Gravestone doji candlestick pattern ki details discussion

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gravestone doji candlestick pattern ki details discussion
    Dear forum member, Forex trading market mein trade krny say pehly analysis krna buht hi zarori hota hai. Aur analysis k liy candlesticks aur chart pattern ki buht ahmiyat hoti hai. In candlestick mein aik bahut hi important Candlestick, dragonfly Doji Candlestick hai. Is candlestick pattern ko study karny say ap ko trading me buht help milti hai. Aur ap aik profitable trade kr sakty hain. main ap say is say related information share krna chata hn ta k ap ko trading me aasani ho.

    Candlestick pattern ka taruf:

    Dear member, Candlestick me dragonfly doji candlestick aik buht hi important pattern hai. Yah aik trend reversal candlestick hai. Ya Candlestick aapko market mein buyers pressure ko show krti hai. Is ka zayda strong effect tab hota hai Jab aapko market mein support level per milti hai. yah Candlestick ap ko ager Kisi bary time frame main mil jay to buht stong signal hota hai, is liy is candlestick ko support level per daikh kr trade krni chaiy.

    Dragonfly body ki pehchan:

    Is ko pehchana bahut hi aasan hota hai. Is Candlestick ki body aur ka wick, body sa 2 to 3 times lamba hai. is Candlestick main shadow downside per hota hai. Aur body oper ki side per hoti hai. body hamesha uper ki side per hoti hai. Ager ap dragonfly candlestick ko study krny k trade krty hain to ap ko trading me buht benefit hota hai, aur aik achi entry lay k ap profit Hasil kr sakty hain.

    Meaning:

    Yah Candlestick, ap ko buying ki aik achi opportunity daiti hai. Yah Candlestick market main trend reversal ko show krti hai. Aur buyer's pressure ko show krti hai. is Candlestick k bad market mein downtrend khtum hony k maximum chances hoty hain. Aur Market k upper buht zayda chances hoty hain.

    Risk management:

    Ager ap candlesticks ko daikh kr trade krty hain to ap ko safe rehny k liy ap ko Hamesha money management aur risk to reward ratio ko follow krna chaiy. Yah pattern Hamesha support level per zayda effective results daita hai.

    Click image for larger version

Name:	download (7).png
Views:	3
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12499017
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gravestone doji candlestick pattern ki details discussion

    Dear member, ap nay gravestone doji candlestick say related buht hi acha knowledge share kiya hai. Forex trading market mein analysis krny k liy candlesticks ka knowledge buht zarori hai. Analysis k liy candlesticks aur chart pattern say buht madad milti hai. In candlesticks, main doji Candlestick, ki aik type, jisy dragonfly Doji Candlestick, kehty hain, buht important hai. Is candlestick pattern ko analyse karny say ap ko trading me buht madad milti hai. Aur ap aik professional trader ki tarah aik profitable trade kr sakty hain. Ajain ap say gravestone doji candle ka knowledge aur technical analysis share krna chati hon.

    Introduction of gravestone Candlestick pattern:

    Dear member, jab ap Forex market ko study krty hain to is main Candlestick me dragonfly doji candlestick aik buht hi important aur famous pattern hai. Yah aik trend reversal candlestick hai. Ya Candlestick market mein buyers pressure ko show krti hai. Yah zayda powerful tab tab hoti hai Jab aapko market mein support level yah Fibbonacci level per milti hai.

    Effect of time frame:

    Dear members, jab yah Candlestick ap ko ager kisi bary time main milti hai to buht stong trading signal hota hai. Hamesha ap ko support level per daikh kr trade krni chaiy.

    Recognition:

    Dear members, Is ko identify bahut hi easy hota hai. Is Candlestick ki body aur ka shadow, body sa 2 to 3 guna lamba hai. is Candlestick main shadow downward hota hai. Aur body oper ki side per hoti hai. Ager ap dragonfly candlestick ko focus krny k trade krty hain to ap ko trading me buht profit hota hai, aur aik achi trade entry lay kr ap profit Hasil kr sakty hain.

    Interpretation:

    Dear member, Yah Candlestick, ap ko Forex market main, buying ki aik achi entry daiti hai. Yah Candlestick Forex market main trend reversal btati hai. Aur buyer's pressure ko show krti hai. is Candlestick k bnny k bad market mein downtrend khtum ho jata hai.

    Chart knowledge:

    Dear members, main ny ap k sath is ka chart Share kiya hai. Is say ap is pattern ko achi tarah samjh sakty hain. Aur apni trading strategy ko improve kr sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	download (11).jpeg
Views:	5
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12364666
    • #3 Collapse

      Re: Gravestone doji candlestick pattern ki details discussion

      INTRODUCTION :






      Hello friends umeed ha ap sab thek ho ga or ap sab ke trading bhi achi ja rahe ho ge agar ap sab ak kamyab trader banna chata ha to ap ko trading ka bara ma kar patter, indecator sab ka bara ma janna zaroori ha agar ap sai sa forex ko ni samj saka to ap is market ma kamyab ni ho sako ga. Is liya ag ap profit gain kar na chata ha to ap ko har topic ka bara ma pata hona zaroori ha aj ma ap ka sath ak forex sa related topick share karo ga jis ko samaj ka ap ak acha profit hasil kar saka ga. Aj ka jo topic ma ap ko batao ga os ka name ha graveston doji candlestick pattern.





      WHAT IS GRAVESTONE DOJI CANDLESTICKS PATTERN :







      Dosto graveston doji candlestick pattern market ka up par banta ha or down par bhi is pattern ka kam hota ha market ke direction ko chinge karna yani ya pattern market ka trend ko reverse kar data ha. Agar ya pattern banta ha to market agar high par ho to wo down trend ke traf ana lag jate ha or agar market down par ho ton ya pattern market ka trend ko change kar ka up trend ke traf move kara data ha. Is pattern par traders sell or buy dono ke trade ko laga sakta ha ya os pattern ke candel par depend hota ha ka wo market ka high par bana ha ya down par. Ya pattern support or resistance ka level ka kareb banta ha. Is pattern ke candel ka ak long shadow hota ha jo ka upside par hota ha is ka netcha ke traf koi shadow ni hota.




      IMPORTANT GRAVESTONE DOJI POINTS :







      1:



      Gravestone doji candlestick pattern tab banta ha jab market up trend par ho ya low trend par yani jab market resistance ya support ka level ka kareb ho to ya pattern banta ha.




      2:




      Is graveston dojibpattern ke small real body hote ha is ka up side par ak shadow hota ha jo ka long shadow hote ha is pattern ke candel ka nitcha koi shadow ni hota.




      3:




      ya graveston doji candlestick pattern market ka high yani resistance par banta ha to market ko ya pattern reverse kar ka down trend ke traf la kar ata ha.




      4:




      Ya graveston doji candlestick pattern jab low par banta ha to market ko ya pattern reverse kar ka high trend ke traf la kar ate ha.




      5:


      Gravestone doji candlestick pattern ke candel close ho jate ha to is par sell ke ya buy ke trade ko traders lagata ha ya is candel par depend kar raha hota ha ka ya kon se side par bane ha up ya down.





      DIFFERENT BETWEEN GRAVESTONE AND DRAGONFLY DOJI:




      Dragonfly doji candlestick pattern jab banta ha to os ke candel ke small up side par open hote ha or wo os ka kareb he close hote ha or is candel ka long lower shadow hota ha jo ka down par hota ha jab ka graveston doji candlestick pattern ke high side par long shadow hote ha. Gravestone doji ke candel ak small real body ke shape ma hote ha or dragonfly doji jo ka T shape ka hota ha. Ya dono pattern market ka reverce ka bara ma traders ko batata ha.




      WHAT DOES GRAVESTONE DOJI TELL YOU :




      Ya graveston doji pattern traders ko batat ha ka market na kab reverse hona ha ya pattern market ko reverse karta ha jab market high trend par ho ya low trend par ho jab ya pattern high trend par ho to is par sell ke trade lagata ha q ka is pattern na market ko down ke traf lana hota ha or jab ya candel low trend par banna to ya pattern traders ko signal data ha ka market ma buy ke trade lagay q ka market na is ka bad high side par jana hota ha.
      • #4 Collapse

        Re: Gravestone doji candlestick pattern ki details discussion

        Dear forex member jaisa k ap janty hain k forex mai kaam karny or us mai kamyab hony ky liye hamen achy analysis ki zarorat hoti hai ham jitna acha analysis karty hain utgna acha hamen result milta hai es trha hamen her candle ko understand karna lazmi hota hai kiyun k candle ky baghair kabhi bhi ham acha analysis nhi kar sakty or na he market ki direction ko samjh sakty hain tu aj ham gravestone candle ky bary bat karen gay k woh hamary analysis mai kitna ziada helpful sabit hoti hai ye bhi aik doji candle ki type hai or kafi ziada helpful hoti trader ky liye tu aye aj gravestone candle ko discuss karty hain

        What is Gravestone candlestick Pattern

        Dear member jis trha ham dragonfly ko define karty hain us trha gravestone bhi aik reversal ki candle hai ye market ki direction ko change karti hai ye hamen reversal ky signal ko provide karti hai ye bhi aik "T" shape candle ki trha hoti hai lakin es mai open or close mai chota sa hole nazar ata hai ye candle up ya down per banti hai tu ham waha sy apni aik profitable entry ko open kar sakty han


        Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	46
Size:	2.1 کلوبائٹ
ID:	12364994


        How To trade with Gravestone candle stick pattern

        Dear forex member gravestone candle ko dakhty hoa trade karna bhoot he easy hai ye candle jab hamen up yani ky resistance per milte hai tu ham waha per sell ki entry ko open karty hain agar ye candle down yani k support per banti hai tu ham buy ki trade ko open kar lety hain ye nhi aik small real body wali candle hoti hai ye long shadow bnatai hai es ki shape bhi dragonfly ki trha "T" shape mai hoti hai ye bhi kafi strong signal provide karti hai


        Click image for larger version

Name:	download (5).jpg
Views:	2
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12364995

        Importance of gravestone

        Click image for larger version

Name:	download (6).jpg
Views:	13
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12364996


        * Market mai gravestone doji candle tab banta hai jab ye up ya down per hoti hai yani k support and resistance level per

        * Ye candle bhi small real body wali candle hoti hai es ki up side per long shadow hoti hai

        * Gravestone candle stick pattern jab market mai up ya down per banta hai tu market ko reverse kar deta hai

        * Jaisye he gravestone candle close hota hai tu trader es kidirection ko check karty ho sell ki ya buy ki entry ko open kar leta hai
        Last edited by ; 25-01-2022, 08:23 AM.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Asslam-O-Alaikum! Dear members Me ummed kerti hoke ap sb ka forex trading py kam bht acha chl rha hoga. Aj jis topic py hum baat kre gy wo Neeche mention hy. TOPIC: Gravestone doji candlestick pattern Gravestone dogi ki istilaah se morad bearish intreactor hai jo aam tor par takneeki tajzia karon ke zareya tijarat mein istemaal hota hai. Gravestone dogi aik bearish reversal candle stick pattern hai jo is waqt bantaa hai jab khuli, kam aur band honay wali qeematein aik dosray ke qareeb hoti hain jis ke oopri saaye lambay hotay hain. lamba oopri saya batata hai ke session ke aaghaz mein taizi ki paish qadmi ko session ke ekhtataam ne qaboo kar liya tha. yeh aksar taweel mudti mandi ke neechay anay se pehlay aata hai . EXPLAINATION: Gravestone dogi woh namona hai jo takneeki tajzia mein hota hai . yeh dogi aik mandi ka namona hai jo qeemat ke amal mein kami ke rujhan ke baad ulat jane ki tajweez karta hai . grave stone pattern ko taizi ki position par munafe lainay ya mandi ki tijarat mein daakhil honay ke liye nishani ke tor par istemaal kya ja sakta hai . patteren ki numaindagi aik ulti tea ke zareya ki jati hai jis mein oopri lamba saya hota hai . qabar ke pathar ke dogi ke bar aks drign flay dogi hai . Gravestone dogi aap ko kya batata hai jaisa ke oopar bayan kya gaya hai, takneeki tajzia mein gravestone ka dogi istemaal kya jata hai. yeh aik hikmat e amli hai jisay kuch sarmaya car tijarat karne ke liye istemaal karte hain. woh –apne tijarti faislay karne ke liye shmaryati rujhanaat, jaisay maazi ki karkardagi, qeemat ki tareekh, aur tijarti hajam par inhisaar karte hain. woh market mein mawaqay ki nishandahi karne ke liye aksar chart aur deegar tools istemaal karte hain. un mein se aik qabar ka pathar dogi hai . Gravestone doji patteren ki nishandahi karne ke baad tajir aksar lambi pozishnon se nikal jayen ge ya mukhtasir position shuru karen ge, halaank tasdeeq ke tor par takneeki tajzia ki deegar aqsam ke sath mil kar is candle stick pattern ko istemaal karna zaroori hai . sarmaya car aksar session se wabasta hajam ke sath sath pichlle session ki sargarmi ko patteren ke mumkina isharay ke tor par dekhte hain. mandarja zail chart cyanotech ke stock mein aik grave stone doji ko numaya tor par aala hajam ke izafay ke baad dekhata hai, jo break out ke baad qareebi muddat mein mandi ke ulat jane ki nishandahi kar sakta hai . Gravestone doji ba muqabla drign flayi doji Gravestone doji ka mukhalif namona aik taiz drign flai doji hai. drign flayi doji , jo ke ziyada mutawatar patteren nahi hai, aik" t" ki terhan nazar aata hai aur yeh is waqt bantaa hai jab session ka ouncha, khula aur band sab barabar ya taqreeban aik jaisa ho. qabar ke pathar kedoji ke bar aks, drign flai doji patteren ka nichala saya lamba hota hai. is ka matlab mom batii ki muddat ke douran jarehana farokht hai . agarchay ke baray mein allag allag hastiyon ke baray mein baat ki jati hai, lekin yeh bunyadi tor par aik hi rujhan hain. tasdeeq honay par, aik ko taizi aur dosray ko mandi kaha ja sakta hai. baaz auqaat woh mukhalif manzar naame mein zahir ho satke hain . misaal ke tor par, grave stone doji ke baad oopar ka rujhan ho sakta hai ya neechay ke rujhan se pehlay aik taiz drign flayi zahir ho sakti hai. dono namonon ki tasdeeq ke liye hajam aur darj zail candle ki zaroorat hai. dono namonon ko khalis mandi ya taizi ke ishaaron ki bajaye ghair yakeeni sorat e haal ki basri numaindagi ke tor par sochna shayad ziyada mufeed hai . Doji aik tijarti session hai jahan security ke iftitahi aur band honay ki satah ( ya qeematein ) ya to barabar hain ya amli tor par barabar hai doji ko chart par candle stick ke tor par dekhaya gaya hai . Gravestone doji ka istemaal stap nuqsaan ki jagah ka taayun karne aur aayi baal ko neechay ke rujhan par munafe lainay ka mansoobah tajweez karne ke liye istemaal kya ja sakta hai, lekin yeh deegar takneeki isharay faraham karne ke muqablay mein kam durust tareeqay hain. agarchay hajam aur tasdeeq karne wali mom batii ke sath bharoosay mein izafah hota hai, lekin gravestone doji trading ki rahnumai ke liye dosray takneeki alaat ke sath behtareen hai . gravestone doji ka kya matlab hai gravestone doji aik tijarti namona hai jo takneeki tajzia mein hota hai. tajir usay tijarti mawaqay ki nishandahi karne ke liye istemaal karte hain. ye reversal ke douran mandi ke patteren ki numaindagi karta hai jis ke baad qeemat mein kami ka rujhan hoga. traders pattern ka istemaal is baat ka taayun karne ke liye kar satke hain ke munafe kab lena hai —ya to mandi ki tijarat ke zariye ya taizi ki position par . aap gracestone doji par kaisay tijarat karte hain Gravestone doji kya ishara karta hai doji candle stick pattern ki aik series mein zahir hota hai. iftitahi, ikhtitami, aur ziyada qeematein barabar ya taqreeban aik jaisi ho sakti hain. jab aisa hota hai, ufaq par aik naye mandi ke rujhan ke sath rujhan ke ulat jane ka imkaan hota hai. tijarat se faida uthany ke liye, is baat ko yakeeni banayen ke aap patteren ki nishandahi karne ke baad is baat ki tasdeeq karte hain ke rastay mein koi rujhan badal raha hai. phir, apni position darj karen jab agli mom batii candle stone doji ki ikhtitami qeemat se neechay band hojaye. mom batii ke sab se ounchay maqam par apna stap las set karen aur apna munafe lainay ke liye tayyar rahen. aap ikhtitami qeemat ke oopar tijarat bhi daakhil kar satke hain. bas is baat ko yakeeni banayen ke aap apna munafe lainay se pehlay gravestone doji ki mom batii ke sab se nichale maqam par apna stap las set kar len . Gravestone doji aik tijarti namona hai jo takneeki tajzia mein hota hai. yeh aik lamba oopri saaye ke sath ulti tea ki terhan lagta hai. yeh aik mandi ka rujhan hai jo is baat ki nishandahi karta hai ke ufaq par aik ulat hai. tajir yeh farz kar satke hain ke ulat palat ke sath security ki qeemat mein kami hogi. jab koi tajir Gravestone doji ki shanakht karta hai, to woh taizi ki position par ya bearish trade par position le kar faida utha sakta hai . Gravestone doji ke bar aks drign flayi doji hai. jahan qabar ka stone doji aik ulta t hai jis ke oopri lambay saaye hain, drign flayi doji aik t hai jis ke neechay lambay saaye hain. up trained mein, is ka matlab hai ke bearish pattern mazboot ho raha hai jabkay drign flayi doji jo neechay ke rujhan mein zahir hota hai mukhalif rujhan ki nishandahi karta hai. zehen mein rakhen ke yeh pattern aisa nahi hai jo aksar hota hai .

          اب آن لائن

          Working...
          X