Shooting Star Candle
Shooting star aik single candle par mushtamil pattern hai, jo k prices k top trend par bannti hai, aur prices ka bearish trend reversal ka kaam karrti hai. Ye candle taqreeban shap main inverted hammer jaisa hi hai, lekin faraq ye hai k shooting star candle prices k top trend ya bullish trend main bantti hai. Shooting star candle ki aik small real body hotti hai, jis ka upward side par aik long tail ya wick hotti hai. Jab k ziadda tar candle k lower side par koi wick ya shadow nahi bantta hai. Aggar down side par aik small wick ban bhi jayye to bhi acceptable hai, lekin ziada long ya real body se sizze main bara na ho. Ye candle top trend par honne ki waja se hanging man candle ki opposite hotti hai, q k wo bhi top trend par bantti hai, lekin us ka shadow ya wick downside par hotta hai.
Candle Formation
Shooting star candlestick pattern top trend par bearish trend reversal ka kaam to kartti hai, lekin zarrori nahi hai, k ye candle bearish hi ho. Candle k leye top position ziadda aham hai. Candle ki formate darjazzel tarrah se honna chaheye ;
Shooting Star: Shooting Star candle bullish ya bearish dono formate main ho saktti hai. Ye candle kisi bhi color main yanni black or red main ho kaam is ka bearish trend reversal ka hotta hai. Candle ki real body small aur upper side par aik long wick zarorr hona chaheye.
Explaination
Shooting star candlestick pattern k banne k pechay ki psychology ye hai k top trend par prices bullish trend k rules ko follow kartte howe pehle upward jatti hai, lekin baad main selling pressure ki waja se qeematen wappis gerr jatti hai, aur candle ki top prices k leye resistance ka role play kartti hai. Shooting star candle main prices upward janne k baad wapis open price k pass close ho jatti hai, jis par candle ki aik small real body banntti hai, aur upper side par aik long shadow ya wick hotti hai.
Shooting star candle ki downside par wese to koi wick ya showedshadow nahi honna chaheye lekin aggar bann jaye to is se candle k formation par koi assar nahi partta hai. Lekin downside par ziadda nahi honi chaheye jis se ye candle "Spinning top" candle bann jaye. Candle k bullish ya bearish color se koi assar nahi partta hai.
Working Strategy of Shooting Star Candlestick
Shooting star inverted hammer shape key ho sakty hey shooting star ko bearish reversal pattern ka be name dia jata hay, bullish trend key bad uptrend me inverted hammer shape ka ban jany ko shooting star ka name dia jata hay es key shape aur es ki identification ka hi jaiza lety hey,
Trading
Shooting star candlestick aggar long timeframe pa ho to bearish trend reversal ziadda mazzbot hogga. Pattern k upper sidebpar long wick prices ka resistance level show kartti hai, jis se prices ka downward fall ziadda mustahkem hotta hai. Shooting star candle shape main inverted hammer candle jaisa hi hai, lekin prices k top par honne ki waja se difference bann jatta hai.
Shooting star candlestick pattern par entry karne se pehle prices ka top area honna zarrori hai, dossra pattern k baad confirmation candle ya koi relaible indicator se help bhi zarror lenni chaheye. Aggar shooting star candle k baad aik long real body wali bearish candle bannti hai to ye aik strong trend reversal aur market main sell ki entry ki position hoggi. Stop Loss ki position pattern k top par ya shooting star candle k top se ek ya do pips upper set karen.
Similarly with Inverted hammer Candlestick
Shooting star candles (inverted hammar) ki tarha to ho sakty hey jo key red color key be ho sakty hey aur red color key be magar ye opposite signal provide karty hey, shooting star uptrend me hi samny a sakty hey jes ki real body small jo key down side par aur legs bahot hi zeyda large up side me hoty hey.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим