What is support level and resistance levels
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is support level and resistance levels
    Dear friends jaisa ki AAP sab jante Hain ke Forex mein kamyabi hasil karne ke liye hamen bahut jyada hard-working karne ki jarurat hote hain aur working ke sath hamen forex market ko Janna bhi bahut jyada jaruri hota hai I am a aaj aapke liye Kaisa topic lekar aaya hun jismein hamen forex market ki bahut hi acchi dilchasp maloomat mil sakti hai hamen sports aur resistance ko samajhna Hoga uske bare mein Ham Aage discuss karte Hain

    What is support

    Support diagram mein hamesha value k down sharpen pe banti hai jahan bar cost wahan se apsi pakarti hai disadvantage value pe jisko market break itni aasani se na kar purpose mazeed down jane ko tarjeeh na de to us ko support kahate hain Forex mein support bahut significant pretend karta hai market punch aik value se down na jay wo support boycott jati hai support aisa point hota hai really k jahan se market ko downtrend jaane mein mushkil ka samna karna padta hai market wahan se potential gain wapis nikalti ho.market previoyr support taka ati jahan tak usse pahle support Mili hoti hai to selling pressure itna zyada hota hai ki jo forthcoming bi request hote Hain sellar unko bhi devour kar lete hain market aur specialty chali jaati hai is ko bhi ham samjhenge ke support level John sa hota hai vah kaise find karna hai Kaya support level hai

    Click image for larger version

Name:	images (8).png
Views:	8
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12499222



    Support level hamesha current value se specialty hota hai yani ke market agar Don a rahi hai isko poke bhi support milegi current cost ke specialty isko support milegi isiliye Jo support level hota hai current value se specialty hota hai jo market mein current cost chal rahi hoti hai usse support level specialty hota utilize specific price tag per selling pressure nearly and ho chuka hota hai aur break karne mein primary kamyab nahin hota hai aur dealer wahan apne take benefit set Kiya hota hai aur wo market mein enter sharpen ke liye prepared hote hain.phr kuch purchaser use point per apni forthcoming purchase request set Kiya hota hai aur support floor ki tarah hota hai.jisko contact karke yah to showcase reward back karte hain ya phr break karke next help ki taraf move Ho jaati hai.

    What is Resistance

    Opposition hume diagram mein hamesha potential gain pe milta hai punch cost disadvantage se bar up jati ho jis region jis value ko market reject kare bar wahan se down jane ki koshish kare usko obstruction kaho gay jahan per market ki development slow ho jaye aur value ko upar jane mei mushkil ho aur jahan market bahut jyada candles banana start kar de sell ki janib ki wahan usko opposition kaha jata hai poke market kisi obstruction ko upswing mein break karti hai yani obstruction honk jata hai to uske obstruction support mein convert ho jaati hai breakout na ho to sell exchange ki jati Resistance primary candle ko b check karna parta hain k konsi light Resistance ko reject kar rahi hain or konsi flame work kare gi markat fundamental doji candle ko b dekha jata hain k markat principle agar koi b work kare ga tu difficult work k sath kaam kare tu Resistance level k breakout pay b achi section le skte Dear market upturn mein development Karen te tone kisi aise point per ruk jaaye Jahan per market ki development slow ho jaaye aur Jahan market bahut jyada candles banana start kar de usko obstruction kaha jata hai poke market kisi obstruction ko upturn mein break karti hai to uske opposition support mein convert Ho jaati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (9).png
Views:	2
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12499223
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is support level and resistance levels

    Support and Resistance


    Introduction:

    Financial market me aksar qeematen aik do sathon (levels) k darmeyan baar baar uper-nechay (up-down) ho rahi hoti hai, uper satah (level) pe jis point ko qeematen chone (touch) karne k baad wapis ati hai, qeematon ka Resistance level kehlata hai, jab k wo point jis pe qeematen nechley position ko cross karne me nakam hoti hai, aur qeematen wapis uper chali jati qeematon ka Support level kehlata hai. Qeematon ka resistance aur support levels hamesha aik jaisa nahi rehta, bulk waqat k sath sath ye market ki hado-hal (situation) k mutabiq up ya down shift hote jate hen.

    Click image for larger version

Name:	images (83).jpeg
Views:	2
Size:	12.7 کلوبائٹ
ID:	12364818

    Support and Resistance Line Tafseel


    Financial market me support and resistance lines aik behtareen aur umda concept hai, jis ko tamam traders bara ihteram karte hen. Yani traders trading k dowran kabhi bhi support and resistance levels ko nazar andaz nahi kar sakte hen. Aik currency jore me jis me trading ki jati hai, qeematen apas me aik dosre se sakht muqabela karti hai. EUR/USD currency jore me dekh len, k EUR traders currency ko aik semat me khench rahe hote hen, jab k USD traders currency ko dosre taraf le jane me lagay howe hote hen. Qeemat ki semat se pata chalta hai k ye muqabela kon jeet raha hai. Har baar jab qeemat aik khas level tak pohunch jati hai, EUR traders EUR ki value ko wapis lejayengay, aur us ko mazeed gerne se ya downgrade karne se rokengay. Is qisam ki qeemat ki karwaye ko support kaha jata hai, q k EUR k traders EUR ki vlaue ko up karne ki koshash karte hen. Support ki tarah resistance level wo point hai, jis oe sellers qeemat ko control karte hen, aur unhen mazeed uper jane se rokhte hen. Support k level us qeemat ki nishan-dahi karti hai, jahan ziada tar sarmaya karon ki khayal hai, k qeematen ziada hongi, aur resistance level us qeemat ki nishan-dahi karti hai jis par sarmaya karon ki aksareyat mehsos karti hai, k qeematen kam hongi.

    Click image for larger version

Name:	images (82).jpeg
Views:	2
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12364819

    Identification of Support and Resistance Levels

    Support and resistance levels ko maloom karne k leye chart par horizontal line khench (draw) kar kia ja sakta hai. Traders k leye ye bohut zarori bhi hai aur acha bhi hai k wo apne currency pair par trading k dowran support aur resistance levels ko maloom kare. Support aur resistance ki development kisi bhi chart par sab se ziada wazih aur baar baar dekhaye dene wala ansar hai. Ye aisi position ho sakti hen, jahan traders take profit ya stop loss ko set karwa sakta hai. Support aur resistance levels pe jitni waqat tak qeematen ziada rehti hai, us munasibat se ye levels bohut zyada aham ho jati hai.

    Jab Support Resistance ban jaye aur Resistance Support ban jata hai:

    Jab bhi qeematen resistance levels ko breakout karti hai aur aik new resistance level banati to aksar awqat pechla resistance level support level ban jata hai, isi tarah jab support level breakdown ho jata hai, aur aik new support level ban jata hai, to purana support level new resistance me shamil ho jata hai.

    Support / Resistance and Trend line

    Jab bhi qeematen baar baar same high and low banati hen to us sorat me hum chart me trend line draw nahi kar sakte ya us ko sideways trend bhi keh sakte hen. Lekin jab bhi qeematen bullish trend pe ya bearish trend pe move kar rahi hoti hai, to us sorat me hum trend line asani se draw kar sakte hen. Jab bhi qeematen bullish move kar rahi hoti hai to trend line qeematon k lower-lows ko mela kar bane gi, lekin bearish trend pe chalne wali qeematon ka trend line higher-high ko mela kar banega. Yani tren line ka support aur resistance k sath bara aham relationship hai.

    Support and Resistance levels pe Trading:

    Support aur resistance levels hamare leye trading me take profit aur stop loss ka kaam karte hen. Support and resistance levels pe wese to scalping trading ki ja sakti hai, lekin baqayeda trading k leye dosre indicators ya chart patterns ka sahara bhi lena parta hai. Support and resistance levels aik technical analysis me aik behtareen tools ka kaam karte hen. Ye levels hum bagher kisi indicator ya oscillator k maloom kar sakte hen, q k ye humen chart me asani se nazar a jate hen.

    Click image for larger version

Name:	images (5) (123).png
Views:	1
Size:	4.3 کلوبائٹ
ID:	12364820

    اب آن لائن

    Working...
    X