Trend line
Financial market me traders musalsal chalti howe mukhtalif qeematen (prices) ko aik jagah pe tarteeb de kar charts ya pattren banate hen jo k us se aik khas qisam ka result nekalne k leye, un prices ko jab aik line se jora jata hai aur us ki jo position ban jati hai wo trend line kehlata hai. Trend lines se hi forex trading me traders mukhtalif qisam ki results k bunyad pe trading karte hen. Aur is pe hi analysis ki jati hai. Forex trading me trends line mukhtalif qisam ki ho sakti hai, ya to ye trend line bullish trend line hogi, ya ye bearish trend line hogi aur ya ye sideways trend line hogi.
HOW TO DRAW A TREND LINE:
Dear member Trend line ko aksar trader sahi draw nhe karty han jis ki waja sa in ko loss ka samna karna parta ha to ap na asy nhe karna ha prefect work ap ko kamyabi dilata ha to ap na mehnat karni ha or ye bahut he ahim ha to is ko achi tarah sa seekh kar samjh kar or achy sa practice kar ka ap na is ko market main apply karna ha ham chart par dekhty han ka sahi sa trend line kasy draw ki jati ha.Is picture main ap dekh skty han ka trend line ko sahi point par draw nhe kiya gaya ha jo ka galt ha to ap is ko samjhen taky ap sa bhe mistake na ho ab ham dekhty hn ka perfect trend line kasy draw ki jati ha..
Bullish trend line
Financial market me jab hamare musalsal qeematen aik upward semat ko zahir karen aur ye qeematen lagatar uper ki taraf ja rahi ho to jo line bane gi wo bullish trend line kehlati hai. Is me market me pattren ki jo candle stick ki position hoti hai un ka closing point aik dosre se oper ki taraf banta hai. Ye trend line is waja se hoti hai jab market me demand ziada aur supply kam hoti hai, ya supply normal ho lekin demand ziada ho jati hai.
Bearish trend line
Financial market me Bearish trend line us waqat banti hai jab market me supply ziada hoti hai aur demand kam ho jati hai, ya market ki supply normal hoti hai lekin demand kam hoti hai to is se market ki jo line banti hai, wo market ki bearish trend line hoti hai. Is me jo qeematen hoti hen wo musalsal gerti howi ja rahi hoti hai. Aur candle stick formation is tarah se hoti hai k har nex candle stick ki closing point pehli candle stick se downward hoti hai.
Sideways trend line
Financial market me ye line na to upward hoti hai aur na hi ye market me downward hoti hai. Bulke market straight aik seedhi line me ja rahi hoti hai. Lekin market ki breakout ki intezar me zaror hoti hai. Sideways movement us waqat hoti hai jab market me supply aur demand dono equal ho aur kisi bhi side pe ziada dabao na ho.
SUPPORT AND RESISTANCE:
Dear member Trend line asal main ap ka sport or ristance he hota ha lakin is ka point digree main hoty han jin ko find karny ka lye trend line ko draw kiya jata ha ham is ko example ko bhe dekhen ga lakin phely sport or rsitance ko samjh lety han jo upar line draw ki jati ha ye ristance ko zahir karti ha isi tarah down par draw ki jany wali line sport ko zahir karti ha ab is ko chart main dekhty han to ap ko achy sa samjh a jaye gi.