Bollinger band indicator:
Bollinger band indicator aik trading tool hai ,jo keh trade ki entry aur exit points ko trade mein determine karnay ka liay use hota hai. Bands sa hm overbought aur oversold condition ko determine kartay hain. Per sirf bands ko use karna aik risky strategy hai
q keh indicator price aur volatility per focused hota hai. Es mein bahut si relevant information ignored hoti hai.
esko aik picture sa samajhtay hain:
Es picture mein bollinger bands ko highlight kia gya hai jo keh graph ki movement mein trend line per highlight hain.
Calculation in market:Dear members forex market me bollinger band Indicator ko smjhny k liay standard deviation ki calculation Karna b ana chahiye. Standard Deviation ki calculation ka ek khas process hota ha. Is me ap average value ko har Candlestick ki value se detect krty hn. R end pe sb ko add kr k unki Averge nikalti ha. To is se apky pas Standard Deviation ki value ni jti..Dear members forex mein average mean market me last specific Candlestick ki value ko add krna r uski quantity se Divide krny se apko average value milti ha. Is value ko ap mean b keh skty hn
Jab ap in terminology ko understand kar lein to pher enkoenko trading market mein apply kia jata hai, aik picture sa mazeed understand kartay hain:
Es picture mein Bollinger bands ko show kia gya hai aur btaya gya hai keh kesay trend line mein kesay yeh bands price action contain kartay hain jis sa trader trend mein rehta hai, jo keh mostly up-move aur exiting out of trade sa top range ka qareeb hota hai.
Market mein indicator ki value:Dear members forex trading market mein band bollinger Indicator apko upper band r lower band k hisab se trading techniques deta ha. To agr ap bollinger band Indicator ko achy understand krna chahty hn to apko standerd deviation ko study krna hoga r usko learn krna hoga q k bollinger band Indicator ek important Indicator ha forex trading mein help karta ha
Esko market mein aik picture sa understand kartay hain:
Es picture mein graph start hota hai to trend line mein breach ki lower band ko dekhain to pehlay bahut light hota hai pher es mein changing ati hai resistance aur support ka sath agy jatay huay pher sa light ho jata hai.
Upper and lower band indicator:Dear members forex market me bollinger band Indicator me apko price ki upper side pr ek line show ho ri hoti ha isko ap upper band kehty hn. R ap upper band me selling trend me order lga skty hn...Dear members forex market men bollinger band Indicator me currently price se downside pr apko ek line show ho ri hoti ha. R iski eai situation me ap market me b trend me apni trade lga skty hn..
Esko picture sa understand kartay hain:
Es picture mein trend line ka sath moving average mein upper aur lower bands ko show kia gya hai.
In short yeh bahut acha indicator hai, es ki help sa market mein bahut achi trade execute mar saktay hain , trading market msin esko agar dosray technical indicators ka sath combination mein use karain to pher ziada help out karta hai . pehlay ap indicator ko samjhain pher hi appply karain tbhi ap kamyab hn gy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим