Aslaam o Alaikum.
Dear friends!
forex market main trades kartay huway traders ko kabhi kabhi aisi mushkilaat ka samna karna parta hai jab market ki koi bhi smajh hasil karna bahut ziada mushkil aur kabhi kabhi na mumkin bhi ho jata hai, aisi situation main jo traders analysis kartay hain unko ham sesitivity analysis kehtay hain. Sensitivity analysis say market main honay wali unexpected changes ka dournaa use kartay hwuay market main trading ki jaty hai.
For example jab market main trades kartay hwuay fed's k interest rates increase hotay hain aur dollers ki ratio oter currencies ki nisbat say weak hona start hoty hai tab ham market k chart pay aisi currencies ko sell start karaingay jink end pay xxxusd ata hai.Sensitivity analysis ko ham kabhi bhi market k crash k douraan use nai kar saktay hain aur na he hamain kabhi inka wrong use karnay ki try karni chaye. Main aaj kuch aisi mazeed high lights k sath sensitivity analysis ki explain karunga jisko follow kartay huway bahut saray aisay traders faida hasil kar saktay hain jinko is baat ka koi bhi knowledge nai hota hai.
How Sensitivity Analysis Works:
Sensitivity analysis ka use karnay k liye traders ko sab say pehlay is baat pay ghour karna chaye k market main unki investment aur focus kis hissab say hota hai us k baad next traders ko market main sales, coast aur baaki methods k factors k baray main mallom karna chaye k market main ko kaisay work kar rahay hain aur usk baad market ki percentage ko calculate karna hota hai jis say market ki measurement ka aik perfect andaza hota hai aur trading karnay k liye target ka knowledge bhi hasil hota hai. Sensitivity analysis say traders market main scenarios ki base pay entry aur exit hasil kartay hain usk baad market main sales aur purchase ka time bhi in ki limitaion say possible hota hai.
Advantages and disadvantages:
Sensitivity analysis ka basic faida yeh hota hai k isay samjhna aur chart pay apply karna bahut ziada asaan hota hai, for example percent main different prices ko different tareekay say samjhnay k liye iska use kartay hwuay hamaray liye bahut sari facilities banty hain jink sath market main trades ko asaan banatay huway kaam kiya ja sakta hai.
Sensitivity analysis k sath market main kaam karnay ka disadvantage yeh hota hai k market main kabhi kabhi aisay mushkila wakt atay hain jink sath market ko smajhna aur is main entry hasil karna mushkil hota hai aur jba ham in analysis k sath market main knowledge hasil kartay hwuay kaam karaingay to hamaray liye aur bhi mushkilaat increase ho skaty hain.
Is baat main koi bhi shak nai hai k sensitivity analysis ki help say market main honay walay uncertain matters ko samjha ja sakta hai.
Satisfaction is more important than your success.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим