna koi or kaam b kr sktay hain market ko watch krny k ilawa.forexample ap ny trade ki or us ka stop loss or take profit dono dy diye ab ap ko koi fikar nai honi chaye q k profit or loss jo b ho ga wo ap ki marzi k mutabiq ho ga. account wash honay ka khtara nai hta.
                    • #11 Collapse

                      Forex market mai stop loss or take profit ko zroor use krna chahiye q k sometime kisi big event ki wja say market bohat zyada crash ho jati hai jismay account wash honay k bohat zyada chances b hotay hai isi liye take profit or stop loss ko zroor use krna chahiye.
                      • #12 Collapse

                        ye mt4 ky bhot best aur karamad tool hain. ye traders ki bhot help krty hain. take profit ka istamal hmesaha profit me rkha jata hai jbky stop loss ko aap monymnagment ky lye use krty hain. mtlab agr apki trade loss me chli jae to stoop loss apko zada nuksan se bchata hai .
                        "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
                        • #13 Collapse

                          stop loss or take profit tab use karna chaye jab app sure nahi hoty agar market tezi k sath up down ja rahi ho to us time take profit or stop loss ki option se ham acha fiada uta sakty hey
                          • #14 Collapse

                            han g stop loss or take profit bohat aham cheezain hai q k aik admi k lai yah mumkan nahe k wo her time computer k sammny baitha rahy to is lai lazmi hai k wo jab b kaoi trade lagain to us k sath wo stop loss or take profit ko use kary . q k aisa karny se wo agr computer k samny nahe baitha ho ga to tab b us ka order theak time per close ho jay ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              take profit pe auto trade close hoti hay best hay take profit b stop loss aik boundary point aapko faraham kary ga for example agar aap kabhi market ke samny nahi hoty hain kisi emergency ki wajah sy tu agar aap ny stop loss use kia hoga tu phir tu aapko darny ki zarurat nahi hai kiyun keh agar market main volatility aye tu aap ka loss kam he hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X