Steps for new traders to become successful in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Steps for new traders to become successful in forex
    Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke aur ek Kamyab Rider banne ke Kuchh asool aur kuchh type hai Jiska Upar Amal Ke Bina koi bhi trading Forex trading Mein Kamyab Nahin ho sakta aaj mat adress ke sath Vahi steps ko share karne wala hun.

    Understand forex trading

    Jo new trading Forex Mein aata hai usko sabse pahle Forex trading ke bare mein learning Karni chahie ke Forex trading Kaise business hai aur ismein working Kis Tarah Ki Ja sakti hai Jab trailer se Forex trading ko properly understand Karke kam Karenge to unke liye trading karna Aasan ho jaega aur vah Forex trading se Kamyab hone Mein Kamyab Ho jaenge isliye a trader scope Forex trading co properly understand kar lena chahie ya sabse pahla aur sabse important staff hai.

    proper practice on demo account

    Forex trading ko learning karne ke bad sabse important step hai ki trader demo account per apni trading ki proper analysis Karen aur apni trading ki Jyada Se Jyada practis Karen trading ke bare mein traders Mein Jitna Bhi learn Kiya Hai vah demo account per practice Karke understand kar sakte hain ki unko trading Kitna karna a gai hai aur Kitni e trading unko aur sikhane Hogi.

    Check profit and loss ratio of demo account work

    Jab demo account point traders trading Karen aur unko trading Karke profit and loss ho to traders ko chahie ki Apne profit or loss ki ratio ko Dekhenge unko Kitna profit hua hai aur Kitna loss Hua Hai Jab traders Apne profit and loss ki ratio ko Dekhenge to unko Pata chalega ki Unki trading Kitni acchi ho rahi hai aur is tarike se vah apne aap ko aur Jyada Achcha trader banane ki koshish Karenge.

    invest in real account after getting success on demo account

    Jab traders ko continuously demo account per trading Karke profit hone Lag Jaaye to Uske bad traders ko demo account se apni trading ko Baithe Banakar real account per trading karna Shuru kar dena chahie Jab traders se rail account mein apni money invest Karenge to unko profit Mein real hoga aur FIR Unka mehnat ka award unko Milana shuru ho jaega
    منسلک شدہ فائلیں
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Steps for new traders to become successful in forex

    Successful Tips for New Traders


    Forex trading bazahir dekhne main sab se assan aur munafa k lehaz sab se mushkil business hai. Ye karrobar risk k lehaz dunya ka sab se ziadda khatarnak karobar hai, jiss main minton aur ghanto main million aur billions ki investment zero ho saktti hai. Lwkin munafa itnna ziadda hotta hai, k trader rato-raat ameer ban sakte hen. Forex trading main lamehdod munafa ki waja se trader khaa kar new trader bohut ziadda bewaqofi se kaam lete hen, aur wo bagher kisi planning k aur strategy k trading kar jatte hen iss maqsad k leye k wo kam waqat main ziadda munafa hasil karren. Lekin wo iss chakkar main sab kuch loss kar jatte hen. Forex trading main new trader k kamyyabi k leyye nechay kuch tips de gaye hen, jinn ko apnnane se wo iss riski business main success hasil kar sakte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (4) (47).jpeg
Views:	1
Size:	22.6 کلوبائٹ
ID:	12364551

    1. Trading Plan ka Zarror Estemal karen


    Trading plan ki technique har aik trader par laggo hotti hai, cahhay usse over-trading ka masla ho ya na ho. Trading plan ka honna trading k ammal main order aur structure faraham kartta hai aur traders ko appne decision k barre main ziadda ba-shawoor bannata hai. Trading plann aik trader ko din main muaqarrara strategy k mutabiq uss ki rahnumaye kartta hai, jiss se trader apnne jazzbat aur lalach par kaffi had tak qabbo pa saktta hai.
    Trading plan k kamyabbi k leye sab se zarrori cheez uss k leye aik sakht discipline hai, jo trading plan par ammal karnne k leye kar-amad hotta hai. Sakht discipline humen over-trading se bachne main kaffi had tak maddad detta hai.

    2. Trading ko Business k Tawar par dekhen


    Forex trading ka karobar do tareeqon se hotta hai, aik hai, jawaree (gambling) aur dosra business ka hai. Aggar trader bagher kisi analysis k ya bas iss ko gambling samajh kar trading karengay to iss se loss k chances ziadda hotte hen, jab k iss karobar main proper discipline, trading plan, analysis aur risk-reward ratio k mutabiq trading karnne se ye business ban jatta hai. Business k tawar kaam karnne se trader k leye ye ziadda munafa bakhash kaam hai.

    3. Technology ka Estemal karen


    Forex trading main mukhtalif qisam k chart pattern, candlestick pattern aur technical indicators hotte hen, jiss ko analysis k leye tools k tawar par estemal kia ja saktta hai. Ye karobar technical tools aur chrts pattern k istemal se bohut ziadda assan ho jatta hai. Technical indicators main mukhtalif pemayesh ya calculation pehle se de ja chukki hotti hai, jiss ko bas sirf humen apnne strategy k tawar par istemal karnna hotta hai.

    4. Apne Trading Sarmaye ko Mehfoz Banayen


    Trading k dowraan bagher kisi khas hikamte amli k trading karnna aur kisi stock, security aur currency par trades open karnna aap k trading account ko wash kar saktta hai. Traders k markrt main sab se bari lamyabi ye hai k wo pehle apnne trading account ko mehfoz rakhengay, uss k baad se wo munafa k bare main sochna chaheye.

    5. Markets ko Lazmi dekhen


    Market ka baghawar mushida keye trades karnna bohut riski kaam hai. Aksar trader trading k dowran market ko sarsari nigah se dekha kar hi jaldi main apni lots open kar rahe hotte hen. Ye ghaltti ziadda tar market k up ya down side par teezi dekh kar trades open kartte hen. Jab bhi trader market ko har waqat made nazzar rakhta hai to wo iss tarah ki mistakes nahi karta hai.

    6. Stop Loss.

    Stop loss k estemal k bagher trading mehfoz banna bohut zyada mushkil kaam hai. Traders ko har aik trades k sath stop loss ka istemal zarror karnna chaheye, jiss se hamare risk reward ratio aur profit to loss k zaryye se iss karobar main bari had tak behtar kaam kartte hen. Stop loss hamare trades par pehle se put ho jatte hen, jo k aik khas position par set hote hen, jiss par loss pohunchne k baad trade mazzeed loss main nahi jatta.

    اب آن لائن

    Working...
    X