Definition of Spread
Dear friends, forex me spread actualy broker ka commission hota hy aur trading main volatility buhat hi zaida hai tu spread bhi apnay increase aur decrease hota rehta hai is market main khas tor per jab koi bari news anay walay hoti hai tu har commodity aur pair main spread barhnay lag jata hai becasue zaida say zaida traders us waqt is market main trade krnay ka irada kar rahay hotay hain trading kren to humen chaheye k Kam spread wala pair choose kre ta k Agar loss ho bi to itna k hum us ko easily recover kr saken.
Benifits of Low Spread Trading
jab hum ziada spread wala pair choose kren ge to Zahir Hai loss bi ziada ho GA jis ko recover krna hmare liye mushkil he ni balky namumkin bi ho Jae GA forex men jitni ehtiyaat kren ge utna he acha hai spread waly pairs mai kam karna chahey pher he hum acha munafa kama saky gy forex aik world wide business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai mairay khiyal say jab kabhi bhi market main koi news anay wali hoti hai aur market main taizi aii hoti hai tu har currency aur commodity ka spread acha khasa barh jata hai aur kiyon hum us waqt us market main trading karna chahtay hain tu humay trade dalna parti hai zaida spread kaioper hi spread hity hai ku ky broker ny apna comistion rakhna hota hai likn kabi kbi spread chang hoty rehty hain likn app fix spread waly pair par he trade krain ta k app ko trading main zaida problum na ay broker ka to kam hota hai markeet ko faida dena.
Spread on Commodities
Commodities aur Currency pairs me Fundamental analysis ka apas ma aik relation hai jo kay wesy normally to aapko nazar nahi aata magar aap ghoor karin to uska aapko pata chalta hai kay kis tarha sy ye apas main jury huy hain. Fundamental Analysis main ye jaiza lieya jaata hai kay jis currency par aap ny trade karni ha uskay mulk ke kia progress chal rahi ha aur uski economy kahan par ha. Aap ye daikhty hain kay aany waly dino main kon kon c news aany waali hain jo kay ess currency ko affect kar sakti hain. Technical Analysis main aap currency ke sabka price par andaza lagaty hain kay aany waly dino main kiya hony waala hai. Aur past ma kis kis jagha par kahan kahan support or resistance rahi hai aur kis jagha par aapko market ma order lagana chahey inn dono main relation ha wo ye hai kay news kay aany kay baad market ka trend set hota hai aur phir trend technicals ko follow karta hai aur jahan support ya resistance hoti hai to us kay lehaaz say aagy chalta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим