Scalping Technique kya Hy aur is Kay benifits

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping Technique kya Hy aur is Kay benifits
    Dear friends Scalping forex me aik term use hoti hy aik jis Ka mtlb kuraidna (Rashing krna) hota Hy isi trha agr ham dakhn to market me ham scalping sy Thora Thora profit nikaal rahy hoty hen ye basically experienced logo ki trading technique hai jiss me traders ko bht soch samajh kay he trading kerni chaye aur jab tak acha experience aur acha account balance nahi hoto uss waqt takk scalping trading nahi kerni chaiye. Forex trading mai scalping kerna bohat ziada aur jald profits earn kernay ka aik acha tareeka to hai laikin iss mai loss bhi bohat ziada aur jald he hojata hai. Scalping kay liye charts aur time frames ka bohat hisaab rakhna parta hai. Scalping mai ziada say ziada time frame M15 rakha Jata hai aur yeh time frames experts nay define kia Hua hai aur issi tarah market chart patterns mai Candlestick chart patterns he sub say best chart pattern hai jisay scalping kay liye use kernay ko prefer kia Jata hai. Scalping kay koi nuqsanaat nahi hai kiyu kay yeh aik technique hai jisay soch samajh kay istamaal kia jaey tou jaisay dusri techniques faida daiti hain wesay he yeh bhi faida daiti hai aur jaisay koi bhi dusri technique loss day sakti hai wesay he yeh technique bhi faida daiti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-26T103622.300.png
Views:	5
Size:	36.5 کلوبائٹ
ID:	12499694
    Risks Using Scalping Technique

    Dosto Scalping trading jahan forex market main bohat acha faida and profit deti hay wahan es kay kuch nuqsanat bhi hain jin sy hamesha apko agah rehna chye kyun Kay is strategy me choti si mistake apko big losses day skti hy.

    1. Agar aap Scalping trading kar rahay hain and market main koi aesi vesi news aa jati hay achanak jis say market ki movement foran hi tabdeel ya volatile hoti hay to aap ko us say loss ho sakta hay.

    2. Scalping trading main aap ko market main active reh kar trading karna parti hay full time active ho Kar kyun kay is me long term trading me ap Nahi ja skty instant trading Ka nam hi scalping hy.

    3. Scalping trading k liay aap ko market k peak hours select karny partay hain jahan market ki volatility extreme py hoti hay jesa Kay European session me.

    4. Agar market ki movement achanak badal jay to ham apna account bhi wash karwa saktay hain scalping trading ki waja say jo aik risk hy jis ko ap utha kay scalping krty hen.

    5. Scalping trading main aap ko daily ki trade daily close krni parti hay chahy wo profit main ho ya loss main at the end of day usay close karna zaruri hota hay.

    6. Scalping k leay aap k pas internet high speed hona chahay, internet ki thori si der ki interruption ap ko heavy loss karwa sakti hay kyun Kay big lot aur market ki volatility Kay sath play krna itna asan Nahi hota

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-26T103631.573.png
Views:	2
Size:	24.8 کلوبائٹ
ID:	12499695

    Benifits of Scalping

    Dear friends, scalping trading ko select kyun krty hain us kay to bohat say fawaid bhi hain jin Jin ki madad sy kafi traders successful ho jaty hen wo darj zail hen.

    1. Overnight k janjhat main nai karna parta ap quickly market sy Profit lay Kar out ho jaty hen.

    2. Daily short timeframe main bohat achi trading kar k bohat sa profit uthaya ja sakta hay kyun Kay baaz okaat market me Kuch asy moqy aty hen Jahan ap sure hoty hen hay Yahan entery apki trade me big profit day skti Hy is leay ye aik benifit Hy is Ka.

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-01-26T103659.155.jpeg
Views:	1
Size:	69.7 کلوبائٹ
ID:	12499696
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping Technique kya Hy aur is Kay benifits

    Scalping Trading Strategy


    "Scalping" forex trading ka aik aisa tareeqay kar hai, jis ka istemal qeematon me choti tabdeelion se kia jata hai. Scalping strategy me musalsal aur pay-dar-pay trading hoti hai. Aik scalper trader ko sakht exit policy ki zarorat hoti hai, q k aik bara nuqsan doasre trading me hone wale tamam chote (small) munafay (profit) ko zaya kar sakta hai, is waja se scalping me trading k sakht discipline, trading plan aur strategy k sakht rules hote hen. In sab awamel aur achay trading tools k sath aap aik kamyab scalper trader ban sakte ho.

    Click image for larger version

Name:	images (102).jpeg
Views:	1
Size:	29.4 کلوبائٹ
ID:	12365213

    Scalping trading kuch traders k leye bara dilchasp hota hai, q k ye tareeqay kar dosre analysis se kafi mukhtalif hai. Lekin kamyab trading karne k leye, aap ko market me munafa k mawaqay (opportunity) ki nishan-dahi karne k leye mukhtalif technical trading techniques ko sahi tareeqay se sar-anjam dene k leye experience ki zarorat hogi.
    Scalping Trading aik short-term trading technique hai, jis me qeematon k darmeyan faraq se muanafa khamane k leye din k dowran bar bar khareedo-wa-ferokht ki jati hai. Scalping strategy me low price pe buy karna aur high price pe sell karna shamil hai. Scalping strategy k leye liquidity ka hona bohut ziada zarori hai, q k smoth market ya sideways movement me kabhi bhi scalping ka amal sahi tareeqay se ya faida mand sabit nahi hota. Liquidity ye bhi yaqeeni banati hai k market me entry ya exit hone k waqat aap ko aik achah profit mele.
    Scalpers ka khayal hai k market k utaar-charo (volitilety) k nuqta-ye-nazar se small trading karna asaan aur kam riski hai, q k wo muqa zaya hone se pehle hi aik chota sa munafa hasil kar lete hen. Scalper trader un long term traders se mukhtalif hote hen, jin k traders bohut lambe arse k leye open hote hen, aur baaz awqaat to ye hafton aur maheeno tak bhi chalte rehte hen, jis se ye muanafa haisl karte hen. Jab k scalper ka mind setup mukhtalif hota hai, aur wo ziada arsa traders open rakhne ki bajaye small time me small profit se achah munafa hasil karte hen.

    Scalpers market me teen osool par kaam karte hen;

    1. Kam waqat k Market me rehna Kam Riski hota hai

    Scalping strategy me scalper market me kam waqat k leye trading karte hen, yani market me open trades ka duraneya bohut kam rakhte hen, is waja se in ka risk bhi kam hota hai.

    2. Kam Movement se Profit asaan hai

    Market me qeematon ka kam movement karne se munafa asani se hasil hota hai, bajaye aik trade ko ziada waqat k leye open rakhna. Market me supply aur demand ki waja se qeematen oper nechay hoti rehti hai, is se scalper asani se faida hasil kar jate hen.

    3. Market me Small Movement ziada hoti hai

    Scalpers pur-sakoon market me bhi profit hasil karte hen, wo market ki choti choti up-down movement se faida mand hote hen, jab k long term traders is se bulkul kuch bhi hasil nahi kar sakte.

    Jab dosre trader jaise positioning trades market me trades k leye technical aur fundamental dono tarah ki analysis karte hen, un ki bajaye scalper market me technical techniques se faida hasil karte hen.

    Technical analysis me maojooda trend ko follow karne k sath sath qeematon ki historical data bhi shamil hoti hai, jis k leye scalper traders mukhtalif chart patterns aur technical tools ka istemal karte hen. Chart pattern aur qeematon ki historical movement se scalpers market ki agli mumkina tabdeeli ka result hasil karte hen.
    Scalper trader jo chart pattern ya timeframe ka istemal karte hen, wo sab se mukhtasir tareen hote hen. Agar aik day-trader aik din me panch (5) trading k leye M5 ka timeframe istemal karta hai, to scalper trader 10 se 100 trading karne k leye S5 (Five second) ka mukhtasir timeframe ka istemal karega. Trading ki is fast techniques ko hasil karne k leye, scalper trader kafi ziada technical tools ka istemal karte hen, jin me market ka "waqat aur ferokht (time and sell)", "buy", "sell" aur "cancel trades" k lain dain ka record shamil hai.

    Click image for larger version

Name:	images (5) (147).png
Views:	1
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12365214
    • #3 Collapse

      Re: Scalping Technique kya Hy aur is Kay benifits

      Assalamu alaikum kaise ho aap sab log main bilkul theek aur kariye aap hi hun aur ummid karta hun ki aap bhi bilkul theek aur khagriya se honge aaj is bread mein aapko main Pakistan flex form ke ek bahut important topic ke bare mein bataunga aur ummid karta hun ki jo information main aapse share karunga vah aapke knowledge aur experience mein jarur izaafa karegi aur agar aap mere is thread per Amal Karte Hain to aap ek acche Ban sakte hain aur bahut sare paise bhi Kama sakte hain isiliye hamen Pakistan platform per apni puri mehnat aur himmat se kam karna chahie aur apna time bhi yahan per gujarna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Scalping Technique kya Hy aur is Kay benifits

        Asalam u Alikum Traders!

        Aj hum Scalping Technique k bare me bt kre gai.

        What is Scalping Technique?

        Scalping forex me aik term use hoti hy aik jis Ka mtlb kuraidna (Rashing krna) hota Hy isi trha agr ham dakhn to showcase me ham scalping sy Thora benefit nikaal rahy hoty hen ye fundamentally experienced logo ki exchanging strategy hai jiss me brokers ko bht soch samajh kay he exchanging kerni chaye aur poke tak acha experience aur acha account balance nahi hoto uss waqt takk scalping exchanging nahi kerni chaiye. Forex exchanging mai scalping kerna bohat ziada aur jald benefits acquire kernay ka aik acha tareeka to hai laikin iss mai misfortune bhi bohat ziada aur jald he hojata hai. Scalping kay liye graphs aur time spans ka bohat hisaab rakhna parta hai. Scalping mai ziada say ziada time span M15 rakha Jata hai aur yeh time spans specialists nay characterize kia Hua hai aur issi tarah market graph designs mai Candle outline designs he sub say best diagram design hai jisay scalping kay liye use kernay ko lean toward kia Jata hai. Scalping kay koi nuqsanaat nahi hai kiyu kay yeh aik strategy hai jisay soch samajh kay istamaal kia jaey tou jaisay dusri methods faida daiti hain wesay he yeh bhi faida daiti ha.



        "Scalping" forex exchanging ka aik aisa tareeqay kar hai, jis ka istemal qeematon me choti tabdeelion se kia jata hai. Scalping system me musalsal aur pay-dar-pay exchanging hoti hai. Aik hawker broker ko sakht leave strategy ki zarorat hoti hai, q k aik bara nuqsan doasre exchanging me sharpen ridge tamam chote (little) munafay (benefit) ko zaya kar sakta hai, is waja se scalping me exchanging k sakht discipline, exchanging plan aur technique k sakht rules hote hen.

        Explanation:
        Risks:

        1. Scalping exchanging primary aap ko market fundamental dynamic reh kar exchanging karna parti feed full time dynamic ho Kar kyun kay is me long haul exchanging me ap Nahi ja skty moment exchanging Ka nam hey scalping hy.2. Scalping exchanging k liay aap ko market k pinnacle hours select karny partay hain jahan market ki instability outrageous py hoti roughage jesa Kay European meeting me.3. Agar market ki development achanak badal jay to ham apna account bhi wash karwa saktay hain scalping exchanging ki waja say jo aik risk hy jis ko ap utha kay scalping krty hen.4. Scalping exchanging primary aap ko day to day ki exchange day to day close krni parti roughage chahy wo benefit principal ho ya misfortune fundamental toward the finish of day usay close karna zaruri hota feed.5. Scalping k leay aap k pas web high velocity hona chahay, web ki thori si der ki interference ap ko weighty misfortune karwa sakti feed kyun Kay large parcel aur market ki unpredictability Kay sath play krna itna asan Nahi hota.

        Benefits:

        Dear companions, scalping exchanging ko select kyun krty hain us kay to bohat say fawaid bhi hain Jin ki madad sy kafi merchants fruitful ho jaty hen wo darj zail hen.1. Short-term k janjhat principal nai karna parta ap rapidly market sy Benefit spread Kar out ho jaty hen.

        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          SCALPING TECHNIQUE IN FOREX TRADING Scalping Technique ko Forex Trading mein istemal karna aik tezi se paisay kamane ka tareeqa hai. Yeh tareeqa traders ke liye hai jo choti muddat mein trading karte hain aur choti munafay hasil karna chahte hain. Muddat Timeframe Ka Chayan Scalping mein, choti muddat jaise 1-minute, 5-minute ya 15-minute chart ka istemal hota hai. Isse market ki tezi aur choti tezi ko dekha ja sakta hai. ANALYSIS Scalping ke liye taqatwar jaddojehad ki zaroorat hoti hai. Market analysis ke liye technical aur fundamental analysis dono ka istemal hota hai.Entry Aur Exit Points Ka Tijarat Scalping mein traders entry aur exit points ka tijarat karte hain. Yani unko yeh decide karna hota hai ke kis waqt trade shuru karni hai aur kis waqt trade band karni hai.Scalping mein risk management ka khaas khayal rakhna zaroori hai. Stop-loss aur take-profit orders ka istemal loss se bachane aur munafa kamane ke liye hota hai. PRACTICE Scalping ko seekhne aur maharat hasil karne ke liye, traders ko regular practice aur tehqiqat karne ki zaroorat hoti hai. Demo accounts ka istemal bhi madadgar ho sakta hai.Scalping mein trading ke doran control apni emotions par rakhna bhi ahmiyat rakhta hai. Ghaman aur asarafan se bachna zaroori hai.Scalping mein traders ko sabr bhi rakhnay ki zaroorat hoti hai. Choti munafay hasil karne ke liye bhi waqt lagta hai.Scalping ke liye acha broker ka chayan karna zaroori hai. Low spreads aur fast execution wale brokers ko prefer karna behtar hota hai.Scalping ke liye aik trading plan banana zaroori hai. Is plan mein entry aur exit points, risk management aur strategy shamil hoti hai.Choti Munafay Par Ghor Karein Scalping mein choti munafay hasil karne ki koshish karni hoti hai, lekin isse bhi choti nuksan ka khatra hota hai. Is liye, hamesha careful rahen.

          اب آن لائن

          Working...
          X