What is trading plan in forex market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is trading plan in forex market
    Assalamu Alaikum
    Dear forex member ummid krti hain sub kharyt sy hn gy or mahnat say apna work krrhy hn gy hmy kamyabi Hasil krny k ly mahnt sy kam krna hota h or hmy chye apna knowledge ko increase kry jitna zeda knowledge ho ga itna hi hm kamyab ho skty hai

    Trading plan.?
    Dear members trading plan trading ka aisa treka hota ha js main bht sari chzn jesa k risk reward ratio , profit targets or capital amount mila k market main achi trade find krny main help karta ha.
    Trader kb market main enter ho ga or kitna apni trade ko hold kary ga or kb market se exit ho ga ye sb trading plan ka hissa hota ha.
    Or trader kon kon se pairs py trade kary ga or kitny size ki trades hn ge ye bhi trading plan main hi ata ha.
    Trading plan aik trader ki research or experience py depend karta ha or esi or uski kamyabi depend karti ha.




    jb tk ap k pas koe trading plan na ho tb tk forex market main enter na hn q k bina trading plan k zada tr loss hi hota ha.

    Benifites of trading plan

    Reward over risk
    Dear members trading plan aik zrorat ha js k bhht se faidy hain jesa k hmari risk reward ratio bhi plan ka hissa ha or km se km bhi hmari risk reward ratio 1:2 hoti ha jska mtlb ha agr 2 trades lose karty hain or 1 win karty hain tb bhi hm loss main n hoty.
    agr hum bina trading plan k work karen or risk reward ratio follow na krn to shyd hmara loss zada ho or hm nakaam ho jaen.

    Save capital

    or es main position size hm apny capital k hisab se open karty hain jo k aik zrori chz ha q k agr hm risk management ko follow nahi karen gy to aik hi trade py hum sara capital loose kar skty hain estra trading plan hmary capital ko mhfooz rakhta ha.

    Avoid overtrading
    trading plan main hum goals set karty hain k hum ny itni trades leni hain js main hmary loss or profit k targets hoty hain or traget achieve hony k bad hm mazeed trading ni karty es lye trading plan hamen overtrading se bachata ha.



    Trading plan ki ahmyt

    Trading plan me mukhtalif qissam k elements ho sakte hen, jis se trading plan ki afadeyyat me izafa hota hai, aur ye trading plan ka aik lazzmi juzz bhi hote hen. Trading plan k mutabiq market ki strategies set karen aur market ki conditions ko lazzmi samjhen. Kuch trading plan k zarori elements ye hen;

    • Munafa bakhsh maqased
    • Trading me lot size ko muntakheb karne ka tareeqay kar
    • Trade ko entry karne k leye market me apni position ko mustehkam kaese karna hai.
    • Market analysis karna
    • Risk management se trading karna
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is trading plan in forex market

    Trading Plan


    Forex trading me trading plan kisi rahnuma se kam nahi hota, agar trader proper trading plan k mutabiq market me trading karen to us k successful trades ki tadad bohut had tak increase ho sakti hai.
    Trading plan me traders k market k mutabiq entry point, exit point putting a stop loss, limit orders aur lot size shamil hote hen.
    Trading Plan forex trading ka aik basic ansar hai, jiss k bagher is riski business me kamyabi ka hasil karna bohut mushkil hai. Traders forex trading me analysis, Trading position (lot size) aur entry exit ko proper planning k mutabiq bana kar shoro karte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (226).jpeg
Views:	1
Size:	21.2 کلوبائٹ
ID:	12368047

    Trading Plan and Technical Analysis


    Technical analysis karna forex trading market me bohut aham hai, jis tarah se aik mind set game (like chess) me do gamer aik dosre k mind k sath khelte hen, isi tarah se forex market me bhi humen currencies k future movement ko observed karna chaheye aur us k mutabiq market me entry, exit aur trade size plan karne chaheye.

    Trading With Take Profit & Stop Loss


    Daily ki bunyad par market se thora hi sahi lekin profit hasil karna chaheye. Kamyab traders kabhi bhi apne profit wale trades us waqat tak close nahi karta jab tak wo apne analysis k mutabiq matloba level tak phunch nahi jata.
    Stop loss sarmaye ko mehfoz banane ka sab se safe tareeqa hai. Stop loss ko lazmi set karen, kabhi bhi ye na shochen k ziada loss wali trades wapis profit ya loss ko kam karegi. Aksar kabhi bhi loss me trades wapis nahi ati, q k wo jab opposite semat me breakout kar chuki hoti hai to us semat me lazmi us ne kuch faisela bhi tay karna hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is trading plan in forex market

      forex exchanging k releted bhot he quite great sharing ki hain apne forex exchanging fundamental kamyab hona hain tu difficult work karna mut hian forex exchanging primary Evening star principle kaam karna hain tu difficult work karna must hain forex exchanging primary learning ko solid karna parta hain jo b merchants great learning k sath aata hain wahi brokers kamyab ho jate hain jis b dealers e kamyab hona hain tu Evening star primary pratice karna chahiye qk jaaab tak pratice nhe hoti hain tu ek merchants kabi b kamyab nhe ho skte hain har brokers ko achi acquiring mil skti hian har merchants ko kamyabi hasil karne k liye pratice karna must hota hain qk jaaab tak pratice nhe hoti hain tu kamyabi b nhe mil skti hian
      Evening Star Candlestick Pattern introduction:

      Evening Star Candlestick Pattern ak Bullish Reversal Candlestick Pattern ha dosto is pattern me apko ye samajh aa jati hai aap behtr samjh sakte hain isko k ab uptrend ka end hony wala hy or ye paattern long uptrend k baad resistance levels k qareeb banta hai isko yahan pe predict kiya jata hai aur long up-trend ko downtrend me tabdeel kar deta hai isliye ye pattern bahut khaas hy iska use bahut zyada hai isko zroor samjhen taa k ye apko trade me acha profit de saky.

      Evening Star Candlestick Pattern ki pehchan:

      Evening star candlestick Pattern b three candles sa milkar banta hai isko samjhna chahiye Is pattern man first candle long real body ki bullish candle banti ha jo strong buyers k pressure ko batati hai pata chalta hai market mein zyada buyers hain es pattern man second candle small real body ki bullish ya bearish candle ya doji candle banti ha Jo buyers aur sellers k darmiyan indecision kya batati hai evening star mein zyada nahi pattern hota hai second candle ka Gap-up k sath banana is pattern ki first confirmation hai hume thek se pata lag jata hai es pattern man third candle ka barish hona bhot zarori hai aur third candle ka Gap-down sath open hona iska acha symbol hota hai aur bearish candle ka banna is pattern k banna ki final confirmation hai

      Evening star in forex exchanging market:


      forex exchanging primary difficult work karna must hota hain achi acquiring karne k liye forex exchanging principle difficult work karna parta hain great learning he forex exchanging fundamental kamyabi deta hain forex exchanging primary best learning he kamyabi deti hain best learning forex exchanging principle ek kamyab merchants bana skti hain Evening star primary kaam karne k liye ek brokers ko standard Evening star fundamental kaam karna must hain qk jaaab tak ek dealers ko kamyabi nhe mil skti hai tu forex exchanging principle kabi b difficult work k bina kamyabi nhe mil skti hian forex principle work kia tu kamyabi hain forex exchanging principle best learning he kamyabi deti hain forex exchanging principle difficult work kia tu kamyabi hain jisne learning nhe ki sune procuring nhe ki forex exchanging primary achi kamyabi pana hain tu difficult work karna must hain achi kamyabi pana hain tu normal difficult work k sath kaam karna must hota hain forex primary wahi dealers achi kamyabi pate hain jo difficult work karte hain wahi merchants full kamyabi pate hain jo forex exchanging primary ordinary learning k sath kaam karte hain

      اب آن لائن

      Working...
      X