Average True Range
Dear Friends, Average True Range wo indicator hay jo market ki volatility mearsure karny k leay use hota hai. Bhot sary indicators ki tarha Average True Range indicator market ma commodities or pairs ki daily ki prices ko use karta hai. Forex trading ma pairs sy zayada commodities ma volatility hoti hai. Commodities ma hamy aksar gap moves b nazar aty hain. Ye gaps ham commodities ma zayada dakhny ko melty hain.
Commodity Volatility
Commodity ki volatility us k high or low price par depend karta hai. Ye atr indicator forex trading ma market ki direction ko show ni karta balky ye market ki volatility ko show karta hai. Mazeed agy discuss karny k lae hamy true range par focus karna ho ga.
True Range
Agr ham current high ma sy current low ki value ko minus karyn to hamy TR ki value hasil ho jae gi. Second method ye hai k agr ham current high ma sy previous close ki value ko minus kar deyn to b hamy ye TR ki valur hasil ho jaye gi. Thirdly current close ma sy ham agr ham previous close ko minus kar dey to b hamy true range ki value hasil ho jae gi.
ATR Calculation Mathod
ATR ki value ko auto sy 14 periods par set kiya jata hai. Ye intraday, weekly or daily basis par b calculate kiya ha sakta hai. Es purpose k lae atr daily basis ki value par depend karti hai. ATR rsi or macd indicator ki tarha ni hai kiu k market ki direction pae kio information provide ni karta. Ye forex ka volatility indicator hai or yr market k utar charhao ko show karta hai. But forex ma ye zehan ma rakhna chahe k kio b indicator market ma 100 percent results ni deta. Indicator sy maximum result gain karny k lae trader ko apna experience esk sath use karna hota hai tb he market ma profit k hasool ma madad mel sakti hai. Jo trader forex ma indicators ko blindly use karta hai wo hamesa loss ma he rehta hai.
Price Up / Down Rules theory ATR
ATR hamen serff trend ky baray me hi nhi btata bal kay sirf price k utar charhaao ki indication daita ha, true range k liay hmain current period ki high aur low range aur previous period ki close range chaiay hoti ha, true range k liay hmain three calculations kar k unhain compare karna hota ha
1. current period ki low range ko current period ki high sa minus kar dia jata ha.
2. previous period ki close range ko current period high k magnitude sa minus karain.
3. previous period ki close range ko current period low k magnitude sa minus karain,
Direction Measure
ATR price ki direction ko measure nhi karta, bal kay sirf volatility btata ha, lihaza is ma koi negative value nhi hogi, jb ap k pass true range ki value aa jay to tb ATR plott kia ja sakay ga, ATR market ki high aur low volatility k periods ko identify karta ha, is tarah market ki volatility ko measure kar k hm buy aur sell signals ko identify kar saktay hain aur sath ma risk/reward potential ko b jan saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим