Relative Strength Index ya jiss ko aam tor par RSI indicator kaha jatta hai, ek mashahoor indicator hai, jiss ko J. Welles Wilder ne design kia hai. RSI indicator market ki changing ki assal buy ya sell ka signal detta hai. Stock markets main RSI indicator ka istemal prices k tops aur bottoms levels (ziadda tar ye 30 aur 70) ko maloom karnne k leyye kia jatta hai, jiss ka pemanna 0-100 hai.
RSI indicator up days k closing price k average ba-muqabela down days k closing price k average par mabbni hai, jiss main aam tawar par 14-days ka time period ka istemal kia jatta hai. Lekin dosre time period bhi istemal keye ja saktte hen.
Explaination
Technical analysis k dawraan charts pattern ko analyze karnne k leye, sab se ziadda mashahoor technical indicator RSI oscillator hai, jo k prices k mazzbotti main tabdeeli battati hai. RSI indicator aik sab se ziadda maqqbol aur assan tool samjha jatta hai, jiss ko aik basic graph par 0 se 100 tak dekhayya jatta hai. RSI "Stochastics Oscillator" ki tarah market main bohut ziadda buy aur sell ki nishan-dahi kartti hai.
RSI indicator main bunyyadi tawar par 30 ya us se kam ki reading ko oversold sorratehall samjha jatta hai, jis ka matlab hai k market khareedari (buy) k leye tayyar hai. Jab us k bar akas reading par 70 ya us se ziadda overbought sorrattehal battati hai, jiss se market main ferokht kunenddagan (sellers) k leye sell ki opportunity hotti hai.
Rising centerline crossover:
Rising centre crossover uss waqqat hotta hai, jab RSI indicator ki value 70 ki tarraf barhte howe scale parr 50 line se upper challi jatti hai. Is se zahirr hotta hai, k market main bullish trend main chal raha hai aur 70 tak ye trend barqarrar rahegga.
Falling centerline crossover:
Falling centerline crossover uss waqqat hotta hai, jabb bhi RSI indicator ki value 30 ki tarafc barhtte howe 50 k line ko cross kartti hai. Is se zahher ho rahha hotta hai, k market ki trend taqqat main kamzzor ho rahha hai, aur RSI k 30 k line tak pohuchne main ye bearish trend baqqarar rahegga.
Benifits of RSI Indicator
Aissi movement jis ko aam candlestick ya bar charts par assani se maloom nahi kia ja saktta, wo RSI indicator ki madddad se maloom ki ja saktti hai. RSI indicator par support aur resistance levels ziadda wazzeh dekhaye de saktte hen. RSI indicator par 30 nechay aur 70 se upper ki nakkami reversal janne ka ishara detti hai. RSI indicator aur Prices k darmeyan divergence kamyyab reversal indicator ho sakkte hen.
Trading
RSI indicator trading k leye sab se assan tool bhi hai aur dosrra ye bohut ziadda reliable bhi hai, jiss ki wajja se ziadda tar trader ya analyst analysis main RSI indicator ka istemal zarrori samjhtte hen. RSI indicator k over-bought (70 and above) aur over-sold (30 and bellow) area bohut zarrori hai. Is area main trend k reversal honne k bohut ziadda chances hotte hen.
RSI indicator ko buy signal k tor istemal karnne se pehle indicator par reading lazzmi 50 scale se upper side par honni chaheye, jab k down trend k leye indicator par reading 50 se below honni chaheye, jo k sell signal k leye perfect hongay.
RSI indicator reliable indicator to zarror hai lekin zarrori nahi k har daffa indicator lazzmi 100% positive signal hi detta rahega. Is waja se RSI indicator ka dosrre indicators k sath ya charts pattern aur price action k sath istemal kartte rehna chaheye. Isi tarah se indicator ki accuracy main izzafa hogga.