dear friends, Volume Zone Oscillator trading main overbought aur oversold conditions ko identify karnay kay liay aik best tool samjha jata hay, iski value calculate karnay kay liay tick volume use kia jata hay, ye indicator certain price zones main buying aur selling activities ki janch karta hay, ye traders ko current closing prices kay previous closing prices sa above aur below honay kay baray main bhi indicate karta hay,
Working principle of Volume Zone Oscillator:
ye oscillator daily volume activity ko positive aur negative categories main breakup karta hay, jab current closing price previous closing price sa greater hoti hay to ye positive hota hay, isi tarah jab jab previous closing price sa low hoti hay to ye negative hota hay, indicator panel horizontal lines ko show karta hay jo relative percentage level kay sath combine ho kay buy aur sell signals generate karta hay, buy signal us waqt generate hotay hain jab -40% line ko below sa above cross karta hay, sell signal tab generate hotay hain jab indicator +40% line ko above sa below cross karta hay,
levels of VZO:
VZO plot ko analyse karnay kay liay jo main levels use hotay hain un main +60, +40, +15, -5, -40 aur -60 shamil hain, ye levels percentage values ko show kartay hain, is kay ilawa additional confirmation kay liay VZO plot ko 60 period EMA aur 14 period ADX kay sath combinely use kartay hain, in dono ki values sa trend ki existance aur direction ka pata chalta hay,
Interpretation of VZO:
ye indicator positive trend ko pointout karta hay, jab ye above rise karta hay aur 5% level ko maintain karta hay, jab ye 5% sa below hota hay to negative trend ko show karta hay, is tarah 5% aur 40% kay darmian oscillation bullish trend zone ko mark karta hay aur -40% aur 5% kay darmian oscillation bearish trend zone ko mark karta hay, is tarah 40% sa above readings overbought ko indicate karti hain aur -40% sa below reading oversold ko indicate karti hain,

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим