seccessful trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    g bilkul ap ki bat pori tarah theek hai forex ma kam karne liye sab se phele to raqam ka hona boht zarori hai us k bad agr humare pas ioss kam ko karna aata hai to hum iss ko acche se kar sakte hein or hume iss ma ziada hard work ki bhi zarort hai tabhi hume kamyaabvi mil sakti hai ,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      in Forex successful trading chance is 33 % my friend and successful trading is doing those how are good in Forex and they will do any think with him my friend and that is to good and great for every one my friend
      • #933 Collapse

        successful trading to us time ki jati hay jab ham forex news ko fallow karen gey or apny knowledge se trading karen gey
        • #934 Collapse

          dear aap ny kafi achi suggation di hain k humain forex trade main aany sy pehly kin baaton ka kyal rakhna chahyeh aur is k leyeh kia kia zaroori hy agar aap kam investment sy trading shuru krty hain to is k leyeh zaroori hy k aap zeyada risk na lain trading krty waqt balky aap choti choti trade lagain aur thora thora profit kr k apna capital barhain phir aap zeyada easy trade kr sakain gy
          • #935 Collapse

            assalam o alaikum my dear hard work is so important for a successful trading. only hard work can make us success in forex business. we need a lot of hard work and practice here for earning a good profit...shukriya..
             
            • #936 Collapse

              Succesfull trading ke liye balance me holding power honi chahiye jis ki wajah se terader ke andar trading ki himmat paida hoti hai.us ke ilawa her cheez ka knowledge hona chahiye.volume aur items ki proper know how honi chahiye.
              • #937 Collapse

                aik successful trader bn'ny k liye zrori hai k market k world economy k ka complete knowledge hona chahye.agr hum trade ko complete smjh lety hain to hmain koi or job krny ki zrort nahi hogi.hum trade say boht acha earn kr skty hain.
                • #938 Collapse

                  ji apne kuch points par roshni daali lekin ek important point mention nahe kara apne or wo important point hai demo trading kiun k bina demo trading k koi bhi banda ek successful trader nahe ban sakta bhalay uski achi investment ho ya thori kam investment ho but demo zaroori hai pehlay
                  • #939 Collapse

                    Essentially only the capital processing yes master?* Does the strategy submitted for each trader, because the emphasis is processing capital, or capital treatment it would be more powerful with the particular strategy master.?* i still waiting may be shared strategy OP
                     
                    • #940 Collapse

                      knowledge ki base pe he ap trade kar sakte ha is may jalda baze se kam na leu aor lalch ki to bilkul be gunjish ne ha because greed is a curse...
                      • #941 Collapse

                        Dear is business me hm achi trading or successful tyrding tb hi kar sakty hain jb hm is business me mehnat se kam karty hain kyun k bgair mehnat k hm is business me kabhi bhi successful trading nahi kar sakty hain or nah hi achi earning kar sakty hain
                        • #942 Collapse

                          successful trader kar skty ho aur experience bahot important hay factor hay in the forex agr aap kay pass knowledge aur experience nahi hoga tu aap forex say money made karnay mein nakam rahayn gayn isi liye mein sab ko kahon ga kay forex ko achi tarha say learn kar layn takay aap forex say achi earning kar sakay .
                          • #943 Collapse

                            jo jo chezen ap ne share ki hain wo sab hona bohat zaroori hain.invest k liye money ka hona bhi zaroori hai us k knowledge aur experience ka hona phir itne skills bhi hone chahye k apni invest se pesa kamaya ja sakay.market k halaat py nazar rakhi jay.
                            • #944 Collapse

                              jee, I m agree with you, k humen forex ka basic knowledge hona chaye or experience hona chaye or countries ki economies ka b pata hona chaye phr hum ek successful trader ban sakte hen but humen forex men hardworking karni ho ge or jitni ziada attention k sath karen gay ye humen otni he ziada profit de sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                my dear friend forex ke market me hame kabhi kabhi loss bee mil sakt ahai leken hame loss se upset nahi hona chahiye kioke loss ke bbaad agar hum trading karna chahe to hum earning kar sakte hai wo ese ke hum mistake se sabak seek kar trading kare aur succesful trader bane

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X