Tripple bottom candle kia hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tripple bottom candle kia hai
    Forex trading market Mein analysis karne ke liye technical analysis karne ke liye different candles use hoti hain different candles ka kam be different Hota Hai ISI Tarah triple bottom candlestick bi technical analysis karne mein bahut jyada useful hoti hai aur triple bottom candlestick ke bad market ka trend change ho jata hai aur Market 3 bar down aane ke bad reverse Munh karne lag jaati hai aur aur Market Upar ki taraf Move karna Shuru kar deti hai.

    Tripple Bottom candlestick ko samajhna

    Triple bottom candlestick ko samajhna traders ke liye bahut jyada Jaruri Hota Hai Jab chart per triple bottom banta hai to market ke vahan se a reverse hone ke chances bahut jyada increase Ho Jaate Hain
    For example market Ek Bar downside per Move karti hai aur support level se again bullish move karne lag Jaati Hai aur thoda bullish move karne ke bad market again downward Aati Hai aur jab third time aisa hota hai aur Market support level ko break nahin kar sakte to market vahin se apne trend ko reverse kar Leti Hai yah triple bottom Hota Hai

    Jab Is Tarah Ki situation ho to traders ko samajh Jana chahie kya market ab Bullish side per Move kar sakti hai aur trader ko Aisi opportunity ko avail karna chahie.
    منسلک شدہ فائلیں
    Last edited by ; 24-01-2022, 07:35 PM.
    FRD 07 TRADING JOURNAL

اب آن لائن

Working...
X