Hedging strategy ki wizahat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging strategy ki wizahat
    Assalamualaikum members kaysy ap sb omeed krta hn Kay sab khyreat say hn gy main bhee thk alhamdullilah
    Ap sunain trading kasi ja rhe hy aj hm jis topic par bahas karanay ja rahay hn wo hy hedging strategy
    Kasay hm is par Amal Kar Kay acha bonus kama Kay trading kar skty hnTaroof
    Forex trading me hedging strategy ko properly study karte hain to ismein aapko sabse pahle hedging ki definition Pata honi chahie aur isko market mein kis time par apply karna hota hai use related aapko information learn Karni chahie aur hedging Kitni type ki ho sakti hai aapko yah bhi Idea Hona chahie is related main aapko Kuchh important information share karna chahta hun jo aapke liye bahut jyada variable ho sakti hain.

    Hedging strategy
    Forex trading me jab aap same time per purchasing or selling ki same lote Mein market Mein inter Hote Hain To Aisi situation main aap isko hedging Kahate Hain iske sath sath aap different commodities Sabhi unke correlation ki basis per hedging kar sakte hain.
    Click image for larger version

Name:	forex-hedging-strategy.jpg
Views:	15
Size:	64.1 کلوبائٹ
ID:	12499314Click image for larger version

Name:	30.png
Views:	4
Size:	28.6 کلوبائٹ
ID:	12499315
    Hedging strategy ki aksam
    Dear jab aap Forex trading Mein hedging strategy ko apni trading par istemal Karte Hain To Aisi situation main aap is ko 2 major division Mein divide kar sakte hain aap ek currency pair aur ek commodity per bhi hedging kar sakte hain aur uske sath aap multiple currency pairs aur multiple commodities per Unki negative correlation ki basis per bhi hedging kar sakte hain.
    Hedging strategy ki ahmeat
    Forex trading me hedging strategy bahut hi important aur famous hoti hai agar aap ko market ka trend confirm Nahin Hota To Aisi situation main aap market Mein hedging kar sakte hain aur uske sath Agar aapka account wash hone Ka Hota Hai To Aisi situation main bhi aap market Mein hedging strategy istemal Karke apni account per margin call receive karne se avoid kar sakte hain.

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging strategy ki wizahat

    Hedging Trading Strategy


    Hedge ka matlab hai k aik hi waqat me ya mukhtasir waqat k leye do alag alag stocks ko buy ya sell karna. Ye technique mukhtalif markets jaise stocks, options ya forex me hi sar-anjam deya ja sakta hai.
    Financial market me chote bare (small ya large) sare traders risk ko kam karne k tareeqay talash karte rehte hen aur risk management ki techniques ka istemal karke apne trades ko successful banane ki imkanant ko barhane ki koshash karte hen. Forex trading k bohut se tareeqay hen, aur aik qabele-amal "Hedging" in me sab se ziada taqatwar technique hai.
    Dar-asal hedging trading technique losses ko kam se kam karne aur kamyabi k imkanant ko barhane ka aik behtareen technique me se aik hai. Yahi waja hai k bohut sare traders is ko khas tawar par qeematon k bare (major) peroid movement k dowran apne trading ka aik lazmi juzz banate hen. Yahan tak k kuch investment fund ka naam bhi "hedge" ki bunyad par "Hedging Fund" rakha gaya hai.

    Click image for larger version

Name:	images (5) (142).png
Views:	1
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12365046

    Hedging Technique se Risk kam karna


    Hedging techniques forex trading me bohut ziada aam istemal hota hai. Forex me Hedging k leye trader do (two) musbat (positive) "correlation pair" jaise; EUR/USD aur GBP/USD ya AUD/USD aur NZD/USD ka intekhab karke, dono par mukhalif smeat (opposite direction) me trades open karta hai. Hedging Trading Strategy market k gher-yaqeeni soratehal me losses ko kam se kam karna hai, jis pe ye aik acha kaam karta hai.
    Account ki safety aik trader ka basic kaam nahi hai, q k trading na karne se kabhi bhi loss ka khadsha nahi hota. Humen hedging techniques ki madad se safety bhi qayem karni hai aur munfa bhi hasil karna hai, isi wajah se analyst is hedging ki analysis correlated pairs par hi sar-anjam dete hen. Jab bhi trader ka hedging technique pe trading ka irada ho to us k leye wo do correlated pair pe analysis karen, agar wo same behaviour k sath market me move na kar rahi ho, yani agar aik bullish jata hai to dosra sideways ya bearish movement kar raha ho.

    Direct Forex hedging strategy


    Forex trading k kisi single pair pe do opposite side se buy aur sell ki trades open karne k amal ko "Direct Forex hedging strategy" kaha jata hai. Lekin 2009 me great recession k baad US Commodity Futures Trading Commission ne new regulations issue jari karke is techniques ko band kar deya hai. Misal k tawar par agar aik trader EURUSD par long term ki trades k sath alehda se short term ki trading karta hai, to new rules k mutabiq brokers k pas 1st trades ko band (close) karne ka ikhteyar hai. Lekin agar trader mukhtalif currencies joron par mixup se hedging karta hai, to ye amal jayez hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Hedging strategy ki wizahat

      What is Hedging strategy..?
      INTRODUCTION:
      My dear members,kaysey hein ap sb umeed krta hn Kay sab khyreat say hn gy main bhee thk alhamdullilah
      Ap sunain trading kasi ja rhe hy aj hm jis topic par bahas karanay ja rahay hn wo hy hedging strategy
      Kasay hm is par Amal Kar Kay acha bonus kama Kay trading kar skty hnTaroof
      Forex trading me hedging strategy ko properly study karte hain to ismein aapko sabse pahle hedging ki definition Pata honi chahie aur isko market mein kis time par apply karna hota hai use related aapko information learn Karni chahie aur hedging Kitni type ki ho sakti hai aapko yah bhi Idea Hona chahie is related main aapko Kuchh important information share karna chahta hun jo aapke liye bahut jyada variable ho sakti hain.

      [I][SIZE=5]Hedging strategy:
      SIR,
      Forex trading me jab aap same time per purchasing or selling ki same lote Mein market Mein inter Hote Hain To Aisi situation main aap isko hedging Kahate Hain iske sath sath aap different commodities Sabhi unke correlation ki basis per hedging kar sakte hain.
      [/COLOR]
      Properties of Hedging strategy:
      SIR,
      My dears, jab aap Forex trading Mein hedging strategy ko apni trading par istemal Karte Hain To Aisi situation main aap is ko 2 major division Mein divide kar sakte hain aap ek currency pair aur ek commodity per bhi hedging kar sakte hain aur uske sath aap multiple currency pairs aur multiple commodities per Unki negative correlation ki basis per bhi hedging kar sakte hain.
      Importance of Hedging strategy:
      Forex trading me hedging strategy bahut hi important aur famous hoti hai agar aap ko market ka trend confirm Nahin Hota To Aisi situation main aap market Mein hedging kar sakte hain aur uske sath Agar aapka account wash hone Ka Hota Hai To Aisi situation main bhi aap market Mein hedging strategy istemal Karke apni account per margin call receive karne se avoid kar sakte hain.
      THANKS TO ALL MY SWEET MEMBERS...........,,,,,,,,,

      اب آن لائن

      Working...
      X